Trailing stop order?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trailing stop order?
    Trailing stop order?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aslam u alaikum dear Introduction Trailing stop order Trailing stap aik aam stap order ki tabdeeli hai jisay security ki mojooda market qeemat se daur aik makhsoos feesad ya dollar ki raqam set ki ja sakti hai. taweel position ke liye, sarmaya car mojooda market ki qeemat se neechay stop nuqsaan rakhta hai. mukhtasir position ke liye, sarmaya car mojooda market ki qeemat se neechay aik stop rakhta hai. aik stop ko munafe ki hifazat ke liye design kya gaya hai taakay tijarat ko khula rahay aur jab tak qeemat sarmaya car ke haq mein chal rahi ho munafe haasil karte rahen. aik order tijarat ko band kar deta hai agar qeemat aik makhsoos feesad ya dollar ki raqam se simt badalti hai. aik trailing stop aam tor par isi waqt rakha jata hai jab ibtidayi tijarat rakhi jati hai Key takeaways Halaank usay tijarat ke baad bhi rakha ja sakta hai. Trailing stop aik order ki qisam hai jisay munafe mein band karne ya nuqsanaat ko mehdood karne ke liye design kya gaya hai kyunkay tijarat ke mawafiq harkat hoti hai. Trailing sirf is soorat mein rukti hai jab qeemat sazgaar harkat karti hai. aik baar jab yeh munafe ko band karne ya nuqsanaat ko kam karne ki taraf jata hai, to yeh doosri simt wapas nahi jata. stap aik stap order hai aur is mein had order ya market order honay ka izafi option hota hai. Trailing stop order ke liye sab se ahem baton mein se aik yeh hai ke aaya yeh fi sad ya fixed dollar ki raqam hogi aur yeh qeemat ko kis had tak rokay gi . Understanding of trailing stop order Trailing stap fixed stap loss order se ziyada lachak dar hai, kyunkay yeh khud bakhud stak ki qeemat ki simt ko track karta hai aur usay fixed stap las ki terhan dasti tor par dobarah tarteeb dainay ki zaroorat nahi hai. sarmaya car kisi bhi asasa class mein stops ka istemaal kar satke hain, yeh farz karte hue ke brokr market mein tijarat ke liye is order ki qisam faraham karta hai. stops ko had ke order ya market order ke tor par set kya ja sakta hai Trading with trailing stop order .Trailing stap ko kamyabi ke sath istemaal karne ki kuleed yeh hai ke usay is satah par set kya jaye jo nah to bohat tang ho aur nah ziyada chaura ho. stap nuqsaan jo ke bohat sakht ho is ka matlab yeh ho sakta hai ke stap aam rozana market ki naqal o harkat se shuru hota hai, aur is terhan tijarat mein tajir ki simt mein agay bherne ki koi gunjaish nahi hai. aik stap nuqsaan jo ke bohat sakht hai aam tor par is ke nateejay mein tijarat ko nuqsaan puhanche ga, agarchay aik choti si tijarat ho. aik stop jo bohat bara hai market ki aam naqal o harkat se mutharrak nahi hoga, lekin is ka matlab yeh hai ke tajir ghair zaroori tor par barray nuqsaan ka khatrah mol le raha hai, ya apni zaroorat se ziyada munafe chore raha hai. jab ke stop munafe ko mehdood kar deti hai aur nuqsanaat ko mehdood karti hai, misali stop faasla qaim karna mushkil hai. koi misali faasla nahi hai kyunkay baazaaron aur stock ki muntaqili ka tareeqa hamesha badalta rehta hai. is ke bawajood, stops mo-asar tools hain. bahar niklny ke har tareeqa ke –apne fawaid aur nuqsanaat hotay hain .
     
    • #3 Collapse

      "Trailing Stop Order" Forex trading mein ek risk management tool hai, jise traders apne trades ko manage karne ke liye istemal karte hain. Trailing stop order, open position ke stop-loss level ko automatically adjust karne ki capability deta hai, jisse traders apne profits ko lock karte hain aur potential losses se bach sakte hain. Chaliye, isse samjhein: 1. Stop-Loss Order: Stop-loss order ek predefined price level hota hai, jahan trader apni trade ko close karne ke liye order lagata hai, agar price us level tak pahunch jaata hai. Isse trader apni potential losses ko limit karta hai. 2. Trailing Stop Order: Trailing stop order stop-loss order se thoda alag hota hai. Ismein stop-loss level dynamically adjust hota hai, jab price favorable direction mein move karta hai. 3. Trailing Stop Mechanism: Agar trader ek buy position hold kar raha hai, to trailing stop order stop-loss level ko price ke upar move karte hai. Jab price apni favor mein move karta hai, trailing stop level automatically uske peeche follow karta hai aur ek certain distance pe set rehta hai, jisse potential profits ko lock kiya jata hai. Agar price reverse hokar stop-loss level tak pahunch jaata hai, toh trade automatically close ho jaati hai. 4. Benefits of Trailing Stop Order: Trailing stop order traders ko flexibility aur protection provide karta hai. Isse traders apne profits ko maximize kar sakte hain, jab price favorable direction mein move karta hai. Woh apne stop-loss level ko manually adjust karne ki zaroorat nahi hoti hai, kyunki trailing stop order automatic adjustments karta hai. 5. Trailing Stop Strategy: Traders trailing stop order ko apne trading strategies ke hisab se customize kar sakte hain. Woh trailing stop distance aur step size ko set kar sakte hain, jisse unki risk tolerance aur trading style ke hisab se trailing stop mechanism work kare. Trailing stop order traders ko apne trades ko manage karne mein madadgar hota hai, kyunki woh potential profits ko lock kar sakte hain aur losses ko limit kar sakte hain. Traders ko apne broker ke platform par trailing stop order ke availability aur functionality ko confirm karna chahiye, kyun ki yeh feature har broker par available nahi hota hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        WHAT IS A TRAILING STOP : Jo ya trailing stop ha ya modification ha typical jo stop order hota ha ya jo ha ya ak set ha percentage ko defined karna ka liya or dollers ki amount ko ko away karta ha market ka current price sa . Agar long position ha to jo inverters ha ya trailing stop loss ko current market ki price sa below ma place karay ga . Or agar short position ha to to is ma investors place karay ga trailing stop ko above ma place karay gavmarket ka current price sa . Ya jo trailing stop ha is ko designed kiya gaya ha ta ka protect kiya jay jis sa enabling ki jay trade jo ka open ho or is ma jo profit ha is ko as long as ma hasil kiya jay jab tak price move kar rahi ha . Ya order closes tab ho ga jab jo trade ho ge is ki price change karay ge directipn ko jo ka specific persentage or dollar ammount ma ho ge. Is trailing stop ko typically placed kiya jata ha same time par jab initial trade ko place kiya jata ha or is triling stop ko trade ka enter karna ka bad ma bhi place kiya ja sakta ha . Ya jo triling stop ha ya profit or loss ki ak limit bana data ha kab trade move kar rahi hoti ha favorable ma triling stop sirf tab move karta ha jab jo trade ha ya favorable ma ja rahi hoti ha or is ma ya back move kar ka ni jata or jab ya lack moves karta ha profit ko to ya reduce kar data ha loss ko . Triling stop ak stop order hota ha jo additional option ko use kar ka limit order or marketborder ki trha sa kam karta ha is ma hum percentage ko fix kar sakta ha jis ko stop order ki trha sa use kiya jata ha. UNDERSTAND TRAILING STOP ORDER : Trailing stop sirf ak direction ma move kar sakta ha q ka jo is trailing stop ha is ko designed kiya gata ha ta ka ya lock or profit or jo loss ha os ko limit ma rakha . Agar 10 % trailing stop ko added kiya hua ha long position ma to jo sell ki trade ha ya issued ho ge jab price 10% drop ho ge jis highvprice sa is ko purchase kiya ho ga. Is ma trailing stop sirf high ke traf move karay ga or ya new high peak ko banay ga or is ko established karay ga. Jab ya trailing stop mive high ke traf karay ga to ya back down ke traf ni ay ga. Ya trailing stop more flexible move karta ha fixed stop order sa q ka automatically track karta ha ha stock ki price ke direction ko or is ma manuallybfixed ni kiya jata stop loss ko . Investors is trailing stop ko easly use kar sakta ha is trailing stop ko brokers provide karta ha ta ka trad karna ka liya is order type ko use kiya jay . Trailing stop ko use kiya jata ha limit ordee or market order ki trha sa . TRADING WITH TRAILING STOP : Jo key ha is trailing stop ko successfully use karna ka liya wo ya ha ka jab level ko set liya jay to jo ya level ho ga ya na hi zada tight hona chaiya or na hi too wide hona chaiya. Jab is trailing stop ko place kiya jay to agar ya too tight ho ga to is ka matlab ha ka jo trailing stop ha ya triggered kar raha ha normal or daily market ki movement ko or jo ya trade ho ge ya move ni karay ge traders ki direction ki traf jo ya stop loss too large ma rakha jata ha is ka jo result hota ha ya trade ko losing karta ha or trailing stop too large ho ga to to ya triggered ninkaray ga market ki normal movement ko is ka matlab ha ho ya traders ha ya risk la raha ha large losses ho sakta ha or ya is ma bahot zada profit bhi ho sakta ha. Jab is trailing stop ma lock hota ha profit to jo limit hoti ha yablisses karti ha or is ma established karta ka liya trailing stop ko bahot hi difficult ho jata ha. Is ma koi ideal distance ka ni pata hota or ya stock kibmovr ko bhi change ni kar sakta . Trailing stop ak effective tool ha. EXAMPLE OF TRAILING STOP : For example agar ap na koi currency 100 dollars ko bought kiya ha or jo prior ha ya advances kar rahi ha stock ko or dakhna sa pata chal raha ha ka jo price ha ya pullback karay ge 5% sa 8% tak is ka higher ki traf move hona sa phalay again. To jo ya prior movement ho ge ya help karay ge establish karna ka liya percentage level ko is trailing stop ko use karta hua . Is ma choose kiya jay ga 3% or even jo ya 5% ho ga ya too tight ho ga . Is ma minor sa pullback jota ha to is ma ya move more ho ga is pullback sa is ka matlab ha ka traders is ma chaiya ga stopped out hona ka or trailing stop ho ga out ho jay ga price ka higher ki traf move hona ka chance hona sa phalay. Agar 20 % trailing stop ko choose kiya jata ha to ya based kar raha ho ga recent trend ka or jo average pullback ho ga 6 % ho ga or agar bahot zada hota ha to ya 8 % ka near ma ho ga. Or jo better trailing stop ho ga ya loess ho ga 10% sa 12% ho ga q ka ya move karta hua traders ko out quickly karay ga jab price drop ho ge 12% tak or is trha sa trailing stop ko use karay ga. WHY SHOULD I USE A TRAILING STOP : Traders ka pas or investors ka bas zada efficacy hoti ha stop loss ko pairing kiya jay trailing stop ka sath , jo ka trade order ki trha sa kam karay ga jo stop loss ho ga is ma price fixed ni ho ge jab signal mila ga jo dollar ki amount ho ge is ma magar jo set ho ga certain dollar ki percentage ka agar is ki amount lower ma jati ha market ki current price sa to is ma jo market ho ge ya move up ke traf ho ge long position ma. Jo ya trailing stop hota ha is ko use kiya jata ha stock options or future exchange ka sath traditional stop order ki trha sa . HOW DOES TRAILING STOP WORK : Agar jo price ha ya trailing stop ka sath increase karti ha to ya drags karay ge trailing stop ko up ke traf la kar jay ge apna sath . Or jab price stop ho hay ge rising hona to jo new stip loss ho ga price ki ya remain same level par ho ga or ya dragged karay ga or automatically protect karay ga investers ko doenside ke traf sa jo ka wait kar raha ho ga or price ka high ma a kar profit ko hasil karna ka target rakha ho ga ya very help ful hota ha or is liya bahot sa brokers is ko use karna ka liya additional cost karta ha .

        اب آن لائن

        Working...
        X