Movement in Forex Trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Movement in Forex Trading
    Movement in Forex Trading

    Introduction



    Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	7
Size:	21.4 کلوبائٹ
ID:	12777367

    Dear Fellows,


    Forex trading market main work karna ik challenge hota hain. Ess main apko ess kaa analysis bhi Pata hona chahiye uska movement ka idea bhi Pata hona chahiae awar waqt k sath market ki direction change hoti hai ki mai tumhe bhi Kafi changing Ho Jati Hai Iski movement time ki sab saye market correction ke sabse economic data ki sabse bada change ho jati hai investment Karenge market Mein kaam karne ke liye experience generate Hota Jayega Kitna aapke paas kaam ka experience Hoga aapko market Mein help Milegi aapko Yahan Par full information market aik support ya resistance levels banati hai aur us ko follow karty howay market move karti hai. Mazeed ye k Jab market ziaada move karti hai maslan us support ya resistance ko torrne lagti hai to us time ekk gantay wali candle ya phir 4 H wali candle jab market us support ya resistance ko break karne kay baad close karti hai to us kay baad dekha jaata hai kay candle kahan close hui ha. Aaya candle neechy close hui hai ya ooper close hui ha. Ess k ilawaa b Agar to candle ooper close hui ho to market ka trend break hony ke confirmation hoti hai. Aur jab market aap dekhin kay aik baar support torrney kay baad dobara say neechy aa jay aur candle close na kare to es ka matlab hota hai kay market trend line torne kay baad phir se neechy aa gai hain to khial rakhy.

    Ehmiat

    Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	5
Size:	22.4 کلوبائٹ
ID:	12777368


    Fellows,

    Forex trading main market ki moment ko find karna Koi challenge say kam nhi hain. For that Hum Logo Ko Mat Karna padti Hai Hum Logon Ko Apne experience istemal karna padta hai Apna knowledge istemal karna padta hai phir Kahin ja ke hum market ki movement ko find kar sakte hain. forex main movement maloom kar nain k liye aap k pass do tareeqay hotay hain aik aap markeet ko technically analysis karain doosra fundamentally analysis karain air is k baad aapko sahi andaza hoga k ab market kidher move karygi awar Fundamental analysis main to aapko just news daikhni hoti hai agar news positive ho to apki trade buy main jayegi otherwise sell main jayegi. So why technical analysis bahoot he mushkil hotay hai is main aapko graph daikhain parhta hai mukhtalif indicators timeframe hota hain.

    Conclusion

    Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	5
Size:	22.0 کلوبائٹ
ID:	12777369


    Fellows,

    Forex trading market main hum jo bee analysis karty hain wo ais liay hi karty hai ta k hum ko market ka trend pata chal jaye kun k market jab aik taraf move karti hai to hum ko pata hota hai k market ne ais mai ab retracment leni hoti hai awar ye khum jab aus ko ye dekhna chaty hai k market mai ab agay kai ho ga to aus mai hum ne indicators use karny hoty hai aus mai ye hai k hum ko agar hum ne ais mai leading inidicator awar legging indicator use karna hai kun k ain ki help se hum ko ye pata chalta hai k market ne kaha tak jana hai. aisne kaha se wapis aana hai agar hum ais mai aisy kaam karty hai to hum ko ye samjh aa jati hai k ais mai hum ne kaisy profit banana hai aus k liay kon sa indicator use karna hai aus k liay market main movement ko aap aiasy judge nahi kar sakty kay is liye ap hamesha market main achy indicators ko use kar kay boha the achi earning ki ja sakti ha is liye hard work kay sath or acha experience ho to ap market ko judge kar sakty hein is liye hard work or acha experience he apko kamyab earning hasil kar sakty hein is liye market ki movement ko maloon ap rsi indicators ko use kar kay ap bohat he achi earning kar sakty hein or mcad indicators ko use karna bohat he zarori hoti hain. market main currencies ki prices aik jaisi nahi rehti yeh kabi up ho jati hain kabi down ho jati hain kabhi market low price say start ho kar high price pay and hoti hay kabhi high price say start ho kar low price pay close hoti hay market ki is movement ko maloom karna itna easy nahi hay is kay liay traders kay pass Forex ka acha knowledge hona zarori hota hay awar ye k us kay pas Forex trading ka experience hona bhi lazmi hay knowledge and experience dono hi trader ko market kay analysis karnay main help datay hain aor indicators ko understand karnay main bhi kafi asani ho jati hay indicators main charts ka use sab say ziada hota hay in chart say Forex market main trading kay baray main bohat si information milti hay aik chart daily ki trade kay baray main information deta hain.

    Click image for larger version

Name:	4.jpeg
Views:	6
Size:	80.0 کلوبائٹ
ID:	12777370

    Thanks

اب آن لائن

Working...
X