Trading in Sensetive Market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading in Sensetive Market
    Trading in Sensetive Market

    Introduction


    Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	12
Size:	359.0 کلوبائٹ
ID:	12776742


    Dear Fellows,

    Trading market main movement kabi ziada aur kabi kam hoti rahti hain zarorat ess bat ki hai as movement ko chak kas trah kya jay tak ap ko pata chal saky ka ap nay trading kas time pay karni hai ess k liay ap ko Fundamental analysis karna boht zari hai jas say ap ko market ki news ka pata chlta hai. k market time katni fist movement main ho gi. Market Nonfarm Payrolls news pay ziada fist move karti hai ap ko news ka waqt trading nai karni chayay. Mazeed ye ka as movement main ap ko pata nai chalta ka market katni move karygi mary khial say ap asi movement ko sensitive kah rahy hon ga to dear ap ko pahly MT5 pay ja kar proper news ko chak karny aur jis waqt market slow movement k market main tab analysis karna chahye jub market apko strong trend k sath show hoti hai aghr tu ap risk k sath trading karna chahty hain tu apko apny mind ko es bat k liye ready rakhty howe trading karni chahye k hmain trading main kuj bhi face karna parh skta hai es liye aghr bat market k sensistive hony ki tu jub market nazuk marhaly main hai tu es ka yh matlab hota hai k hmari trade main loss ho rha hai tu es sorat main hmain do kam karny hoty hain aik to ye hmain trade close karni hoti hai yah market ki moving ko dekhty howe lagi rahny dena hota hai es liye aik acha trador loss k sath market ko daobara nalsye karta hain or jub market k trading achi chal rhi ho.

    Importance

    Click image for larger version

Name:	2.jpeg
Views:	8
Size:	15.0 کلوبائٹ
ID:	12776743


    Fellows,

    Mazeed ye k market jub sensetive hooti hain to wo sirf gold ya crud oil ki he nahin hooti balky aisi movements pairs main bhi dheekny ko milti hai aisy main wo trader he faida utha skta hay jis ky pass experience ho to jo market say faida uthana janta hoo to wo long term ky zariay bhi and scalping ki madad sy faida lay sakty hai and jis k pass experience na hoo to us ko market main koi entry naihin laini chahyee aisy trader loss karwa laty hia aisi situation main experienced trader he trade sy faida utha sakty hai ais liye mary khayal main aisi situation main market senstive ho to aus time behtar to ye hota hai k hum ko aus time market mai enter ni hona chaye kun k aus time market ki sahe samjh ni aati k market ne kaisy move karna hai aor ais mai hum ne kaisy trade karni hai kun k aus time market par pressure bahot zayda hota hai aor aus time market up bhi ja sakti hai aor down b jaa sakti hai aor aisy hi time par ap ne dekha ho ga k major resistance aor supports toot jati hai kun k ais time market bahot zayda fast hoti hai aor log ais mai enter hoty hai aor market bhag parti hai jis se logo ko kafi zayda loss hota hai awar achi say achi trading kar sakty hain.

    Conclusion

    Click image for larger version

Name:	3.jpeg
Views:	8
Size:	75.2 کلوبائٹ
ID:	12776744


    Fellows,

    Aam tawar pay main ye term sensitive to market k liay hum use nahi kar sakte hain so why main market k sensitive hony ka matlab ye understand kraaygy k jab market kafi zaida volatile situation main ho awar clear direction ka pata na chal raha ho to us ko aap aik sensitive situation ka naam dey sakte hain. Market ke sensitivity ka matlab ye haim k jab aap market volatility dekhen to mery khial main aapko market say door rehna he behtar rahy ga. Us ke reason main aapko ye bataaon ga kay jub market up down kafi jaa rahi ho to us wakat aik sahi side aap pick nahi kar sakte jis say loss ka andesha kam hota hain.

    Click image for larger version

Name:	4.jpeg
Views:	8
Size:	71.6 کلوبائٹ
ID:	12776745

    Thanks

اب آن لائن

Working...
X