Benefits of Solid Planning in Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Benefits of Solid Planning in Trading
    Benefits of Solid Planning in Trading

    Introduction


    Click image for larger version

Name:	1.jpeg
Views:	14
Size:	70.0 کلوبائٹ
ID:	12776970


    Dear Fellows,

    Jaisa k hum jaanty hain k Forex trading Mein solid trading planning ka aapko Hamesha faida Milta Hain. Q k Forex Mein planning hee aapko Kamyab banati hain awar jo trade aap planning ke according karte hain wahi Forex Mein Kamyab Hoti Hain Jisko aap Forex Mein acchi Tarah Se use karte Apne trading Mein profit Hasil kar sakte hain. Essi liay zaaruri hai ki aapko Apne trading co planning ke sath karna chahie planning ke sath reading karne se aapko bahut se fayde Milte Hain.Din Mein sabse pahla fayda to yah hai ki aapko aapki trading Mein risk manage karne ka chance Milta hai jisse aapko loss hone ke chances kam ho Jaate Hain. Uske bad aapki trading Mein Ek discipline maintain ho jata hai jisse aap ka kam perfect ho jata hai aur aap faide Mera Jaate Hain
    Planning ki isliye bhi hai. Q k yee Hamare account ko save rakhne ke liye ki Jaati Hai. Q k Ham apni trading ko Aise karte hain jisse Hamen achi tarah planning karni chahiy.

    Planning

    Click image for larger version

Name:	2.jpeg
Views:	10
Size:	30.5 کلوبائٹ
ID:	12776971


    Fellows,

    Har jaga planning se jub traders trading kartay hain to traders loss sey bach jataay hain. jub traders plans k mutabik chalte hain to wo har decision market ki condition awar situation k hisab sey letay hain or un ka decision emotion ya greedy mind set ki waja se nehi hota ha or aisy traders ko mostly profit hi hota ha jub traders Apne capital ki planning kartay hain tu wo risk rules ko follow kartay huey letay hain jar trades open karne se pehle os trades me hasil hone walay loss or profit ko calculate kartay hain ager traders ko zeyda loss bhi ho jae tu wo Apne strong money management plan ki badoolat Apne risk ko bhi asani se recover kar sakte hain solid planning me jub traders trades open kartay Hain. market mai risk lety hai to hum aus par kitni lot use kary aor aus trade profit lena hai ais market mai hum kaha se entry leni hai ais market mai hum agar kaam karty hai to hum ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai humr agar plan acha ho ga to hum ko aus par kafi ziada profit ho sakta hai. Ess market main hum agar plan k baghair kaam karty hai to kai dafa hum loss kar sakty hai ais market mai hum ko mehnat karni hoti hai ais market mai hum ko soch samjh k aor planing k sath kaam karny mai hi kamyabi milti hai ap ne jab plan tyar karna hai to aus mai her cheaz ko achi trah dekhna chahiy.

    Conclusion

    Click image for larger version

Name:	3.jpeg
Views:	9
Size:	31.9 کلوبائٹ
ID:	12776972

    Fellows,

    Ess k last mi hum ye conclude karty hain k dusra business ho, ekk solid trading ya business plan ka hona bohat zaruri hai. Kiyu kay jab takk business kernay waley kay paas aik solid plan nahi hoga uss waqt takk usay yeh bhi pata nahi ho sakta kay uss nay kia kerna hain. Business kaha say shuru kerna hai aur phir uss say kia faiday haasil kernay hain awar apna business barhana kaisay hain aur target kaisay achieve kerna hai. Iss liye aik solid business plan ka hona bohat zaruri hai. Essi tarah traders ko bhee iss baat ko zehan mai rakhna chaiye kay apnay business kay start mai he aik solid plan ki tayari shuru ker Lia karain takay pehlay dinn say he uss kay liye kaam shuru kia jaa sakey. Forex trading mai traders ko iss baat ko importance denni chaiiae q k forex market mai her waqt movement ho rahi hoti hai jiss ki wajah say traders ka account balance aur equity up aur down hoti rehti hai jisay aik proper successful hony k liay mukmal planning karni ho ge tbi ham trading m kamyabi hasil kar sakty han forex trading main planning kiay baghar ham trading ni kar sakty ham week main trading karty han baki two din chuti hony ki wja sy market band hoti hy hamy weekend py free hony ki wja sy agly pory week ki planning kr lyni chaiy q k planning sy hmary andar confidence a jata hy or confidence ki wja sy hamy bot km loss ka samna krna parta hy ham zyada sy ziada successful ho kr hi trading karty han forex trading main jb ham weekend py planning kr lyty han to hamy agly pory week main apni trading m koi msla nahi hoga.

    Click image for larger version

Name:	4.jpeg
Views:	10
Size:	86.4 کلوبائٹ
ID:	12776973

    Thanks

اب آن لائن

Working...
X