Factors for Success and Profitable Trading.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Factors for Success and Profitable Trading.....
    Factors for Success and Profitable Trading.....
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aslam o aliakum, Dear forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se honge dear friends successful trading karne ke liye definitely bahut sare aise factors hote Hain Jo aapke liye helping platform provide kar rahe hote hain aur unki base per aap market mein successful trading karne ki position mein a sakte hain Jab aap market mein successful trading karna chahte hain to is purpose ke liye aapko hamesha market mein consistently basis per apni working karna hoti hai aur usmein aapko jyada se jyada advantages hasil karne ke liye is platform per focus karna hota hai Jab aap market mein regularly basis per working karna start kar dete Hain to aisi situation mein aapko hamesha market mein kuchh important advantages ko find out karna hota hai ise related mein aapko kuchh important factor batana chahta hun.

    Technical Analysis Technical analysis ek aisa important factor hai jiski vajah se aap market mein successful trading karna start kar dete Hain Jab aap market mein regularly basis per technical analysis per depend kar rahe hote Hain aur inko aapane market mein jyada se jyada advantages ko find out karna hota hai Jab aap market mein regularly basis per technical analysis ko complete karna start karte Hain to aisi situation mein aapko hamesha market mein jyada se jyada fayda hasil karne ke liye consistantly is platform per focus karna hota hai technical analysis per depend karna hota hai. Economic Factors Dear members Jab aap market mein different important factors ko find out kar rahe hote hain aur uski base per apni decision making kar rahi Hoti hai to aisi situation mein aapko jyada se jyada advantages available ho sakte hain Jab aap market mein consists per apni working karte hue is platform per focus karte Hain aur ismein aapko market mein jyada se jyada fayda karne ke liye different factors for example unemployment ratio aur gras domestic product ki ratio ko find out karna hota hai aur ismein aapko jyada se jyada fayda hasil karne ke liye consists platform per focus karna hota hai. News Impact market mein kamyabi hasil karne ke liye aapko different important factors ko find out karna hota hai aur ismein aapko jyada se jyada fayda hasil karne ke liye kaise status platform per focus karna hota Jab aap market mein news ke impact ko find out karte hain to ismein aapko bahut jyada fayda ho sakta hai kyunki market mein news ki vajah se bahut hi acchi quality mil sakti hai aapko market mein regulatory message per kuchh important advantages ko format karna hota hai uski jaise news impact aapke liye most important roll play kar sakte hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Aslamoalikum dear member kesy hain aap sab umeed hai k sab khriyat sy hun gay or forex ko khoob enjoy kr rahy hun gay jesa k topic forex trading main kamyabi k bary main hai to ahiye hum es k bary main bat krty hain k forex main trading main hum kesy kamyabi hasil kr skty hain, Tow dear friends Kamyab or munafa bakhsh trading k liye kuch zaroori factors hoty hain jin par amal kar k hum apni trading main kmyab ho skty hain. important things Trading mein kamiyabi hasil karny k liye humen maaliyat ki market main gehra ilm hona chahiye es k sath hi trading strategies or technical analysis ko smjhna b boht zaroori hota hai Apny aap ko mukhtalif invest kariyat market trends or risk management techniques k bary mein taleem dein. Simulated environment mein practice kar k kam investments sy huruat kar k tajurba hasil karein tehqeeq or tashreeh Woh assets ya securities jin par hum trade karna chahte hain to humen chahiye k es py mukammal tor par tehqiq krein. Tareekhi qeemat data market trends or maali khabar ka tafteesh karein Fundamental analysis ka istemal kar k companies ya industries ki maali halat ka jaiza lein or technical analysis sy price charts mein patterns or trends ka pata lagayein forex main Tarraqi krny or Trading k liye discipline k qaabil hona zaroori hai humen chahiye k Apny liye wazeh maqsadain tay krein risk bardasht karny ka hosla rkhen Risk ko control karny or apni account ko bchany k liye stop loss orders or take profit levels ka istmal kren Emotionally based faislon sy bachain. Knowledge and patience for profitable trading Jesy k hum sab janty hain k Trading krny liye humen boht hosly or himat ki zarort ki zarort hoti hai boht sabr sy kam lena prta hai jaldi bazi main kabhi b trade nai krni chahiye q k es sy hum apny loss k zimadar khud hoty hain sabr rakh k humen trade krni chahiye jald bazi k faislon sy bchna chahiye trading b aik khud sy sath kiya jany wala challenge maali nuqsan trading process ka hisa hota hai es ko tasleem kren or es sy skeekhen apny andr aik jazba paida kren kmyabi ka emotions ko na khud py barpur hony den or agr aap boht zyada profit hasil krna chahty hain to apni soch ko positive rkhen trading k platform par analytical tools or market indicators ka use kr k apni trading ko behtr bnayen trading main investment krny k liye sab sy pehly apny knowledge ko increase krna lazmi hota hai boht zyada leverage or zyada risk leny sy bchna chahiye tabhi hum aik successful trading kr skty hain.

      اب آن لائن

      Working...
      X