phli nakami pa dil ni harna cachea?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    bilkul b nahi . aysi baat nahi hai. app ko pehli nakami pay dil nahi harna chahey. agar app pehli hi bari main nakam ho gaye hain to app mazeed interest layeen aur deekheen k app say kahan par ghalti hoi hai. aur confident raheen k kuch b nahi hua. aur mazeed trading kareen. history ko deekhty huy trade karny say app ko faida hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      forex main ye bht achi bat hy k iss main hum try try again sy hamain apny targets ko acheive krnay main adad milti hy, is main aisa hota hy, k jb iss main traders loss krtay hain to unhain zero pr pohanch jatay hain.
      • #78 Collapse

        ASSALAM O ALAIKUMM...
        dear bro... sahi kaha pehli nakami main haar nahi maannni chahye sabar rakhna chaye os ka phal bhi acha milta haim mehnat karti rehna chahye.
         
        • #79 Collapse

          han forex trading m loss or profit business ka hisa hy, agar loss ho jai tu koi masla nh, loss kar ny sy hi banda seakhta hy, sab sy pehly tu demo essi waja sy ziyada sy ziyada use karo, or agar ess ky baad b real account m loss ho tu apny skill ko improve karna chahie.
           
          • #80 Collapse

            ye aap nay boohat achi baat ki hai.boohat sary newbies start main loss face karny kay baad trading he chhor daity hain to is tarah to wo nahin seekh skty.agar loss bhi ho jaye start main to koi baat nahin.is liey kamm investment sy trading start karain or kabhi bhi trading chorny ki na sochaian.
            • #81 Collapse

              Forex ek business hai aur is business me loss be hota hai aur is business me profit be hota hai . Loss aur profit business ka hisa hota hai aur jo loss se darta hai wo is business me success hasil nahi kar sakta hai . Agar kasi ka pass knowledge aur learning hoti hai to pir is me success hasil karna bohat asan hota hai .
              • #82 Collapse

                ASSALAM O ALAIKUM.. sir g... bilkul bhi nahi haar manni nahi chahye kiun keh ese kesay pata lagayga keh haam kahan sahi or kahan galat hain so himmat harny say kuch nahi hota hosla rakho.
                 
                • #83 Collapse

                  Profit and loss are the part of any business and we have no need to dip heart at any loss.
                  We need to tray again and again to get success in forex trading.
                  • #84 Collapse

                    my dear friend app ny acha sawal kia hy forex markating ma kama kaarty howe agr app ko pahli bar nakami hoti hy to ap ko chahy k app us waja ko daakhan ka ap ko nakami kis waja sy hoi hy pihr us galti ko thik karin or rhi dil harny wali bat mery bhai yah aka abusiness hy business ma to nakami ka khyal pahly rahkhna chahy
                    • #85 Collapse

                      ap ka khayal bohat acha hai dost me bhi ye hi kahunga k ek trader ko kaafi himat se kaam lena chaiye trading kerne k liye or lose bardashtt kerna chaiye.

                      ----------------------------------------------------
                      I will Become a Good Trader InshAllah :)
                      ----------------------------------------------------
                      • #86 Collapse

                        han dost hamy apni pehli nakami par himmat nahi harni chahiye balky himmat say kam lena chahiye k hum one time loss say lesson lengy k kia mistake ki jis say loss hua hamy wo khatam krni hai taky agy kabhi wo galti na ho or na hi loss ho.
                        • #87 Collapse

                          mere dost mera jahan tk kheyaal hai k forex business main ham galti krty hain to s see hamin behtr se samjh ati hai gee dost forex se dil nahee torna chahye gee ,,
                          • #88 Collapse

                            Dear asa hi hai bohat say trader start me loss honay ki waja say forex ko chor dety hai.Start me tu loss ho jata hai agar ap kay pass knowledge na ho.Mujhy bhi start me 3 month tak loss hota gya tha per maine trading ko nhi chora tha..
                            • #89 Collapse

                              ji haan main aap ki baat sa bilkul agree karoun ga ka pehli pehli nakami pa dis heart nahin hona chaihya kuan ka pehly pehal aap ko ho sakta haiy is ka bary main compleate information na hoo baad main ya hi karobar aap ko profit da jaiy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                nakam forex may sirf wohi log hotay hay jo isay serious nhi laitay aur din ba din is may mehnat to kartay hay but isay buhat easily lai laitay hay aur haan agar wohi nakam hota hai to us k liye yeh aik sabak hota hai k qismat nay usay kuch sekhaya hai k ainda aisa na karay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X