Hammer Pattern
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hammer Pattern
    Hammer Pattern
     
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction yeh forex market mein aik kesam ka price pattern hota hey jo keh aam tor par forex market mein nechay kay trend kay lower hesay par zahair hota hey yeh forex market mein bullish reversal janay ke taraf eshara karta hey laken result mein buying ke high-level par ja kar close ho jata es ke khaseyaat kay hesay kay tor par es ke body nesbatan chote hote hey or forex market mein aik long lower wick hota hey aik chote ya koi upper wick nahi hote hey reality mein hammer candlestick chart pattern same hota hey es pattern mein long lower wick forex market mein same hote hey low prices ko reject karnay ke allamat hote hey Hammer candlestick Pattern ke tashkeel forex market mein Hammer candlestick pattern aik assan tareekay say banta hey aik to forex market mein zyada tar bearish kay end line par banta hey es ka matab yeh hta hey keh jab forex market mein ap kese candlestick pattern ko daikhtay hein to yeh forex market mein hamaisha ache cheez nahi hote hey aik hammer candlestick pattern s time banta hey jab aik green candle stick phat jate hey or bad mein woh en fawaid mein say kuch hasell kar layte hey tahum price hir bad mein lower clse kay per close ho jate hey jaisa keh oper dekhaya geya hey jaisa keh forex market mein aik long lower shadow or aik chot body hote hey kai dafa forex market ka lower shadow oper aik jaisa ho sakta hey es mein candlestick ka koi bhe nahi hota hey jab hammer pattern bullish trend mein banta hey to es ko forex market mein hanging man candlestick pattern kay naam say bhe jana jata hey yeh aam tor par bearish kay aghaz say banta hey es pattern ko shooting star pattern kay naam say bhe jana jata hey Trade with Hammer Pattern Hammer candlestick pattern forex market mein trading ka aik mofeed tool hota hey jab yeh tayon kartay hovay forex market mein kab enter hona hota hey oper de gay mesal mein price aik new lower level par pohnch gay hey forex market mein wh area jo lower levels ko jorta hey es ko support zone ka naam deya jata hey yeh forex market mein hammer pattern say melnay wallay reversal signal hotay hein j keh rabar stamp par kam kartay hein jasa keh nechay chart dekhaya geya support kay es zne kay nechay stop loss rakhen jab tak forex market mein aik positive risk o reward ratio kaim na keya jay or target resistance par he ho sakta hey
     
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      FOREX TRADING ME HAMMER PATTERN:-
      Forex trading mein "Hammer" pattern ek pramukh candlestick pattern hai jo market analysis mein istemal hota hai. Hammer pattern ek bullish reversal pattern hota hai, yani ki iska prastavit upyog market ke niche jaa rahe trend ko ulta karke upar ki taraf hone wale trend ke prarambh ke sanket ke roop mein kiya jata hai. Hammer pattern ka main lakshan hota hai ki yah ek lambi chhoti body wali candle hoti hai, jo ek lambi lower shadow (ya "tail") ke sath hoti hai aur upper shadow ya tail ki lambai kam hoti hai.
      Hammer pattern ke mukhya pehchan ke chand lakshan hote hain:
      Candle ki body niche ki taraf hoti hai aur adhikansh samay ke liye niche ki or trend karti hai. Upper shadow ya tail bahut hi choti hoti hai ya nahi hoti hai. Lower shadow ya tail lambi hoti hai aur lower shadow ki lambai candle ki body se kai guna adhik hoti hai.
      Hammer pattern ka prastavit upyog kis tarah se hota hai:
      Jab aap market mein ek hammer pattern dekhte hain, to iska arth hota hai ki market mein sellers (bechne wale) ne initially control liya tha, lekin phir buyers (kharidne wale) ne control wapas kiya aur price ko upar ki taraf le gaye. Iska matalab hota hai ki market mein ek possible trend reversal hone ke chances hain aur buyers ka dominance badh sakta hai. Is pattern ko confirm karne ke liye traders aur technical analysts dusri technical indicators aur price patterns ka bhi istemal karte hain. Hammer pattern ke sath-sath, trendlines, moving averages, aur RSI (Relative Strength Index) jaise tools ka bhi istemal hota hai market analysis mein. Yad rahe ki kisi bhi ek pattern par pura bharosa karne se pahle, aapko aur bhi factors ka dhyan rakhna hoga aur risk management ko bhi dhyan mein rakhna hoga. Trading ke liye, thorough research, practice, aur market understanding mahatvapurn hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X