Introduction:
relative strength index forex market mein aik kesam ka technical indicator jo keh market ke condition kay overbought ya oversold hallat ke pemaish karta hey yeh forex market ke pemaish ke movement kay ley indicate keya ja sakta hey yeh forex market ke overbought ya oversold hallat pemaish karta hey es indicator ko momentum oscillatorkay naam say bhe jana jata hey jo keh forex market mein 0 or 100 kay darmean mein otar charhao ko zahair karta hey
forex market ke nechay de gay line mein 50 par mid line ko daikh saktay hein forex trader es ko zyada tar cut off kay tor par stamal kar saktay hein ager forex market mein RSI 50 say oper read ho raha hota hey to trader es trend ko bullish ka trend samjhtay hein to forex trader zyada tarbearish ke raftar par ghor karen gay ager RSI 50 say nechay ke movement kar raha hey to forex trader nay es ko aik step agay inrease kar deya hey es tarah ager RSI 70 say oper ketaraf movement kar raha hey to forex market ka pair na serf bullish balkeh mumkana overbought level ko bhe identify kar sakta hey ager RSI 30 say nechay hey to oversold ke hallat hote market up trend ke taraf janay wale hote hey nechay de gay tasweer ko bhe daikh saktay hein
![relative-strength-index_body_RSI.png Click image for larger version
Name: relative-strength-index_body_RSI.png
Views: 59
Size: 8.6 کلوبائٹ
ID: 12775458](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12775458&d=1697866567&type=large)
understanding relative strength index:
nechay de gay 2 tasweer RSI ke wazah nomaindge ke mesal ko paish karte hein jo keh forex market kay oversold overbought hallat ko paish karte hei jes kay tahat mumkana entry point dey jatay hein
nechay USD/ZAR ka chart deya geya hey jo keh 70 ke level say oper overbought hallat ko wazah karta hey or forex market mein RSI ka signal dayta hey or forex market mein short entry kay chance ko nomaindge karta hey
![relative-strength-index_body_RSIOVERBOUGHT.png Click image for larger version
Name: relative-strength-index_body_RSIOVERBOUGHT.png
Views: 40
Size: 19.6 کلوبائٹ
ID: 12775459](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12775459&d=1697868011&type=large)
oversold ke hallat kay ley echay GBP/USD ka chart deya geya hey jo keh 30 ke lvel say nechay aik oversold hallat ko wazah karta hey jo keh forex market mein mumkana long entry kay chance ko identify karta hey
![relative-strength-index_body_RSIOVERSOLD.png Click image for larger version
Name: relative-strength-index_body_RSIOVERSOLD.png
Views: 42
Size: 22.4 کلوبائٹ
ID: 12775460](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12775460&d=1697868163&type=large)
Conclusion
RSI forex market ke nesbatan strong kesam ke pemaish karta hey yeh forx market mein oscillator aik tool hota hey jes ko amle tor par kese bhe market mein estamal keya ja sakta hey RSI ko estamal karnay kay kai tarekay hotay hein jes ko forex market kay trader apni trading strategy ko behtar bananay kay ley estamal kartay hein or new technicaltrader ko RSI yaqene tor par shamel karta hey
relative strength index forex market mein aik kesam ka technical indicator jo keh market ke condition kay overbought ya oversold hallat ke pemaish karta hey yeh forex market ke pemaish ke movement kay ley indicate keya ja sakta hey yeh forex market ke overbought ya oversold hallat pemaish karta hey es indicator ko momentum oscillatorkay naam say bhe jana jata hey jo keh forex market mein 0 or 100 kay darmean mein otar charhao ko zahair karta hey
forex market ke nechay de gay line mein 50 par mid line ko daikh saktay hein forex trader es ko zyada tar cut off kay tor par stamal kar saktay hein ager forex market mein RSI 50 say oper read ho raha hota hey to trader es trend ko bullish ka trend samjhtay hein to forex trader zyada tarbearish ke raftar par ghor karen gay ager RSI 50 say nechay ke movement kar raha hey to forex trader nay es ko aik step agay inrease kar deya hey es tarah ager RSI 70 say oper ketaraf movement kar raha hey to forex market ka pair na serf bullish balkeh mumkana overbought level ko bhe identify kar sakta hey ager RSI 30 say nechay hey to oversold ke hallat hote market up trend ke taraf janay wale hote hey nechay de gay tasweer ko bhe daikh saktay hein
understanding relative strength index:
nechay de gay 2 tasweer RSI ke wazah nomaindge ke mesal ko paish karte hein jo keh forex market kay oversold overbought hallat ko paish karte hei jes kay tahat mumkana entry point dey jatay hein
nechay USD/ZAR ka chart deya geya hey jo keh 70 ke level say oper overbought hallat ko wazah karta hey or forex market mein RSI ka signal dayta hey or forex market mein short entry kay chance ko nomaindge karta hey
oversold ke hallat kay ley echay GBP/USD ka chart deya geya hey jo keh 30 ke lvel say nechay aik oversold hallat ko wazah karta hey jo keh forex market mein mumkana long entry kay chance ko identify karta hey
Conclusion
RSI forex market ke nesbatan strong kesam ke pemaish karta hey yeh forx market mein oscillator aik tool hota hey jes ko amle tor par kese bhe market mein estamal keya ja sakta hey RSI ko estamal karnay kay kai tarekay hotay hein jes ko forex market kay trader apni trading strategy ko behtar bananay kay ley estamal kartay hein or new technicaltrader ko RSI yaqene tor par shamel karta hey
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим