Mini Lots in Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mini Lots in Forex Trading
    Mini Lots in Forex Trading

    Introduction


    Click image for larger version

Name:	1.jpeg
Views:	16
Size:	44.6 کلوبائٹ
ID:	12788513


    Dear Freinds

    Jub b forex trading main jub hum trading karty hain tu ham jab bhi koi trade open karty hain. Awar ti apny balance k mutabiq lot size select karty hain. Mazeed ye k agar hamary pass 3 types ki lot hoti hain jo ham laga sakty hain aik hamary pass micro lot hoti hai jo 0.01 ki hoti hain. Pir jin traders ka account balance kam hota hai wo micro lot lagaty hain aur doosri lot mini lot hoti hai jo 0.10 ki hoti hai aur us par bhi hamyn acha profit mil sakta hai aur jo lot ki third type hoti hai usko aik standard lot kehty hain aur wo 1.0 ki hoti hai tu hamyn trading karny se pehly lot size k bary acha knowledge hona zaroori hain. Q k hum money management k liye lot size ka use ata hoga tu hamyn kamyabi mily gi aur agar hamara account balance kam ho tu hamyn small lot use karni changiye aur agar account balance zayada ho tu bari lot use kar sakty hain aur dear forec trading mein ham apna account tab he safe rakh sakty hain aur account ko wash hony se tab he bacha sakty hain jab ham proper lot ka use karyn gy aur aik planing se achi money management forex ma hamy soch samj kar lot laagne ho ge per he hum kam kar ky earn kr saky gy hum ess main live kam kar sakty hain um is mai live trading or posting kr skty hain hum is mi bager balance account ban kar b km kr sakty hain hum is mai apny boss kud p he hoty han hum is mi gar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hmraa account close ho jyaga. Awar humko ess mai market mi indicator ko lear kar ky use kar ky km karna ho ga then hum earn kr saky gy um is mi mhnet karty hin to hamy kmybe hasial ho jy ge hum is mai strugle nhi kary gy. Awar kuch be hasil nahi ho ga market sy forex market mi hmy ahteyt sy kam karna ho ga then hum ern kar saky gy hum ess main agar ache lot lag kar kam karty hai to hamy kamaybe hsal ho jy ge hum is mai agar tukka system sy kam karty hin to hmy loss ho jy ga hum is mi agar lot ko ignore kar dety hai to hamara account bnd ho jy ga hamy is mai learning gain kar ky ik time table bana kar kam karan hoga. Awar then hum kmkar ky earn kar saky gy forex ma hmumko care sy work krna ho ga per he hum agy br sky gy forex aik legal business hin hum is mai muslsl mhnet krty hai to hamy kmaybe hasl ho jy ge forex mi hamy ahteyt sy km karana h ga then hum earn kar saky gy hum is mai aagr market ky rules ko ignore kar dety hain to hamara account block h jy g forex ko smjn aik din k kam nahe hain.

    Uses

    Click image for larger version

Name:	2.jpeg
Views:	11
Size:	56.7 کلوبائٹ
ID:	12788514


    Freinds,

    Awar forex member Forex trading main hum trading kartay huwae kisi bhi currency pair pay ya kisi bee commudities pay trade open kartay hain. To haumay trading kartay hoye trade ko open karney say pehlay trade ka lot size small ya big figure may select karna hota hay phir iss kay bad haum trading kartay hay aur appni trade ka lot size select kartay hain. Humko hamesha trading may mangement ko acha strategy K saath trading main use karna parta hain. Awar jab hum forex trading may money management awar time management ko dekhty hoye trading kartay hay to haumay trading Kay behtareen results miltay hay Forex trading may traders ziaada apney account balance ko dekhty hoye hee trade ka lot size select kartay hain. Awar Agar hum kamyab trading karna chahtey hain to humko trading karney say pehlay money management ko follow Karna hota hay to haumay trading may asaani rehti hay aur kisi bhi loss ki soorat may hamara account safe rehta hay Forex trading esa business hay jiss may appko kamyab business karney K liye hameshs planning aur strategy Ki zarorat hoti hay jab app ko Kam Karney ka knowledge hoga to app trading may lot size achay tareekay say handal Kar saktay hain. Awar kamyaabi bee hasal kartay hay experienced traders hamesha Analysis kartay hoye trading kartay hay aur trade open kernay say pehlay market ki movement ka pata laganey Kay bad hi trading Kartay hay traders apna account dekhty hoye lot size select kartay hay aur over trading say parhaiz kartay hain. app ko market ki movement K mutabiq apni trade ka lot size double rakhna chaihy so faida hoga.

    Conclusion

    Click image for larger version

Name:	3.jpeg
Views:	10
Size:	61.4 کلوبائٹ
ID:	12788515


    Freinds,

    Awar Mini lot main aik pip aik Dollar k brabar hota hain. Its means ap ko trade ma per pip aik Dollar ka faida ya nuksaan hoskta hain. Awar ye wo lots ki iksam hain jin pe ap trade kar k profit earn kar sakty hain. K agar ap micro lot main trade karo gay to ekk lot 10 cent ka hota ha esi surat main ap ko profit bee 10 cent ho ga awar ap ko loss bhi 10 cent ka he ho gaa. Awar agar ap mini lot main trade karty hain to ap es main ak lot aik pip ak dollar k equal hoti ha es main trade karty hoay ap ko profit bhi ak dollar ka ho ga ar agar loss hota ha to wo bhi ak dollar ka he ho ga ar agar major lot main trade karty hain to es lot main ak pip 10 dolkar k equal hota ha trade karty hoay agar ap ko profit ho ga to wo 10 dollar k equal ho ga ar agar loss ho ga to wo bho 10 dollar k equal ho ga esi trade seniors he karty hain.. Mini lot k baad micro lot ka account aapko broker muhaiyaa karta hain. K Jis main lot 10000 units kay brabar hoti hai. Aur market main 1Pip ke value 1 dollar kay brabar hoskta hain.

    Click image for larger version

Name:	4.png
Views:	11
Size:	18.8 کلوبائٹ
ID:	12788516

    Thanks

اب آن لائن

Working...
X