USD/CAD currency pair chaar din se lagatar decline ho raha hai aur aaj Asian trading session ke dauraan 1.4260 mark ke qareeb trade kar raha hai. Is girawat ka sabse bara sabab US dollar ka weak hona hai, jo US Treasury yields ke girne ki wajah se...
EUR/USD ki Qeemat ka Tajziya Fiber ka near-term losing streak toot chuka hai, jo buyers ke liye ek acha signal hai. Ab EUR/USD ke kharidaar koshish kar rahe hain ke price wapas 1.0900 ke target se upar le jayein. Pehle, Fiber ek ahem technical level...
EUR/USD ka 1-hour chart ICT (Inner Circle Trader) concepts ko use karte huye analysis karta hai. ICT aik trading methodology hai jo market structure, liquidity, order blocks, fair value gaps (FVGs), aur institutional price action par focus karti...
Chandi ki Qeemat ka Tajziya Thursday ko Silver ki qeemat mein tezi se izafa dekha gaya, jisme XAG/USD ne $34.00 ka mark tod diya aur bullish momentum barqarar raha. Yeh tezi US trade policies ke hawale se paida hone wali uncertainty ki wajah se...
T E C H N I C A L _ A N A L Y S I S E U R / U S D Salaam sabhi members aur naye visitors ko khush aamdeed! Umeed hai sab theek honge. Aaj main EUR/USD ki market movements ka analysis karunga. Is waqt EUR/USD 1.0781 par trade kar raha hai, aur...