Harmonic chart patterns:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Harmonic chart patterns:
    Harmonic chart patterns:
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam alaikum traders! Aj huk chart patterns main agy barhty hovy naya topic start karty hain HARMONIC Patterns. harmonic patterbd drasal geomatic shapes hoti hain jo k market main fibonacci levels ko use kr k bnti hain or phr ye hamen market ki next movement k bary main information deti hain. Top 7 Harmonic chart patterns THE ABCD pattern The BAT pattern The GARTLEY patterb The BUTTERFLY pattern The CRAB pattern The SHARK pattern The DEEP CRAB pattern aj in main se hum 2 patterns ko discuss karen or baki series ki form main posts main discuss kia krn gy 2,2 kr k. THE ABCD PATTERN: Ye harmonic patterns main se sb se easy pattern ha ye pattern 3 movements or 4 points py mushtamil hota ha. 2 impulsive moves hoti hain or 1 corrective move hoti ha. 1st impulsive move AB hoti ha or phr corrective move hoti ha BC and then impulsive move hoti ha CD estra 4 points ko mila k 1 pattern bn jata ha. Traders es pattern main C point se entry ke skty hain D tk ya phr patterb complete hony ka wait krna chahye koe bhi entry leny k lye. THE BAT PATTERN: Es pattern ko BAT pattern es lye kaha jata ha k pattern complete hony py 1 BAT jaosi shape dekhny ko milti ha. Es main ABCD pattern se 1 extra ray hoti ha jisko leg b kaha jata or 1 extra point ha X k nam se. 1st leg XA hoti ha or us k bad AB retracement hoti ha agr AB retracement XA ki move k 50% ho to ap BAT pattern ka wait kar skty hain. or es k bad BC move hoti ha jo k 2.18% ho skti ha or us k nad final CD move hoti ha jo k XA k equal ya us se zada ho skti ha. In sb moves k conplete hony py BAT shape banti ha. es pattern main traders C pont se trade ke skty hain D point tk or es main stop loss C se thora opr ho ga.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Harmonic chart patterns: My Dear Friends aur Dear Forex members Harmonic pattern ki bahot importance hai is ko samjhny ke liye hamen different level ko find karna hota hai aur is ke according trading karni hoti hai jtna ham log soch samajh kr trading karen gy to ham kamyab hon gy is ke liye humy ziyada se ziyada behtar planning aur strategy se trading karni ho ge ta k ham log kamyab ho saken jtna ziada ho saken humy mehnat karni ho ge or harmonic pattern ko seekena ho ga samjena ho ga is pattern main 4 point hoty han upar sy start ho to point A wahan sy jab neechy aye ga to wahan point B banata ha phr up jaye ga or wahan point C banata hai us k bad wapis down ata hai ye point D hota ha is tahra harmonic pattern main market 4 points pe gumti ha is ley humy in ko dakhe k samj k trading karni ho ge tab he hum log kamyab hon gy. Dear Members harmonic pattren ki forex market main jo tarder is market main technical analysis par kam karty hain un ko harmonic pattren ka knowledge rakhna chahiye in ko samajh kar ham market ko asani se monitor kar sakty hain ye pattren aik geometric shape ke hoty hain aur in par ham agar chart par Fibonacci indicator ka use karen to asani se hamen market k buy aur sell ki entry milti rehti hai fibonacci aik bahut he acha indicator hai aur kafi tarders Fibonacci indicator ko draw kar k analysis karty hain aur acha result hasil karty hain aur aik mahwara apko don k ap jo bhi trading strategy use karyn aur jo bhi indicator use karyn apko us par mukamal knowledge hasil karna chahiye aur us par full experience hona chahiye aur is k liye best option hai ke ap demo account par trading kar ke apni strategy ko bhi test kar len aur fibonacci indicator ho ya jo bhi ho ya jis pattren par bhi chart banaen ap pehly demo par use karen aur jab ap ko demo account par acha result mily to ap real accounts par use kar ke profit earn karyn Dear Buddies Harmonic pattern main 2 bottoms banty Hain ya phir 2 top banty hain harmonic price chart pattern bullish bhi ho sakta hai aur Bearish bhi ho sakta hai agar yah Bearish hai to Is ke top ke opar 2 supports banti hain aur phir vahan se market oper move karti Chali jati hai . aur agar bar bullish price chart pattern hai to is main 2 resistance oper banti hain aur phir market os se neechy ki taraf move Karti hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X