Bearish Spike Candlestick
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish Spike Candlestick
    Bearish Spike Candlestick
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Bearish Spike Candlestick
    Bearish spike candlestick kisi bhi range ki single session candlestick, jo aik up-trend ke bilkul oopar zahir hota hai. Ye candle prices k top par aik strong resistance level banati hai, jiss k baad market main bears active hona shoro ho jate hen. Ye candle trend reversal ki nishan-dahi karta hai, candle k real body k upper shadow aik ishara hai, keh buyers ne prices ko ooper le jane ki koshish ki, lekin din k ikhtetam k baad wo nakaam ho jate hen. Kuch chartists ke mutabiq, bearish spike ko pechle session ke ekhtataam ke waqfay ke sath bhi paish kya jana chahiye. Bearish spike ka oopri saya is ke real body ki lambai se kam az kam dugna hona chahiye.
    Candles Formation
    Bearish spike candlestick dekhen main dosre candles jaisi dekhaye deti hai, lekin prices k top par ya bullish trend main banne ki waja se aik strong bearish trend reversal ka kaam karti hai. Candle prices ko upper side par reject karti hai, jiss se maojoda trend badal jata hai. Ye aik single candle pattern hai, jiss ki formation darjazzel tarah se hoti hai; Bearish Pin Bar Candle: Bearish spike candlestick aik small real body wali candle hai, jiss k upper side par aik long shadow hota hai. Candle ka shadow candle k real body ka dungna ya uss se bhi ziada hota hai. Jab k candle k lower side par koi shadow nahi hona chaheye, lekin agara banta bhi hai, to bohut ziada large size main nahi hona chaheye, jiss se candle ki formate tabdeel hone ka hadsha ho.
    Explanation
    Bearish spike candlestick aik small real body wali single candle pattern hai, jo k upper side par aik lamba shadow ya saya rakhti hai. Candle ka saya hamesha candle ki real body se ziada hoti hai. Candle k baane ki pechay ki psychology kuch yon hoti hai, k jab bhi aik session ya aik din k dowran prices pehle upward movement karne k baad wapis apne open price k qareeb a kar close ho jati hai, jiss se candle k upper side par aik lamba shadow ya saya ban jata hai. Ye candle normal price chart par ziada moasar sabit nahi hoti hai, lekin candle ka trend k top par high price area main banne par bearish trend reversal ka kaam karti hai. CENTER] Trading [/CENTER] Bearish spike trading main sell ka signal genrate karti hai, jiss par market main confirmation k baad entry ki ja sakti hai. Candle ka long timeframe main hona zarori hai, jab k confirmation candle ak lazmi bearish real body main hona chaheye, jab k sath sath bearish candle ka bearish spike candle k lower par bhi close honi chaheye. Ye single candle pattern hone ki waja se indicator se bhi trend confirmation lena zarori hai, jaise RSI, MACD, CCI indicator aur stochastic oscillator par value overbought zone main hona chaheye. Candle k baad bullish candle banne ki sorat main trade entry nahi karni chaheye. Candle par Stop Loss sab se top position ya candle k high price jo k trend k leye resistance zone banta hai, se two pips above set karen.
     
    • #3 Collapse

      What is bearish spike? Bearish spike candlestick pattern forex mein ek technical analysis pattern hai jise bearish market ke signals ke liye istemal kiya jata hai. Is pattern ko dekh kar traders expect karte hain ke market ka price downward direction mein move karega. Bearish spike pattern mein candlestick ka shape ek lamba wick ya shadow hota hai, jo price ke neeche extend hota hai, aur uske oopar ek chhota body hota hai. Yeh pattern typically uptrend ke baad dekha jata hai aur ek reversal signal deta hai, jisse market ke bearish momentum ka pata chalta hai. Yeh pattern market psychology aur supply-demand dynamics par adharit hota hai. Jab market uptrend mein hota hai aur price ek sudden spike ke sath neeche aata hai, to ye bearish sentiment indicate karta hai. Traders is pattern ko sell signal ke taur par interpret karte hain, aur bearish momentum ki expect karte hain. Is pattern ko samajhne ke liye, aapko candlestick charting aur technical analysis ke basic concepts par focus karna chahiye. Candlestick patterns market ke price movements ko samajhne aur trading decisions ke liye ek tool ke roop mein istemal kiye jate hain. Importance: "Bearish spike" candlestick pattern forex mein is tarah ka pattern hai jismein ek candlestick bar achanak downward (neechay ki taraf) spike karti hai. Is pattern ko bearish spike kaha jata hai kyun ki yeh market sentiment ko indicate karta hai jahan sellers (bechne wale) dominate kar rahe hain aur price kafi jaldi neechay ja rahi hai. Bearish spike candlestick pattern aam tor par do tarike se paaya ja sakta hai: Shooting Star (Girte Sitare) Pattern: Yeh bearish reversal pattern hota hai. Ismein ek candlestick bar ki body chhoti hoti hai aur upper wick (sar wala hissa) body se bahut lamba hota hai. Jab yeh pattern market ki uptrend ke baad dikhta hai, toh yeh bearish trend ki starting ya reversal ko indicate kar sakta hai. Bearish Marubozu (Girte Marubozu) Pattern: Yeh bearish continuation pattern hota hai. Ismein ek candlestick bar ki body bahut lambi hoti hai aur wick (sar ya tail) nahi hota. Yeh pattern downtrend ke beech ya pehle se bearish trend mein dikhta hai, aur price ka further decline suggest karta hai. In dono patterns mein, bearish spike candlestick pattern market mein selling pressure aur price decline ki indication deta hai. Traders is pattern ko samajh kar trading decisions le sakte hain. Explanation: Forex market mein bearish spike candlestick pattern aik candlestick pattern hai jisay Urdu mein "ghora" kehte hain. Ye pattern bearish market trend ko indicate karta hai, jahan price initially upar ja rahi hoti hai lekin phir tezi se neechay aa kar kafi had tak niche gir jati hai. Ghora pattern aksar long red candlestick ki shakal mein nazar aata hai, jismein candlestick ki body neechay ki taraf lambi hoti hai aur upper wick (upar wala hissa) chota hota hai. Is pattern mein price market ki ek tayyar uptrend ki wajah se pehle upar chali jati hai, lekin phir market sentiment badal jata hai aur sellers dominate ho jate hain. Iska result hota hai ki price kafi had tak niche girne lagti hai, jisse bearish pressure show hota hai. Ye pattern traders ke liye bearish trend ka indication ho sakta hai aur selling opportunities provide kar sakta hai. Lekin, ek bearish spike candlestick pattern ko dusre technical indicators ke saath confirm karna zaroori hota hai, taaki aapko sahi trading decisions lena ho. Note: Forex trading risky ho sakti hai, isliye market ko samajhne ke liye knowledge aur experience hona zaroori hai. Agar aap Forex trading mein interested hain, toh aap ek qualified financial advisor se salah len aur apne risk tolerance ke hisab se hi trading decisions len.
      • #4 Collapse

        candlestick kisi bhi range ki single session candlestick, jo aik up-trend ke bilkul oopar zahir hota hai. Ye candle prices k top par aik strong resistance level banati hai, jiss k baad market main bears active hona shoro ho jate hen. Ye candle trend reversal ki nishan-dahi karta hai, candle k real body k upper shadow aik ishara hai, keh buyers ne prices ko ooper le jane ki koshish ki, lekin din k ikhtetam k baad wo nakaam ho jate hen. Kuch chartists ke mutabiq, bearish spike ko pechle session ke ekhtataam ke waqfay ke sath bhi paish kya jana chahiye. Bearish spike ka oopri saya is ke real body ki lambai se kam az kam dugna hona chahiye.
        Candles Formation
        Bearish spike candlestick dekhen main dosre candles jaisi dekhaye deti hai, lekin prices k top par ya bullish trend main banne ki waja se aik strong bearish trend reversal ka kaam karti hai. Candle prices ko upper side par reject karti hai, jiss se maojoda trend badal jata hai. Ye aik single candle pattern hai, jiss ki formation darjazzel tarah se hoti hai; Bearish Pin Bar Candle: Bearish spike candlestick aik small real body wali candle hai, jiss k upper side par aik long shadow hota hai. Candle ka shadow candle k real body ka dungna ya uss se bhi ziada hota hai. Jab k candle k lower side par koi shadow nahi hona chaheye, lekin agara banta bhi hai, to bohut ziada large size main nahi hona chaheye, jiss se candle ki formate tabdeel hone ka hadsha ho.
        Explanation
        Bearish spike candlestick aik small real body wali single candle pattern hai, jo k upper side par aik lamba shadow ya saya rakhti hai. Candle ka saya hamesha candle ki real body se ziada hoti hai. Candle k baane ki pechay ki psychology kuch yon hoti hai, k jab bhi aik session ya aik din k dowran prices pehle upward movement karne k baad wapis apne open price k qareeb a kar close ho jati hai, jiss se candle k upper side par aik lamba shadow ya saya ban jata hai. Ye candle normal price chart par ziada moasar sabit nahi hoti hai, lekin candle ka trend k top par high price area main banne par bearish trend reversal ka kaam karti hai. CENTER] Trading [/CENTER] Bearish spike trading main sell ka signal genrate karti hai, jiss par market main confirmation k baad entry ki ja sakti hai. Candle ka long timeframe main hona zarori hai, jab k confirmation candle ak lazmi bearish real body main hona chaheye, jab k sath sath bearish candle ka bearish spike candle k lower par bhi close honi chaheye. Ye single candle pattern hone ki waja se indicator se bhi trend confirmation lena zarori hai, jaise RSI, MACD, CCI indicator aur stochastic oscillator par value overbought zone main hona chaheye. Candle k baad bullish candle banne ki sorat main trade entry nahi karni chaheye. Candle par Stop Loss sab se top position ya candle k high price jo k trend k leye resistance zone banta hai, se two pips samajhne ke liye knowledge aur experience hona zaroori hai. Agar aap Forex trading mein interested hain, toh aap ek qualified financial advisor se salah len aur apne risk tolerance ke hisab se hi trading decisions len.
        • #5 Collapse

          candlestick kisi bhi range ki single session candlestick, jo aik up-trend ke bilkul oopar zahir hota hai. Ye candle prices k top par aik strong resistance level banati hai, jiss k baad market main bears active hona shoro ho jate hen. Ye candle trend reversal ki nishan-dahi karta hai, candle k real body k upper shadow aik ishara hai, keh buyers ne prices ko ooper le jane ki koshish ki, lekin din k ikhtetam k baad wo nakaam ho jate hen. Kuch chartists ke mutabiq, bearish spike ko pechle session ke ekhtataam ke waqfay ke sath bhi paish kya jana chahiye. Bearish spike ka oopri saya is ke real body ki lambai se kam az kam dugna hona chahiye.
          Candles Formation
          Bearish spike candlestick dekhen main dosre candles jaisi dekhaye deti hai, lekin prices k top par ya bullish trend main banne ki waja se aik strong bearish trend reversal ka kaam karti hai. Candle prices ko upper side par reject karti hai, jiss se maojoda trend badal jata hai. Ye aik single candle pattern hai, jiss ki formation darjazzel tarah se hoti hai; Bearish Pin Bar Candle: Bearish spike candlestick aik small real body wali candle hai, jiss k upper side par aik long shadow hota hai. Candle ka shadow candle k real body ka dungna ya uss se bhi ziada hota hai. Jab k candle k lower side par koi shadow nahi hona chaheye, lekin agara banta bhi hai, to bohut ziada large size main nahi hona chaheye, jiss se candle ki formate tabdeel hone ka hadsha ho.
          Explanation
          Bearish spike candlestick aik small real body wali single candle pattern hai, jo k upper side par aik lamba shadow ya saya rakhti hai. Candle ka saya hamesha candle ki real body se ziada hoti hai. Candle k baane ki pechay ki psychology kuch yon hoti hai, k jab bhi aik session ya aik din k dowran prices pehle upward movement karne k baad wapis apne open price k qareeb a kar close ho jati hai, jiss se candle k upper side par aik lamba shadow ya saya ban jata hai. Ye candle normal price chart par ziada moasar sabit nahi hoti hai, lekin candle ka trend k top par high price area main banne par bearish trend reversal ka kaam karti hai. CENTER] Trading [/CENTER] candlestick pattern market mein selling pressure aur price decline ki indication deta hai. Traders is pattern ko samajh kar trading decisions le sakte hain.
          • #6 Collapse

            Assalamualaikum ma umeed krta hun k aap sub loog khaireyat sy hon gy or aap subhi ka trading session acha chal raha ho ga. Aaj ka hamara topic hy Bearish spike candle stick patteren Chalain us k baay ma agahi hasil krty hain Explanations:- bearish spike candle stick patteren aik makhsoos qisam ka candle stick patteren hai jo up trained mein mumkina ulat jane ka ishara deta hai. is ki khasusiyat aik lamba oopri saaye ( jisay oopri vِk bhi kaha jata hai ) aur aik chhota ya ghair mojood nichala saya hai. candle stick ka jism ya to taizi ya mandi ka ho sakta hai. mandi ke spike ki mojoodgi se pata chalta hai ke kharidaron ne qeemat ko ouncha karne ki koshish ki lekin nakaam ho gaya, jis ke nateejay mein taizi se ulat gaya. Bearish spike candle stick patteren ki tafseeli wazahat yeh hai : 1. farmission : bearish spike patteren aam tor par aik oopri rujhan ke douran hota hai jab aik candle stuck aik lambay oopri saaye ke sath banti hai aur aik chhota ya koi neechay ka saya nahi. oopri saaye ki lambai is had ki numaindagi karti hai ke kharidaron ne ulat jane se pehlay qeemat ko buland karne ki koshish ki. 2. long upper shadow : bearish spike patteren ki sab se numaya khasusiyat lamba oopri saya hai, jo is baat ki nishandahi karta hai ke candle stuck ki tashkeel ke douran qeemat numaya bulandi tak pahonch gayi. is se pata chalta hai ke khredar ibtidayi tor par control mein thay, qeemat ko ziyada dhakel rahay thay. 3. chhota ya koi zaireen saya : bearish spike patteren mein chhota ya ghair mojood nichala saya is baat ki nishandahi karta hai ke farokht knndgan ne taizi se control haasil kar liya aur qeemat ko neechay dhakel diya, kharidaron ke ziyada tar ya tamam fawaid ko khatam kar diya. 4. candle stick ki body : candle stick ka body ya to taizi ya mandi ka ho sakta hai. bearish body aik mazboot reversal signal ki nishandahi karti hai, kyunkay yeh is baat ki nishandahi karta hai ke ikhtitami qeemat ibtidayi qeemat se kam thi. aik taiz body batati hai ke abhi bhi kharidari ka kuch dabao tha, lekin yeh taizi se farokht ke dabao se maghloob hogaya. 5. tasdeeq : bearish spike patteren ki tasdeeq karne ke liye, tajir aam tor par izafi bearish signals ya dosray takneeki isharay se tasdeeq talaash karte hain. is mein bearish engulfing patteren, relative strength index ( rsi ) jaisay oscillators ke zareya ishara kardah zaroorat se ziyada kharidari ki sharait, ya kaleedi support levels ka waqfa jaisay awamil shaamil ho satke hain. 6. tijarti hikmat e amli : jo tajir bearish spike patteren ko pehchante hain woh usay mukhtasir position mein daakhil honay ya mojooda lambi pozishnon ko khatam karne ke liye signal ke tor par istemaal kar satke hain. woh khatray ko sambhalay ke liye bearish spike candle ki oonchai se oopar stap las order set kar satke hain. munafe ke ahdaaf support levels ya deegar takneeki tajzia tools ki bunyaad par set kiye ja satke hain. yeh baat qabil tawajah hai ke infiradi candle stuck patteren Bashmole bearish spike patteren ko tanhai mein istemaal nahi kya jana chahiye. kamyaab tijarat ke imkaan ko badhaane ke liye tajir aksar un ko dosray takneeki tajzia tools, jaisay trained lines, support aur rizstns levels, aur hajam ke tajzia ke sath jor dete hain. hamesha ki terhan, munasib rissk managment ki mashq karna aur tijarti faislay karne se pehlay mukammal tajzia karna zaroori hai. bearish spike patteren, kisi bhi tijarti signal ki terhan, faul proof nahi hai aur is ke nateejay mein ghalat signal ho satke hain. taajiron ko usay aik jame tijarti hikmat e amli ke hissay ke tor par istemaal karna chahiye aur bakhabar faislay karne ke liye market ko mutasir karne walay deegar awamil par ghhor karna chahiye. elaan dast bardari : maliyati mandiyon mein tijarat aur sarmaya kaari mein khatraat shaamil hain, aur tijarti faislay karne se pehlay mukammal tehqeeq karna aur pesha warana mahswara lena bohat zaroori hai .
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              WHAT IS SPIKE CANDLESTICK PATTERN.
              Dear forex community market ki pace aur direction ko findout kerny ky leye forex ny large scale per tradres ki help ky leye pattern introduce kraye jein jin ki help sy treders apny business ko manage kerty hein. Kuch chartists ke mutabiq, bearish spike ko pechle session ke ekhtataam ke waqfay ke sath bhi paish kya jana chahiye. Bearish spike ka oopri saya is ke real body ki lambai se kam az kam dugna hona chahiye. Kuch chartists ke mutabiq, bearish spike ko pechle session ke ekhtataam ke waqfay ke sath bhi paish kya jana chahiye. Bearish spike ka oopri saya is ke real body ki lambai se kam az kam dugna hona chahiye. bearish spike patteren ki sab se numaya khasusiyat lamba oopri saya hai, jo is baat ki nishandahi karta hai ke candle stuck ki tashkeel ke douran qeemat numaya bulandi tak pahonch gayi. is se pata chalta hai ke khredar ibtidayi tor par control mein thay, qeemat ko ziyada push ker rahay thay.
              CHARACTERISTICS OF BEARISH SPIKE CANDLESTICK.
              forex business mein enter hony sy pehly different patterns ki identification aur unn ki working accuracy ky related knowledge ki bhout importance hoti hy.jis ko mind mein rakh ker trading perform ki ja sakti nhy.bearish spike patteren ki tasdeeq karne ke liye, tajir aam tor par izafi bearish signals ya dosray takneeki isharay se tasdeeq talaash karte hain. is mein bearish engulfing patteren, relative strength index ( RSI ) jaisay oscillators ke zareya ishara kardah zaroorat se ziyada kharidari ki sharait, ya kaleedi support levels ka waqfa jaisay awamil shaamil ho satke hain. candlestick kisi bhi range ki single session candlestick, jo aik up-trend ke bilkul oopar zahir hota hai. Ye candle prices k top par aik strong resistance level banati hai, jiss k baad market main bears active hona shoro ho jate hen.Bearish spike candlestick dekhen main dosre candles jaisi dekhaye deti hai, lekin prices k top par ya bullish trend main banne ki waja se aik strong bearish trend reversal ka kaam karti hai. Candle prices ko upper side par reject karti hai, jiss se maojoda trend badal jata hai. Ye aik single candle pattern hai jis ko apply kerny sy pehly es ka knowledge traders ko order place kerny sy pehly gain kerna zaroori hy,ta ky achi aur positive trading ki ja saky.
              IMPORTANCE OF BEARISH SPIKE CANDLESTICK.
              Froex market mein jab trading hoti hy hy tu oss waqat kisi pattarn ki candles jab form hoti hein tu traders ko chehye ky unn ka analysis kerein. Candle k baane ki pechay ki psychology kuch yon hoti hai, k jab bhi aik session ya aik din k dowran prices pehle upward movement karne k baad wapis apne open price k qareeb a kar close ho jati hai, jiss se candle k upper side par aik lamba shadow ya saya ban jata hai. Ye candle normal price chart par ziada moasar sabit nahi hoti haiYe pattern traders ke liye bearish trend ka indication ho sakta hai aur selling opportunities provide kar sakta hai. Lekin, ek bearish spike candlestick pattern ko dusre technical indicators ke saath confirm karna zaroori hota hai, taaki aapko sahi trading decisions lena ho.Is pattern ko samajhne ke liye, aapko candlestick charting aur technical analysis ke basic concepts par focus karna chahiye. Candlestick patterns market ke price movements ko samajhne aur trading decisions ke liye ek tool ke tour per use kiye jate hain.enn ky analysis ky jo trade market mein place ki jati hy oss sy lazmi profit milta hy.ess leye defined ru;es and regulations kpo lazmi follow kerna chehye.

              اب آن لائن

              Working...
              X