what is risk o reward ratio

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is risk o reward ratio
    what is risk o reward ratio
     
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction forex trading mein risk aik activity hote hey jes ko ap kar saktay hein jo es bat ke wazahat karte hey keh forex market ke bohut say log jo es ko karna start ka daytay hein woh forex market mein kun nakam ho jatay hein forex market kay aik andazay kay motabaq 80% say zyada log hotay hein jo keh day ke trading start kartay hein or kese na kese wajah say nakame ka shekar ho jatay hein mesal kay tor par log bohut bare trade ko open kartay hein ya leverage ka shear ho jatay hein jes ke wajah say nakam ho jatay hein risk o reward ratio aik khas tasowar deya jata hey jo keh forex market kay mumkana profit karta hey risk ke mekdar ko identify karta hey mesal kay tr par ager ap 20$ ka target earn karnay kay sath hein or 10$ ka risk hey ap kay pas r risk o reward ratio 10/20 hey risk o reward ratio jo keh 1:2 hey jaisa keh oper zekar keya ja choka hey keh forex market mein risk o reward es gap kay tor par daikh ja sakta hey jahan par ap rading mein enter hotay hein or jahan par stop loss set kartay hein trading karnay walon kay ley stop loss aik aisa tool hota hey jo kese bhe trade ko khod say he rook dayta hey jab woh stock kese khas limit kay loss tak ponch jata hey Risk o reward ratio ka kam forex market ka har trader serf es bat ko janta hey apnay trading target ke hasell karnay ke koshesh kartay hovay forex market mein risk ko kes tarekay say stable keya ja sakta hey or risk ko kes tarah manae keya jay sab say zyada safarshaat mein say aik hey forex market ka aik trader es bat k yaqene banay ga fe trade account 2% say zyada hota hey to yeh kes tarah kam karta hey es bat ko farz kar laytay hein keh ap kay pass 10,000$ ka account hey jes ka 2% 200 $ ho ga ap forex market mein trade kartay hein to es bat ko yaqene banaya jata hey keh ap forex market mein 200$ say zyada loss nahi karen jab forex market 200$ kay loss tak chale jate hey to ap ke trade khod he stop ho jate hey or khd say he SL hit ho jata he aam tor par forex market mein trading strategy 1:1 he hone chihay Understand risk reward ratio lahza hum ope es bat ko samajh chokay hein keh risk o reward ratio keya ey or es ka estamal bhe kaisay keya ja choka hey or eh kaisay kam karta hey lahza aik trader kay tor par ap ko yeh maloom ho choka hey keh ap forex market mein risk o reward ratio kahan par khara kar saktay hein forex market mein es ke tafhem kay ley ap apnay loss ko bhe limited kar saktay hein keh forex market say paisa kamanay ke ache position par hon Conclusion aik acha risk o reward ratio forex trading kay time hona chihay ye aik entahai makbol or effective trading strategy hote hey or yeh forex market kay bohut say moamlat mein say aik hey yeh aik bohut he maqbolor effective risk management strategy hey or bohut say moamlat mein ap kay trading account ko bacha sakte hey
     
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      EXPLANATION: Dear forex members Risk aur reward ratio ek trading aur investing concept hai jisse Iska matlab hota hai ke aap trading ya investing mein kitni risk lenge, uske comparison mein kitna potential profit ya reward mil sakta hai.Is concept ka basic idea yeh hai ke jab aap kisi investment ya trade mein paisa lagate hain, toh aapko usmein kitni risk leni padti hai woh measure karna zaroori hota hai. Aap yeh decide karte hain ke agar aapka trade ya investment loss mein chala jaye toh aap kitna nuksan utha sakte hain. Iske sath hi, aapko yeh bhi dekhna hota hai ke agar aapka trade ya investment successful ho jaye toh aap kitna profit earn kar sakte hain. What Is Risk aur reward: Risk aur reward ratio aksar ek numeric value mein express kiya jata hai. For example, agar aapka risk-reward ratio 1:2 hai, toh iska matlab hai ke aap har trade mein 1 unit risk le rahe hain aur agar trade successful ho jaye toh aapko 2 unit reward mil sakta hai. Is concept ki madad se traders aur investors apne trading strategies ko optimize karte hain. Woh yeh dekhte hain ke unka risk-reward ratio kitna hai aur kya woh trade is ratio ke mutabiq hai ya nahi. Agar ratio favorable hai, toh woh trade kar sakte hain, lekin agar ratio unfavorable hai, toh woh trade se bachte hain. Is tarah se, risk aur reward ratio trading aur investing mein ek ahem hissa hai jo aapko apne financial decisions ko samjhne aur manage karne mein madadgar hota hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X