Favorite Indicator in Trading Market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Favorite Indicator in Trading Market
    Favorite Indicator in Trading Market

    Introduction



    Click image for larger version

Name:	1.jpeg
Views:	26
Size:	79.5 کلوبائٹ
ID:	12778708
    Dear Fellows,

    Trading market main kai indicator use hoty hain. Enn indicator ko ziada ehmeyat hi nahi deta es ki khas waja to ye hay k economic news kesi be technical analysis ko fail kar sakta hay hamy market news par hi depend karna ho ga, koi be indicator profitable signals nahi de sakta hay magar moving average ya market oversold aur over brought, RSI, jo be indicator ho signals calculation se hi provide karty hey magar hamary leiay economic calendar se behtar aur koi be indicator nahi ho sakta hay jes me real time me different eventssab se ziada use hone wala indicator moving everg hai. moving everg ko maximum traders use krte hain aur iske Hamm trading men results bhi baqi indicator se best milte hain isliye main smajhta hoon k sab se best indicator moving everg hee hai q k Indicator pe depends krna kesa hai. Awar ye k Trading k liye bahot ssaray og different kinds k indicator ko use krte hain hamen trading k liye fully tor pe indicator pe depends nhi krna chahiye q k jab ham fully tor pe indicator pe depends rhen ge to hum loose ho jaen ge q k koi bhi indicator hamen hundred percent results nhi de sakta hai isliye hamen fully depends nhi krna hai..Indicators se confusion paida hoti hain. agar ham chart oe bahot se indicators ko use krte hain to hamen har indicator aik apni price valu bta rha hota hai jiski waja se ham confusion ka shikaar ho jate hain isliye hamen chart pe aik se ziada indicator ko use nhi karna chahiay. Ess main bahoot say indicator kaam kar rahay hain had aikki apni aik aik quality hoti hai but dost main aapko batata chalon koi bhi indicator leading ni hota balkay had indicator lagging hai air yeah khud market ko follow kartay hain is liye humainmarkeet ko khud analyse karnan chaye ta k exeact entry karni parrti hain. Hum trade laga sakain PR agar in sub indicator main say say best ki BT karain to to moving average say koi bhi best ni hai q k is main trend ka andaza laganan bht easy ho jata hai air is k zariye him easily trend ko identify kar Sakta hain awar jub trend main trade lgaya jata hain.

    Reasons

    Click image for larger version

Name:	2.jpeg
Views:	12
Size:	79.4 کلوبائٹ
ID:	12778709


    Fellows,

    Ess main first upper band hota hain. Second middle band and lower band.
    Same bands ko dekh k humko market ki next move ko predictions milti hain is ma ap koi bhi time frame use kren to aoko iska acha result mil skta hai apko jub indication dekhy ky market lower band ko break kr k koi candle outside close ho chuki hai to apko usi time next closing candle ko dekhna hota hai agr to next candle usky ult ho to apko wahan py reversal entry leni chye lkn stoploss aor take profit must use kren is sy apko behtr result mily ga. And aisy he jub candle upper band ko break kr ky bhr close ho to next ka wait same jesy pehly btaya. Mazeed ye k market mai ap ne dekha ho ga kafi ziayda indicator hai jin par hum trade laga sakty hai ais market mai mujhy 2 indicator bahot hi pasnd hai aor jin ko mai apny chart par use karta hu ais mai aik to bollinger band hai aor dosra ais mai RSI hai jab market bollinger band mai upper band ko touch karti aor Rsi 70 se oper ho than us waqt time hum ko sell kar dena chaye aor jab market bollinger k lower band ko touch kar rahe ho ya aus se bahir nikal aye aor sath Rsi 30 se nechy ho to hum ko ais mai buy laga deni chaye kun k aus time market over sold hoti hai aor yaha se market lazmi up jati hai ye simple reh jaati hain.

    Conclusion
    Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	12
Size:	26.2 کلوبائٹ
ID:	12778710
    Caption


    Fellows,

    Trading main i think favourite Indicator hai wo bolinger band hai kun kay us main aapko aik clear signal milta hai kay market up ja rahi hai ya phir market range main ghoom rahi hai ya down ja rahi hain. And Jab tak u ko clear indication nazar nahi aati Bollinger bands par aap ko koi signal nahi milta hain. jab market wahan say aik side main move karna shuru karti hai to us wakat aapko aik clear signal mil jaata hai kay ab market ny aaya k up trend pakra hai ya down trend pakra hai. Aur mazay ke baat ye hai us main aapko take profits aur stop loss bhe lagany main asaani milte hai. So main aapko bhe kahun ga k Bollinger bands trading k liay best hoty hain awar trading main help karty rehty hain u trading main izafa hota hain.

    Click image for larger version

Name:	4.png
Views:	14
Size:	21.0 کلوبائٹ
ID:	12778711

    Thanks

اب آن لائن

Working...
X