Arnaud Legoux Moving Average

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Arnaud Legoux Moving Average
    Introduction:

    yeh forex market mein aik kesam ke moving average ke kesam hote hey es ka maksad yeh hota hey keh dosree kesam ein majod trend kay gap ko identify karna hota hey yeh forex market mein moving average ke karkardge ko behtar bana sakta hey ALMA tasowor aik mathematical concept hey jes ka naam Carl Friedrich Gauss NAY RAKHA GEYA HEY yeh aik basic shape men kam karta hey
    nechay kay chart mein 50-day Ichimoku indicator deya geya hey
    Click image for larger version

Name:	alma-example-in-apple-chart.png
Views:	36
Size:	14.1 کلوبائٹ
ID:	12776955

    Parameter Ichimoku Indicator:

    Ichimoku indicator kay motabaq 3 kesam kay parameter estamal key ja saktay hein jen kaybaray mein jadeed trader ko jananay ke zaroorat hote hey window size, offset or sigma
    window size forex market mein ALMA ka hesab ketab karta hey jo keh es period ka tayon karta hey zyada tar moamlat mein window ka standard size estamal keya ja sakta hey jo keh 9 hota hey laken ap es ko apnay trading size or target kay point of view say estamal kar saktay hein or es ko hamaisha tabel kar saktay hein
    offset ka aik adad hota hey jo keh forex market mein gap ko kam karnay kay ley estamal keya ja sakta hey zyada tar moamlat mein Offset figure 0.85% par set keya ja sakta hey 85% kay zyada tar point Gaussian curve ka data dayta hey or yada tar point kay bain taraf hota hey
    end mein sigma hota hey jes ka action standard deviation kay sath estamal keya jata hey


    Arnaud Legoux Moving Average ka trading mein estamal:

    sab say aam ALMA trading strategy hey jo keh forex market kay trend ko follow karnay kay ley estamal ke jate hey yeh forex market ke trend follow trading strategy hote hey jes mein forex market kay majodah hallat mein buy ya short karna shamel keya ja sakta hey es kay bad aik trader buy ke trade kar sakta hey forex market mein koi assert jab pehlay say barah raha hoto ya koi assert short kar raha ho to jo keh nechay ke taraf ger raha ho
    forex market kay zyada tar analysis es bat ka yaqeen kar saktay hein keh forex market mein trend ko follow karna aik best trading strategy hote hey forex market kay aik trader ko serf aik aiay point ko identify karnay ke zaroorat hote hey jo keh forex market mein aik khas trend mein agay barah raha ho or es kay bad forex market mein ALMA indicator lagaya jata hey or forex trading say out hona chihay jab yeh forex market mein nechay ke taraf chala jata hey
    forex market ke aik ache mesal nechay dekhay gay hey es mein forex trader apple share buy kar sakta hey jab tak yeh moving average say tajawoz na kar jay yeh forex market kay es point of view par lago keya ja sakta hey jab forex market mein koi assert ger raha hey
    Click image for larger version

Name:	alma-trend-entry-exit-points.png
Views:	15
Size:	11.7 کلوبائٹ
ID:	12776956
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے

اب آن لائن

Working...
X