Explanation of the bearish hikkake pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explanation of the bearish hikkake pattern
    Explanation of the bearish hikkake pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    EXPLANATION OF THE BEARISH HIKKAKE PATTERN INTRODUCTION Bearish Hikkake pattern ek technical analysis tool hai jo market mein bearish reversal signal provide karta hai. Yeh traders ko market ke trend ki reversal ki indication deta hai.Bearish Hikkake pattern ek candlestick pattern hai jo bearish reversal signal provide karta hai. Iski madad se traders ko market ke trend ki possible reversal ki indication milti hai, lekin is pattern ko confirm karne ke liye additional analysis zaroori hai. Isko samjhne aur istemal karne ke liye practice aur experience ki zarurat hoti hai. PATTERN FORMATION Bearish Hikkake pattern tab form hota hai jab kisi downtrend mein kuch consecutive candles, higher highs aur higher lows ke baad ek aisa candle form karte hain jo unke range ke andar rehta hai.Market mein kisi bhi pattern ki successful trading ke liye practice aur research zaroori hai. Bearish Hikkake pattern sirf ek tool hai, isliye iska istemal karne se pehle market ki overall analysis karna zaroori hai. DOWNTREND KI CONTINUATION Yeh pattern primary trend, yaani downtrend, ki continuation ki wazahat karta hai. Agar price barish ki taraf ja raha hai aur phir yeh pattern form hota hai, toh yeh suggest karta hai ke downtrend continue ho sakta hai. REVERSAL SIGNAL Jab higher highs aur higher lows ke baad ek small range wala candle form hota hai, toh yeh ek reversal signal deta hai. Isse traders ko yeh indication milti hai ke market trend badal sakta hai aur price ne neeche jane ki possibility hai. TRADING STRATEGY Agar yeh pattern confirm hota hai toh traders neeche ki taraf jaane ki expectation rakhte hain. Iske liye woh short position le sakte hain. Stop loss aur target levels ko set karte waqt cautious tareeqe se kaam karna zaroori hai.Bearish Hikkake pattern ka matlab yeh nahi ke price guarantee se neeche jaega. Is signal ko confirm karne ke liye, traders ko candlestick patterns aur technical indicators jaise RSI ya MACD ka istemal karna chahiye.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Introduction Hikkake Pattern jes ko forex market mein Hikkake pattern kay naam say bhe jana jat hey yeh aik candlestick pattern hota hey jes ko trader stock or price mei short period trend ko identify karnay kay ley estamal kartay hein aik start mein inside bar pattern banta hey jokeh dosre bar ya tesare bar say zyada high lower level ko identify karte hey chothe bar ya chothe y panchwen bar tesaree bar say oper hote hey panchwen ya chate bar ke body dsree bar ke low say nechay close ho jate hey bearish Hikkake pattern say faida hasel karnay kay ley trader dosree bar kay lower esay par sell stop order open karen gay Hikkake pattern ke tarah bearish hikkake pattern solakhon mein open ya close honay ke position ko nazar andaz kar day ga Understanding Bearish Hikkake Pattern Bearish Hikkake aik aisa pattern hota hey jokeh forex market kay short period trend ko identify karnay mein madad karta hey es candlestick pattern ko darj zail step kay sath ache tarah say understanding kar saktay hein Step 1 Bearish Hikkake pattern inside bar ke tarah hota hey Step 2 dosray step mein aik long body wale bullish candlestick ke tashkeel hote hey bullish candlestick ke opening on say lower darjay say nechay ke price ko identify karte hey lower level par he hote hey tesaree candlestick ke close price pechl 2 candlestick say high level par hote hein Step 3 es step mein 2 bearish candlestick ke tasheel bhe shamel ke jate hey kuch moamllat mein es step mein serf aik he candlestick shamel hote hey es step mein pehle bearish candlestick ka opening mein shamel hote hey es step mein pehle bearish candlestick ka opening pehle bullish candlestick ke close say zyada hota hey dosree bearish candlestick pehle bearish candlestick kay belkul nechay zahair hote hey dosree candlestick ke close belkul nechay wazah tor par indicate ho jata hey or pechle candlestick say low position par hota hey Step 4 last mein aik bare bearish candlestick bante hey jo keh strong selling pressure ko identify karte hey bearish Hikkake candlestick pattern ka lower hesa bearish Hikkake Pattern ko identify karta hey Trading Set UP Bearish Hikkake Pattern Inside bar pattern ke wajah say bearish set up mein aik jaice zahnyat shamel ke jate hey es step mein trader anay wallay trend ke noeyat kay baray mei yaqeen nahi hota hey tesara candlestick pattern Hikkake candlestick pattern hota hey Bearsh pattern ke confirmation karta hey low seller kundgan price ke kame say faida hasell kartay hein Conclusion Bearish Hikkake pattern aik short term trading pattern hota hy jokeh inside pattern say bhe melta julta pattern hota hey short period market kay trend tabdel karta hey es pattern kay bad market reversal mein break kar sakte hey aik bohut bare ratio kay sath kamyaby mel sakte hey short ya long position mein entry kar trader kamyaab bhe ho jatay hein
      bhali kay badlay bhali

      اب آن لائن

      Working...
      X