Volume Directional Index or (VDI)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Volume Directional Index or (VDI)
    Volume Directional Index or (VDI)
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum dear Forex member umaid Karti Hoon ki aap sab khairiyat se honge aur Forex trading business Mein acchi working quality ke sath market Se achcha profit Le Rahi hongi dear jaisa ki Ham sabko pata hai ki for trading business Mein successful hona Koi aam si baat Nahin ismein aapko bahut careful hokar apna Kam karna hota hai jiske Liye aapko pahle market ko analysis karna hota hai aur aisa aap different indicators ki madad Se karte Hain isiliye aapko ine indicators ke bare mein complete knowledge aur information Lena bahut jaruri hota hai Taki aap market ko acche tarike se analysis kar sake aur aapke liye jaane wali koi bhi entry aapko achcha profit dila sake isiliye aaj Main apni post Mein Ek aise hi indicator ke bare mein detail discussion karungi.
    Volume Directional Index (VDI)indicator:
    Dea Volume directional index ek bahut useful indicator hota hai yah hamen market price action ki madad se trand ki direction aur iski strength ky bary main bhot achy signal deta hai aur aap iski base per acchi entry lekar trading kar sakte hain aur Market se achcha profit hasil kar sakte hain.
    Features of VDI:
    Dear yeh indicator market mein trend ki direction aur strength ko findout karne ke liye small Kiya jata hai aur iski madad se ham yah pata Laga sakte hain ki market ke current trend mein kitni strength hai traders ko apni trades ko manage karne mein aasani Hoti hai market ki strength ka pata chal jaaye to vah uske mutabik apna entry point Le sakta hai aur Is Tarah agar market ki trend ki strength week ho jaaye to vah use surat mein market se exit ho Sakty aur inki vajah se unko proper time per exit aur enter hone ki vajah se account ki safety manage ho jaati Hai.
    Trading Strategy:
    Dear volume directional index indicator ik bhot important or common indicator hai isko apni training mein istemal karna jyada difficult nahi hai jiski vajah se isko aasani se use Kiya ja sakta hai aur apni training ko successful banaya ja sakta hai yah indicator bhi Ek Tarah ka 80 later hota hai jo hamen 3 lines working strategy ko apply karte hue market ki movement ko acchi Tarah samajhne mein madad Deta hai jab market mein ham vdx ko set kar lete hain to hamen yah sem indicator ki bahut acchi indication deta hai aur Market mein trade open karne trades ko hold rakhne close karne aur continue karne ke bare mein bahut acchi information mil sakti hai aur agar aap proper planning aur rules and regulations Ke mutabik apna Kam karte hain to aapko market se maximum advantages available ho sakte hain.
     
    • #3 Collapse

      Volume Directional Index (VDI) ko forex mein ek technical indicator ke roop mein istemaal kiya jata hai. VDI ka istemaal karke traders market ke trend ko samajh sakte hain aur price movement ke saath saath trading volume ka bhi dhyan rakh sakte hain. VDI ko samajhne ke liye, neeche diye gaye headings Roman Urdu mein samjhaaya gaya hai: 1. Volume Directional Index (VDI) Kya Hai? - VDI ek technical indicator hai jo forex market mein trend aur trading volume ka maapdand hai. - Ye indicator price movement aur trading volume ke beech ke ta'alluqat ko darshata hai. 2. VDI Ka Istemaal: - VDI ka istemaal market ke trend aur price movement ke samajhne ke liye kiya jata hai. - Is indicator ki madad se traders volume ke saath saath price movement ko evaluate kar sakte hain. 3. VDI Ke Calculation: - VDI ka calculation price movement aur trading volume par adharit hota hai. - Ye indicator generally positive aur negative values mein express kiya jata hai. 4. VDI Ke Interpretation: - Agar VDI ki value positive hai, to ye indicate karta hai ki uptrend hai aur volume ka bhi tezi ke saath badh raha hai. - Agar VDI ki value negative hai, to ye indicate karta hai ki downtrend hai aur volume ka bhi tezi ke saath badh raha hai. - Agar VDI ki value zero ke paas hai, to ye indicate karta hai ki market sidha hai aur volume ka koi clear trend nahi hai. 5. VDI Ka Istemaal Trading Mein: - Traders VDI ka istemaal karke entry aur exit points identify kar sakte hain. - VDI ki value aur trend ke samajhne ke baad, traders apni trading strategies ko optimize kar sakte hain. VDI ek important indicator hai jo traders ko market ke trend aur trading volume ke baare mein information provide karta hai. Iska istemaal karke traders apni trading decisions ko improve kar sakte hain.
      • #4 Collapse

        Aslamoalekum members kesay hain ap sab. Mujhay umed hay sah thek thak hon gay. Aj ka hamara disscussion ka jo topic hay wh Volume Directional Index or (VDI)kay bary hain. Isy dekhty hain kay yeh kia hay r hamen kia information deta hay Volume Directional Index Volume Directional Index forex trading main ek technici ishara hai jo market ke trend aur volume ke beech ki masbat ko measure karta hai. VDI, trading decisions ko support karne aur market ki oper nchy ke simat ko samajhne ke liye istemal kiya jata hai.VDI, trend aur volume ke beech ke relation ko mushahida karke market ke bullish upward ya bearish nichay ke harkat ko shanakht karne ki koshish karta hai. Iska istemal traders market momentum aur mazboti ko samajhne mein kar sakte hain.VDI ka calculation volume aur price ke base par hota hai. VDI ko calculate karne ke liye, aapko masbat zariye say oper kw traf harkaat aur manfi nichay ke taraf harkat ko shanakht karna hoga. Phir aapko VDI formula ka istemal karte hue VDI ko calculate karna hoga. identification VDI ka ek am se tajweez hai ki jab VDI positive territory mein hota hai, tab market bullish trend mein hai aur jab VDI negative territory mein hota hai, tab market say bearish trend mein hai. Iske alawa, VDI ka isyemal trend reversal points aur market ke mazboti aur kamzorio ko measure karne ke liye bhi kiya jata hai. VDI forex trading mein ek maqbool tareen tejartii ishara hai, lekin iska istemal karne se pahle, aapko iski bharpor ilam honi chahiye aur use karne se pahle ise demo account ya practice account par test karna chahiye. Is ka bohat zeada estemal karnay say tajir is kabil ho jata hay kay usy achay say andaza ho jata hay kay usy ks waqat market main entry konsay point say leni hay. Usy risk.say bchao ke bhe achi islah honi chahiye. Taky uska nuqsan kam say kam ho saky.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          What is volume Directional index Slam dear friends umid hai k sab thek hun gay volume Directional k bary main discuss ki gyi hai es ko short words main VDI kehty hain. Explanations jo k positive orr negative values generate karta hy jisy hum log trend market direction ko smjhny k liye use karty hain Positive VDI values bullish trend hota hai, jab k negative VDI values bearish trend hota VDI ka istemal karny sy hum market trends or reversals ko identify kar sakty hain VDI values or price movement ko dekhty howy hum market k direction ko b smjhty hain or trading decisions ko support krny mein madad lety hain Volume information ka consideration bhi important hai q k volume market sentiment or participation ko represent karta ha VDI humary liye forex main e aik valuable tool hai ji js sy hum market trends ko samajh sakty hain or trading strategies ko optimize kar sakte hain Lekin iska use karty waqt humen dusry technical indicators or analysis tools ka bhi istmal karna chahiye ta k himara trading decisions accurate or reliable ho sakey or hum log achy sy trade ley sekn or apna aik big profit earn kr sken. Calculations Hum log is ka istmal market maine es k trends or direction ka pata lgany k liye krty hain VDI trend strength orr trend direction ko measure karta hai VDI formula price or volume data ka istmal kar k calculate kiya jata hai Is ki calculation mein positive or negative directional indicators ka istmal hota hai Positive directional indicator uptrend ko represent karta hai jab k negative directional indicator downtrend ko represent karta hai VDI ka calculation DI+ aur DI- k ratio par depend karta hai Is indicator ka istemal kar k hum volume k combination sy trend ko identify kar sakty hain VDI k higher values strong trends ko highlight karty hain orr hum traders ko entry or exit points par madad karty hain. points VDI k kuch aham points b hain jin smjhna boht zarori hota hai hum sab traders ko to yeh volume ki base par market trend orr price direction ko analyze karta hai Iski ahmiyat volume k levels volume spikes or volume patterns ka istemal kar k hoti hai Vdi divergences, jahan price movement or VDI line ki direction alag hai price reversals ka indication deti hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X