Uses of Signals in Forex Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Uses of Signals in Forex Trading
    Uses of Signals in Forex Trading

    Introduction


    Click image for larger version

Name:	1.jpeg
Views:	11
Size:	44.9 کلوبائٹ
ID:	12777770

    Dear Fellows,

    Hum jaanty hain k forex trading main jub hum trading karty hain to hmain boht say signals milty hain hmain ess forum par bhi signals mil rahy hoty hain jin ko hum se kar skty hain rahi bat sikgnals ko hum use kar skty hain k nahi tu bhai aghr tu hmain signals kisi expert tader sey mil rahy hain tu hmain use kar leny chahye maghr aik waqt k liye hum apni sari life trading signals par trading nahi karni chahiay q k jub hum help less hoty hain tu hmain majbri hoti hai k hum signals ly skty hain maghr hmary lye yahi bahtr rhata hai k hum apni trading khud mange karen signals leny ka ik yah nuksan hota hai k jo bhi signals de rahy hoty hain wo sub k account ko nahi smjhty hain jub k wo overall py signal de dety hain or ayse hota hai k kisi ko proft ho jata hai or kisis ko loss tu es se bachny market ko technical point of view se be understand kia ja saky, Fundamental analysis ki tarha market ka technical jaiza be etna hi importance rakta hay esi maqsad se hi trading signals hasil key jaty hey agar trading signal kesi achy source se hasil key jey to acha profit earn karny main mushkil nahi hoti, trading signals app kesi expert traders se be hasil kar sakty ho aur indicators ko use kar sakty hain.

    Ehmiaat

    Click image for larger version

Name:	2.jpeg
Views:	8
Size:	74.4 کلوبائٹ
ID:	12777771

    Fellows,

    Hum jaanty hain k forex trading market main signals ko use karna chahiay. Ess k sath sath aur Unhe follow bhi karna chahiay. In case agar hum signals koo avoid Karenge to uss saye Hamein hee nuksan hoga. So why Hamein loss Hoga aur profit ke chances bahut hi ziada kam ho jaayenge signals. Hamein Ishara Dete Hain Ki Hamein by karna chahiye ya cell karna chahie market Mein currency pair ki movement Kaisi Hogi future Mein Ab Pogo down Hoga use hisab Se Bhi Hum Apne Naam Se Karke use hisab Se Hum Apna lot size set karte hain aur FIR signal ki madad se by a cell Karte Hain Jis ki vwajah Se Hamare loss ke chances bahut ziyada kam ho Jate Hain aur profit Agencies bahut zyada ho Jate Hain aap Hamein bonus bhi acha Milta hai isliye ye k ap ko signal day raha hain wo bi essi market ko dakh k da raha ha or apny andaza laga k data ha 100 % confirm ni data ha agr tek ho gea to khush kar daty han loss hua to sorry kar daty han is key humy chae hum khud market ko samjny ki try karny chahiay q k jo indicator us k pass han woe humary pass bi hoty han jin ko hum use kar k khud ache signal bana sakty hain. Mazeed ye k ho sakta ha aik do bar loss ho par ahsta ahsta hum log samj or seek sakty han or phr khud ache trading kar sakeny gy sirf apni mehnat karny say he hum kamyab ho sakty hain.

    Conclusion

    Click image for larger version

Name:	3.jpeg
Views:	11
Size:	108.1 کلوبائٹ
ID:	12777772

    Fellows,

    Akher main ye conclude karty hain k trading business Mein senior traders aur expert credits Apne new members ke liye bahut jyada signals provide karte hain market ka analysis karte hue Hamen chahie ki Ham Apne expert traders ke signals ko follow karte ho rehna chahiay. Apne benfit score increase karne ki koshish karen Agar Saath koshish karen ki Apne Khud Ke bi signals howa Karen awar market ki up and down situations ko Dekhte Hue Magar iske sath demo account per ziyada Se ziada practis Karen awar apne Cena traders ke signal score demo counter check karte hue hi real account per trade order Lagai Jaaye without any market analysis kabhi bhi trade order Nahin Lagani chahie Magar Agar Hamare senior traders Hamen valid signals provide kar rahe hain To Hamen Kuchh Nahin chahie to unko follow karte ho achha profit Hasil Karen Kyunki senior traders expert traders ke pass Jyada knowledge Jyada experience hota hai vah easily Hamen Achcha profitable trade ke signals provide karte hain aur ham Achcha profit Hasil karte hain Hamen chahie kya Ham signals ke sath Khud bhi mehnat kary.
    Click image for larger version

Name:	4.jpeg
Views:	9
Size:	69.2 کلوبائٹ
ID:	12777773


    Thanks

اب آن لائن

Working...
X