Recovery Of Loss.......
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Recovery Of Loss.......

    G han kafi traders ki yeh khawahish hoti hy k hum apny loss ko usi waqt recover kar lein but esa karna ghalat hota hy kion k us waqt loss ki waja say hum double minded ho jaty hyn or hum ghalat trade open kar bethty hyn or phr hamen mazeed loss hota hy so kbi b esa na kryn k loss ko usi waqt recover karny lag jayen bal k patience k sath aram say thori dair analysing k bad e trade open Karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Recovery Of Loss.......

      Los recover karne ke liye sabse Jaruri chij jo hai vah Sabar hai aur lot size ka kam se kam istemal hai lot size ka istemal kam karna chahie tabhi Los cover ho sakega koshish Karni chahie lot size ka kam se kam istemal Karen aur Jyada mehnat Karen struggle Karen struggle Sahi Hamara Wapas closer sakta hai recover ho sakta hai
      • #18 Collapse

        Re: Recovery Of Loss.......

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Hamzainayat پيغام ديکھيے
        Assalm-o-Alaikum Dear Forex Members forex mein Harr mein ko he loss hota hai laikin Jo mistake ham ya new traders kartay Hain wo ye hai k ham loss ussi waqt ya ussi din recover karnay ka sochtay Hain Jo k galat kaam hai market kahein nahi jati ap ko ap ka loss recover karnay ka poora moka Dy gi.just apko wait and watch karna parta hai
        Apka Kya khayaal hai....
        Forex trading Mein sabse difficult kam loss ko recover karna hota hai agar aapko trading Karke loss ho jaaye usko recover karne ke liye bahut mehnat karni padati hai aur Aksar traders Ko Jab loss hota hai to vah bahut jaldbaji karte hain Apne loss ko recover karne mein aur Yahi vajah hoti hai ki Unka account was ho jata hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Recovery Of Loss.......

          Ismein Apne roscoe isliye recover kar sakte hain bus Hamen sab se kaam Lena Hoga Hamesha Mishra Jyada sabse kam Karenge Hamare Liye utna Hi Jyada Achcha hai agar Ham ismein naraj Mein Pad Jaenge To Ham Hamare liye bahut hi Buri baat

          اب آن لائن

          Working...
          X