forex trading main jis ne achi mehant ki usy uski mehnat ka sila profit main milta

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading main jis ne achi mehant ki usy uski mehnat ka sila profit main milta
    forex trading main agar koi ziyda mehnat karta hain tu usy ziyda profit milta hian forex trading asa work hain k is main bina learn kiye merket ki samjh nhe aati hain or forex trading main agar bina learn kiye and bina demo account k hum forex trading ko join karte hain and live acccunt main work karte hain tu pher b hum loss kar dete hain loss hota hain and accoutn wash hota hain tu srif or sirf hamari mistake ki waja say hota hain jesy bina learn kiye big lot use karna bina learn kiye and bina merket anaysis kiye buy and sell laga dena is liye humhain loss hota hain and accoutn wash ho jata hain humhain haar haaal main haaar chez ko check karna hota hain k kaha py asi koi ghalti tu nhe hain k merket humhain itna loss de k accoutn wash ho jy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading main jis ne achi mehant ki usy uski mehnat ka sila profit main mi

    Assalamu alaikum my dear friend and all members ummid karta hun ki aap sab khairiyat se hun bheji Hai yah Baat bilkul theek hai ke Forex Mein Jisne mehnat ki trading karte waqt use uski mehnat Ka Sila profit Ki Surat Mein Diya jata hai Kyon Ki mehnat Ka Sila Kuchh Na Kuchh Kahin na Kahin to Diya jata hai isliye thoda Samay mehnat Ka Sila Prasad Ki Surat Mein Milta hai isliye Hamen chahie ke profit Hasil karna hai to mehnat Kyun
    • #3 Collapse

      Re: forex trading main jis ne achi mehant ki usy uski mehnat ka sila profit main mi

      Dear ap ki bat bilkul theek hey forex trading dunia ka wahid business hey jiss men mehnat ka phal zaroor milta hey iss liay jitni ziyada mehnat karen utna ziyada profit hasil hota hey iss liay forex trading ko serious len aur ziyada se ziyada mehnat karen ta k acha phal milay
      • #4 Collapse

        Re: forex trading main jis ne achi mehant ki usy uski mehnat ka sila profit main mi

        han g aap na bhoot he achey baat share ke hy kh ham jitni achey mehant karty hain ham sab ko utna he zedada profit milta es lia hamy jitney bhe mehant kary vhoo bhoot souch samjh kar karon yahan jo bhe mehant ke jati hy vho souch sa ke jati hy mara aziz members
        • #5 Collapse

          Re: forex trading main jis ne achi mehant ki usy uski mehnat ka sila profit main mi

          Mere khiyaal main mere dost nay bahot achhi baat share ki hay kay forex business main jo jitni mehnat karta hay oa kay mutabik wo earning karta hay to ye baat bilkul theek hay kay forex business main kamyaabi serf oar serf mehnat say hasil hoti hay es liay hamain ziyaada say ziyaada mehnat karni hay oar mehnat say trading ko samjhna hay mehnat say hi knowledge oar market analysis ka experience hota hay
          • #6 Collapse

            Re: forex trading main jis ne achi mehant ki usy uski mehnat ka sila profit main mi

            Agar Hamen Yahan per $100 nuksan Ho Jata Hai To Hamen Jitna jaldi ho sake isko recover karna chahie market Mein kam Mein Business mein stability Hona bahut jyada hota hai Shani ke sath kam Mein management karna Hamare liye bahut jyada important Hota Hai ka Masani ke sath kar sakte hain ham log aapko Agar Kisi bhi Kishan ki account ki information Yahan Par hoti hai to aap Yahan per islie is information generate kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: forex trading main jis ne achi mehant ki usy uski mehnat ka sila profit main mi

              G han thek kaha ap ne forex me jo mehnat karta ha us ko he profit milta ha forex bohat acha aur profitable business ha lekin agar ap is me mehnat he nahi karo ge to apko is se kuch nahi mile ga kisi bhi kaam me kamiyab hone ke liye mehnat karna zaroori hota ha mehnat kie beghair kamiyabi nahi milty jo log mehnat se kaam nahi karte un ko nakaami ka samna karna parta ha is liye mehnat kare kiu ke kamiyabi mehnat karne se he milty ha
              • #8 Collapse

                Re: forex trading main jis ne achi mehant ki usy uski mehnat ka sila profit main mi

                G han dear ye bat tu hai kay forex mai jo bhi mahnet kay sath kam karta hai wo kabhi bhi es mai nakam ni hota hai aur hamesha he kamyab rhata hai tu es mai zayda say zayda mhnet ki kosesh kiya karain kiyu kay ap jitni zayda mahnet kay sath kam karain gaye utna he zayda humain faida ho jata hai
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading main jis ne achi mehant ki usy uski mehnat ka sila profit main mi

                  Dear friend forex mn agar aap achi mehnat kar karta han un ko in ki mehnat ka sila zaroor milta ha is lia aap ko kamyab hona ka lia ziada sa ziada mehnat Karen r demo account par practise karen market ki movement ko smjhn r trading kar ka achi earning kar sakta han
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading main jis ne achi mehant ki usy uski mehnat ka sila profit main mi

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Madihasaeed پيغام ديکھيے
                    forex trading main agar koi ziyda mehnat karta hain tu usy ziyda profit milta hian forex trading asa work hain k is main bina learn kiye merket ki samjh nhe aati hain or forex trading main agar bina learn kiye and bina demo account k hum forex trading ko join karte hain and live acccunt main work karte hain tu pher b hum loss kar dete hain loss hota hain and accoutn wash hota hain tu srif or sirf hamari mistake ki waja say hota hain jesy bina learn kiye big lot use karna bina learn kiye and bina merket anaysis kiye buy and sell laga dena is liye humhain loss hota hain and accoutn wash ho jata hain humhain haar haaal main haaar chez ko check karna hota hain k kaha py asi koi ghalti tu nhe hain k merket humhain itna loss de k accoutn wash ho jy
                    Yah Baat aapki theek hai Forex trading Mein Jod traders mehnat Karke kam karte hain unhen trading Karke profit hota hai aur vah acchi earning kar lete hain
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading main jis ne achi mehant ki usy uski mehnat ka sila profit main mi

                      Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k forex business mai hard working krney waley he kamyabi hasil krtey hai. Aur es business mai jo hard working krta hai aur apney time ko waste nahi krta tou wo forex business mai successful trader banta hai. Es market mai wo easily successful trader banta hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X