MACD Indicator Benefits
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MACD Indicator Benefits
    MACD Indicator Benefits
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum!

    dear member Main ummid Karti hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai MACD indicator kya hai Ham Inko kaise use Karke best point per entry Le sakte hain aur Achcha profit banaa sakte hain. MACD Indicator: Moving average convergence devergence indicator Ek famous indicator Hai Jisko Gerald Appel Ne 1970 mein invention Kiya Hai is indicators ko market Mein traders ke liye vah trend Talash karne ke liye Banaya Hai Jiska normal trader ko information Nahin Hoti Hai Ke kab market Mein entry karni hai moving average conversions divisions indicator ko trading market Mein Kam Karne Wala Ek behtarin indicator Samjha Jata Hai yah traders ke liye Unki trading hikmaten Amali ko lihaz se ek Achcha result provide Karta Hai moving average indicators do different times periods ke exponential moving average khidmat se market ki current trend ko Maloom karta hai.
    MACD Indicator Kaam Kesy Karta Hai: Basically MACD indicator Ek trend Momentum indicator hai jo do moving average ka use karta hai aur unke Darmiyan difference ke maloomat Karta Hai moving average conversions divisions indicator 2 moving average ko ek Momentum oscillator Mein Badal deta hai jo trader ke liye tasawar karna Aasan banata hai standard moving average indicators ke teen important exam Mein divide Kiya Jata Hai MacD line kam Kuchh Is Tarah karta hai ki 12 days ki expandal moving average ko 26 days ki exponential moving every se mines Kiya Jata Hai MacD indicator ki second line signal line hai jo ki moving average conversions divisions ki sirf simple Ek nine bar expandental moving average Hoti Hai indicator ka last line Ke Darmiyan difference hai jo indicator ki window Mein histogram ki condition Mein jahir Hota Hai. Adding MACD Indicator To Trading Platform: MACD indicator ko Apne trading platform Mein set karna bahut hi Aasan hai Jiske Liye darja zail Tarika kar ko apnaya Ja sakta hai. • Apne trading platform mein drop down menu search mscd Karen jisse MacD indicator ka option Samne aaega Jis per click karne se MacD indicator open ho jaega. • pahle page per bye default setting Hogi jismein 12-days moving average aur 26-days moving average ke sath 9 period simple moving average liar Hoga trade Apne trading strategy ke mutabik ismein change kar sakte hain. • Iske alava dusri setting Jaise color etc bhi yahan per adjust Kiya Ja sakta hai. • Jaise hi and par okay ka button press Kiya jata hai to MacD indicator trading platform mein add ho jata hai. MACD indicator Ek Aur famous indicator Hai jisse traders ko mostally ek Achcha aur best result milane Ka Makan hota hai trader MacD indicator ko Pasand Karte Hain Kyunki yah signal Paida Karne ke different tarike provide karta hai aur trend ko simit bhi Wajah kar sakta hai lihaza agar aap Aise traders Mein Se Hain Jo trading Karte time sirf ek indicator ko dekhna Pasand Karte Hain To Shayad MacD indicator aapke liye ek best option hai. Trading With MACD Indicator: Short term ke trading ke liye MACD indicator Ek best indicator hai jo ki bahut Sare traders isko market Mein entry ke liye use karte hain Iske teen men tarike Hain iska use karne ke liye; • Jab MacD line down ki taraf mudne per signal line ko cross karen to Jahan per yah signal Ek bearish trend Ka Hota Hai. • Jab msed lineup word turn karti hai aur signal line ko Upar cross Karti Hai To yah Ek bullishe trend ka signal deta hai. • Jaise hi histogram donon average Ke Darmiyan difference show Karta Hai To yah signal ka strongest jahir karta hai. • Jitna histogram Jyada Hoga trend utna hi jyada strong hoga. • Agar dusre osilator Jaise RSI stochastic oscillator per devergence show ho raha hota hai to Jahan per trend reversal ki condition Hone Wali hoti hai. MACD indicator bhi dusre indicator ki taraf fall signal de sakta hai is vajah se isko dusre indicator Jaise RSI indicator ya price action ke sath ekattha use karna chahie. Thanks you all
     

    اب آن لائن

    Working...
    X