Bullish harami candlestick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish harami candlestick pattern
    Bullish harami candlestick pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aslam.o.alikum dear forex team members Dear members harami candlestick pattern jb b eik bearish trend ya low prices area mein two days candles sy mil kr bnta hy, to yeh eik bullish trend reversal ka kaam krta hy. Yeh pattern risk reward ratio mein sb sy best pattern hy. Pattern ke dono candles main dusri candle pehli candle sy shape main ya length main small hoti hy, jis main pehli candle ka open or close price dusri candle k open or close price sy zyada hota hy. Traders es pattern ko buyers k pressure k tor pr daikhty hain, jis sy prices mazeed bullish ja skti hain. Yeh chart pattern bearish trend k last or sellers sy buyers main market k control k trf ishara dta hy.or hm trading kr skty hain.or acha profit hasil kr skty Hain. Formation of candles : Bullish harami candlestick pattern prices k bottom pr banny ke wja sy eik strong bullish trend k indication dta hy, jo k do candle ka eik simple sa pattern hy. Pattern main candles ke formation Kuch es trha sy hoti hy. First candle : Bullish harami candlestick pattern ke pehli candle eik strong real body wali bearish candle hoti hy, jis ka colour b bearish pattern k mutabiq black ya red hota hy. Yeh candle prices k bottom ya low price main bearish trend k mazed izafey ke koshish hoti hy.or market upward move krti hy. Second candle : Bullish harami candlestick pattern main shamil dusri candle eik small real body wali hoti hy, jis ka open or close same point pr nai hona chaheay. Yeh candle eik bullish trend wali banti hy, jis ka colour white ya green hota hy. Yeh candle pehli candle k andr banti hy.or easily hm daikh skty hain. Explanation of this pattern : Dear friends Bullish harami pattern eik strong bullish trend reversal pattern hy.jo k bearish trend main bnta hy, jo direction ke changing k nishan-dahi krta hy. Yeh pattern two candles pr mushtamil hy, jis main dusri candle pehli candle k real body main open or close hoti hy. Yeh pattern bgair confirmation aik strong bullish signal dta hy, k ab bullish trend reversal hone wala hy. Pattern ke dusri candle pehli candle sy size main small hoti hy, jis sy market ka mojuda trend weak par jta hy. Sellers k market main interest kam ho jati hy, jis sy market buyers k control main chla jta hy. Yeh pattern support zone k qareb zyada bnta hy,es mein daikh k trade leni chaheay Trading strategy : Bullish harami candlestick pattern price chart k bottom pr banney sy aik strong message milta hy, k ab market mazed down jany ke ho skta hy. Es wja sy yeh pattern jab b bearish trend ya low price main bnta hy, to ye bullish trend reversal ka aik strong signal dta hy. Jis py bht achi entry Le ja skti hy. Thanks
     
    • #3 Collapse

      WHAT IS BULLISH HARAMI CANDLESTICK PATTERN: Bullish harami candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai, jo price chart par do candles se mel kar banta hai. Pattern main shamil pehli candles bearish hoti hai, issi waja se pattern k leye prices ka pehle se low area ya bearish trend main hona zarori hai. Two days candles ki accuracy single day pattern se behtar hota hai, q k iss main aik candle thori bohut confirmation bhi deti hai. Jab bhi market main sellers prices ko aik khas level tak nechay push karte hen, to yahan par trend reversal k imkanat ziada hote hen, ye trend confirmation aksar kuch pattern se confirm ho jati hai, jiss main bullish harami pattern bhi shamil hai. EXPLANATION OF BULLISH HARAMI CANDLESTICK PATTERN: Bullish harami candlestick pattern prices main bearish trend k dowran ban kar prices ko mazeed nechay jane se rok leti hai. Ye candle aik strong trend reversal ka signal deti hai. Pattern two days candles par mushtamil hai, jiss ki pehli candle aik strong bullish candle hoti hai, jo k prices k bearish ya downward trend ki alamat hoti hai. Pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, aur ye candle pehli candle ki nisbat real body main kam bhi hoti hai aur ye pehli candle ki real body ki inside main bhi banti hai, jiss se prices ka mazeed down-fall ruk jata hai. Ye pattern dekhne main same to same homing pigeon pattern jaisa kagta hai, lekin dosri candle ka bullish banne se pattern main tabdeeli waqea ho jati hai. TRADING STRATEGY IN BULLISH HARAMI CANDLESTICK PATTERN: Bullish harami candlestick pattern prices k bottom main banne ki waja se aik bullish signal genrate karta hai, jiss par market main buy ki entry ki ja sakti hai. Pattern pat trade enter karne se pattern ki dosri candle aik confirmation candle ki zarorat parti hai, jo k real body main aik bullish candle honi chaheye, aur dosri candle k top par close bhi honi chaheye. Pattern ki confirmation CCI, RSI, MACD indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss ki value oversold zone main honi chaheye. Pattern k baad bearish candle se pattern invalid tasawar kia jayega. Pattern ka STOP LOSS sab se lower ya pehli candle k close price se two pips below set karen. CANDLES FORMATION IN BULLISH HARAMI CANDLESTICK PATTERN: Bullish harami candlestick pattern prices k downtrend ya lower par high demand ki waja se banta hai, jahan par trend reversal k ziada imkanat hote hen. Pattern main shamil candles mukhtalif pattern ki yanni bearish aur bullish hoti hen, jiss ki formation darjazzel tarah se hoti hai; Bullish harami candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo k prices ko downtrend ya bearish trend ki akasi karti hai. Ye candle bearish trend ko mazeed nechay ki taraf push karti hai, aur market main high supply ko zahir karti hai. Ye candle aik normal real body wali candle hoti hai. Bullish harami candlestick pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k pehli candle se size main kam hoti hai. Ye candle pehli candle k real body main banti hai, yanni iss candle ka high aur low pehli candle k open aur close k darmeyan main hoti hai. Ye candle bearish trend k khatme ka bahis banti hai. THANKS!!!
      • #4 Collapse

        Bullish Harami Candlestick Pattern - Aasaan Roman Urdu Mein Parhain Bullish Harami Candlestick Pattern, jo kay Roman Urdu mein "بلش ہرامی شمعی نمونہ" kehlaya jata hai, stock market mein trend ki mukhalfat kay liye istemaal hone wala aik qudrati tool hai. Yeh pattern do shamaat se mushtamil hota hai aur market ke ehsaasat aur future qeemat kay hawale se aham maloomat faraham karta hai. Bullish Harami Candlestick Pattern Ki Tashreeh Bullish Harami Candlestick Pattern woh ta'assurwar nishan hai jo bearish se bullish ki taraf trend ka mukammal palat dekhane mein madad karta hai. Yeh pattern do shamaat se mushtamil hota hai, pehli shama bari bearish shama hoti hai jabkay dusri shama choti bullish shama hoti hai. Choti bullish shama ko bari bearish shama ke andar puri tarah se dhakel diya jata hai. Jab Bullish Harami Candlestick Pattern nazar aata hai, yeh bullish trend ka pehla ishara hai. Yeh isliye ahem hai kyunki yeh bearish trend ki taraf badalne ki sambhavna darshata hai. Jab market mein is pattern ki tashkeel ho, to iska matlab hai ke sellers apni taqat kho rahay hain aur buyers ke liye mauqa ban raha hai. Bullish Harami Candlestick Pattern ki tashkeel ka matlab hai ke bullish movement ke liye samay aya hai aur traders ko buy karne ka faisla lena chahiye. Is pattern ko samajhne ke liye, traders ko market trends, price action aur volume ka tafsili jayeza lena zaroori hai. Agar Bullish Harami Candlestick Pattern high volume ke saath mil raha hai, to yeh iski taasir aur bhi ziyada hoti hai. Yeh pattern ek reversal signal hai, jiski wajah se traders ko market movement ko samajhne aur trend ke badalne ka pata lagane mein madad milti hai. Bullish Harami Candlestick Pattern ko samajhna aur uska sahi istemal karke, traders market mein sahi waqt par buy kar sakte hain aur munafa hasil kar sakte hain. In conclusion, Bullish Harami Candlestick Pattern ek ta'assurwar nishan hai jo traders ko market trend ki mukhalfat ki sambhavna batata hai. Iski samajh aur sahi istemal se traders ko munafa hasil karne mein madad milti hai aur unko sahi samay par buy karne ka faisla lena asan ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Bullish Harami Candlestick Pattern. Bullish Harami Candlestick Pattern ek technical analysis tool hai jo stock market ya anya financial markets mein istemal hota hai. Yeh pattern aksar price reversal ya trend change ke signals provide karta hai."Bullish Harami" ka matlab hota hai "maweshi ka bacha" ya "bache ka doodh peena" Roman Urdu main. Yeh pattern do candlesticks se banta hai, jisme pehli candlestick bearish (girawat ki taraf) hoti hai aur dusri candlestick ise engulf karti hai aur bullish (badhne ki taraf) hoti hai. Candlestick Formation of Pattern. Pehli candlestick, bearish trend ka pradarshan karti hai, yani keemat kam ho rahi hai. Iski body choti hoti hai aur neeche ki taraf ek chhota shadow ho sakta hai. Dusri candlestick, pehli candlestick ko puri tarah engulf karti hai aur bullish trend ka pradarshan karti hai. Iski body badi hoti hai aur upar ki taraf ek chhota shadow ho sakta hai. Identification of Pattern. Bullish Harami pattern ki pehchan karne ke liye, aapko pehle bearish candlestick ki taraf dekhna hoga, jo downward trend ko darshayegi. Iske baad, dusri candlestick ki body ko pehli candlestick ki body ke andar dekhna hoga. Agar dusri candlestick pehli candlestick ki body ko engulf kar rahi hai, toh ye bullish Harami pattern hai.Yeh pattern bullish trend ka indication deta hai, yaani ke market mein price badhne ki sambhavna hai. Traders aur investors is pattern ko trend reversal ya trend continuation ke signals ke roop mein istemal karte hain. Jab is pattern ko confirm kiya jata hai, tab traders ko buying opportunity milti hai.Bullish Harami Candlestick Pattern ko verify karne ke liye, aapko dusri candlestick ki high aur low levels ko closely monitor karna hota hai. Agar dusri candlestick pehli candlestick ke andar samaati hai, toh yeh pattern complete ho jaata hai. Trading at Pattern. Bullish harami candlestick pattern per trading karny kay liye Mehnat, tajurba, aur technical analysis skills ki zaroorat hoti hai is pattern ko sahi tareeke se samajhne aur istemal karne ke liye. Isliye, market mein trading karne se pehle, aapko apne knowledge ko improve karne ke liye aur ek professional ki salah lene ke liye samay dena chahiye.
          • #6 Collapse

            Bullish harami candlestick pattern main kafi haad tak kamyabi mil jati hain jisne learning k sath kaam kiya makret main pratice ki makret main analysis kiya tu kamyabi easy hain forex main agar koib traders kaam kare ga tu us traders ko apni learning ko strong karna must hain jaaab tak learning he strong nhe hoti hain vo tradeer kamyabi nhe pata hain forex trading main pratice kare forex ki move ko samjhy forex main hard work kare regular pratice kare jaaab tak learning and hard work nhe hota hain tu loss ho jata hain loss and profit forfex trading ka hissa hota hain makret main pratice achi tara kare market main learning kare regular pratice kare kamyabi easy mil jygi How to trade on Bullish harami candlestick pattern: forex trading main analysis kiya jata hain tu makret main next move ka achi tara learning k sath kaam hota hain jisne learning k sath kaam kiya vo kamyabi pate hain jisne learning nhe ki vo big loss kar dete hain forex main pratice kare forex ki move ko samjhy forex trading main analysis kare market main pratice kare makret main jaab tak learning strong nhe hoti hain vo traders kabi b kamyabi nhe pata hain forex main jaaab tak demo account main work nhe hota hain vo traders live account main big loss kar dete hain loss and profit forex trading ka hissa hota hain loss ko recover karne k liye kabi b big loss lot ko use na kare warna loss he milta hain
            • #7 Collapse

              Bullish Harami Candle Example - Aasaan Roman Urdu Mein Parhain Bullish Harami Candle Example, jo kay Roman Urdu mein "بلش ہرامی شمعی نمونہ" kehlaya jata hai, securities exchange mein pattern ki mukhalfat kay liye istemaal sharpen wala aik qudrati device hai. Yeh design do shamaat se mushtamil hota hai aur market ke ehsaasat aur future qeemat kay hawale se aham maloomat faraham karta hai. Bullish Harami Candle Example Ki Tashreeh Bullish Harami Candle Example woh ta'assurwar nishan hai jo negative se bullish ki taraf pattern ka mukammal palat dekhane mein madad karta hai. Yeh design do shamaat se mushtamil hota hai, pehli shama bari negative shama hoti hai jabkay dusri shama choti bullish shama hoti hai. Choti bullish shama ko bari negative shama ke andar puri tarah se dhakel diya jata hai.Punch Bullish Harami Candle Example nazar aata hai, yeh bullish pattern ka pehla ishara hai. Yeh isliye ahem hai kyunki yeh negative pattern ki taraf badalne ki sambhavna darshata hai. Poke market mein is design ki tashkeel ho, to iska matlab hai ke dealers apni taqat kho rahay hain aur purchasers ke liye mauqa boycott raha hai. Bullish Harami Candle Example ki tashkeel ka matlab hai ke bullish development ke liye samay aya hai aur merchants ko purchase karne ka faisla lena chahiye.Is design ko samajhne ke liye, dealers ko market patterns, cost activity aur volume ka tafsili jayeza lena zaroori hai. Agar Bullish Harami Candle Example high volume ke saath mil raha hai, to yeh iski taasir aur bhi ziyada hoti hai.Yeh design ek inversion signal hai, jiski wajah se merchants ko market development ko samajhne aur pattern ke badalne ka pata lagane mein madad milti hai. Bullish Harami Candle Example ko samajhna aur uska sahi istemal karke, merchants market mein sahi waqt standard purchase kar sakte hain aur munafa hasil kar sakte hain.Taking everything into account, Bullish Harami Candle Example ek ta'assurwar nishan hai jo dealers ko market pattern ki mukhalfat ki sambhavna batata hai. Iski samajh aur sahi istemal se brokers ko munafa hasil karne mein madad milti hai aur unko sahi samay standard purchase karne ka faisla lena asan ho jata hai.
              • #8 Collapse

                forex trading main analysis kare agar learning strong nhe hoti hain tu kamyabi mil jatihain forex trading main best learning krna must hain regular praitce krna must hain forex main analysis kare jaab tak learning strong nhe hain tu benefit nhe mil skta hain learning ko strong kare Friends Dumpling top candlestick pattern market Mein Hamesha resistance level per hi banta hai aur jab market mein ek strong uptrend hota hai to Uske bad Jab market reversal movement start karti hai to use time per Ek Sambhal rail Body Can district aap ko Milta Hai Jiske bad pic continue strong downtrend start ho jata hai Spartan ko aap dumpling top candlestick pattern ka naam Dete Hain. forex main learning kare goodlearning nhe hain tu big loss hain
                • #9 Collapse

                  forex trading main analysis kare makret main hard work karna must hain forex main pratice kare krna must hain Relative vigor index (RVI) indicator ki calculation ka amal deegar indicators ke muqablay nisbatan paicheeda hai. Is se aap ko khaufzadah nahi hona chahiye kyunkay aap ko khud hisaab kitaab karne ki zaroorat nahi hai. Is ke bajaye, yeh tajweez kya jata hai ke aap ko isharay ke maienay aur trading ke waqt usay istemaal karne ka tareeqa maloom ho. Jaisa ke ziyada tar isharay ke sath, RVI ko commodities market ko zehen mein rakhtay hue banaya gaya tha. Phir bhi, yeh doosri marketon jaisay ke forex, stock aur index mein achi terhan se istemaal kya ja sakta hai.
                  Gullalai
                  • #10 Collapse

                    Bullish harami candlestick pattern Dear buddies Bullish Harami Pattern hamasha two candle sa mil ker banta ha. Jis man first candle long body wali Bearish Candle aur dosri candle small body wali Bullish candle banti ha. Bullish candle ka size bearish sa chota hona zarori ha.Jab market long time sy continue down trend main movement ker rehi ho tou same Trend main jab market main aesi bearish candle creat ho ky usky bahd next bullish candle kuch gap ky sath uptrend main open ho aur isterha sy close ho ky bearish candle ka yeh fourth part tak ho lekin jahan per bearish candle close hui ho us sy kuch upside gap ky sath yeh bullish candle creat ho tou aesy pattern ko bullish harami pattern ka name dia gia hai tou jab aesa pattern complete hota hai tou wahan sy hamain buy main trade open ker leni chahiay ky aesy time per buy main trade open kerny sy hamain bahot acha profit hasil ho sakta hai.Bullish Harami Pattern ak asa candlesticks pattern ha jo hamen batata ha k market ka Bullish trend reverse hona laga ha. Aur ye hamasha market downtrend man banta ha.Bullish harami pattern hamare liye bahut kimti hota hai aur isase bahut achcha fayda uthaya ja sakta hai bullish or bearish harami pattern hamare liye bahut faydemand hote hain aur agar Ham inke bare mein jaan lete hain aur ham inko samajh lete hain to market mein Ham bahut achcha kam kar sakte hain aur market mein kam karna hamare liye bahut hi aasan ho jata hai. Importance of Bullish harami candlestick pattern Hello dosto Bullish harami candlestick pattern ik bohut hi important pattern hy.Bullish Harami pattern Jab market button level per Hoti Hai To Uske bad market Mein Ek Aisi candlestick banti hai jo last bearish candle se 50% Badi hoti hai to aapko idea ho jata hai ya bullish Harami pattern ban raha hai Iske bad Aap Ko Intezar Karna chahie aur Jaise hi aapko conformational candlestick mil ki hai hai uske forun Bad aapko trade open kar leni chahie Kyunki market confirmation ke bad bahut jaldi se bullish trend Mein move kar sakti hai.Is pattern ke banne ke bad aap market mein bahut Achcha profit Hasil kar sakte hain aur aur date profit aur staff last ki limit bhi apni trade per set karte ho ya maximum profit Hasil kar sakte hain aur apni trading ko bilkul safety ke sath maintain kar sakte hain lekin is pattern ko properly utilise karne ke liye aapke pass uski complete knowledge aur information honi chahie agar aap ismein Koi mistake kar Jaate Hain To aapko bahut jyada nuksan bhi ho sakta hai isliye market ke Tamam different patterns ko Apne trading per reply karne ke liye bahut carefully Unki learning Karni chahie. Important points of Bullish harami candlestick pattern Hello friends Bullish Harami Candlesticks pattern k sath trade kern k liye nich points ko mind man zaror rukhen. 1. Is k liye hamasha long downtrend ka wait karen. 2. Stochastic Oscilator sa zaror check karen k Market ka Momentum slow ya reverse howa ha k nahe aur bearish long body candle k bad bullish candle ka chota banna lazmi ha to tab he confirmation hogi. 3. Bullish candle ka size long bearish candle k sirf 25% tak he hona chaheye. 4. Pori bullish candle lazmi bearish candle k ander ae, to he confirmation ha. 5. Bullish Harami candlesticks pattern ko lazmi baqi indicator ya support level sa start hon ko confirm kerna zarori ha. Ager oper wala sara points confirm ha to ab trader ko Buy ki Trade Entry le leni chaheye.
                    • #11 Collapse

                      Asslam-O-Alaikum! Dear members Me ummed kerti hoke ap sb ka forex trading py kam bht acha chl rha hoga. Aj jis topic py hum baat kre gy wo Neeche mention hy. TOPIC: Bullish harami candlestick pattern Bullish harami candle stick pattern aik mazboot taizi ka ishara hai jisay tajir qeematon ke ulat jane walay zone ki nishandahi karne ke liye istemaal karte hain. pattern is waqt bantaa hai jab aik choti Bullish candle barri bearish candle ki pairwi karti hai, jis se zahir hota hai ke khredar market par control haasil kar rahay hain. is pattern ko takneeki tajzia car taweel pozishnon ke liye khareed entry points aur aygzt strategy ki shanakht ke liye barray pemanay par istemaal karte hain. blush harami pattern ko charts par talaash karna aasaan hai aur usay kisi bhi time frame par istemaal kya ja sakta hai - intra day se le kar mahana charts tak . EXPLAINATION: Bullish harami pattern do ahem ajzaa par mushtamil hai. sab se pehlay aik bearish candle hai, jis ka aam tor par aik bara asli jism aur lambi oopri aur nichli vicks hoti hai. doosri aik choti Bullish candle hai, jo pichlle din ke band se kam khulti hai aur bearish candle ke mid point ke oopar band hoti hai. Bullish candle jitni choti hogi, itna hi mazboot signal hoga ke ulat jane ka rasta hai . Bullish harami candle stick patteren hamein kya bta raha hai is ko poori terhan samajhney ke liye, aayiyae is pattern ke peechay ki nafsiat ko dekhte hain. jab hum aik barri bearish candle ko aik lambi asli body ke sath dekhte hain, to is se zahir hota hai ke reechh market par haawi hain, aur baichnay walay control mein hain. mandi wali mom batii zahir karti hai ke taajiron ki aik qabil zikar tadaad farokht kar rahi hai aur yeh ke market neechay ja rahi hai. taham, is maqam par, khredar qadam barhana shuru kar dete hain aur qeemat ko berhate hain. jab doosri, choti taizi ki mom batii banti hai, to yeh kharidaron ko control haasil karne aur qeemat ko mukhalif simt mein dhakelnay ki numaindagi karti hai. nateejay ke tor par, bullish harami mandi se taizi ki taraf rujhan mein tabdeeli ka ishara deta hai . Bullish harami pattern ki kamyabi ki mazboot sharah hai, khaas tor par dosray takneeki isharay aur tajzia ke alaat ke sath. jab pattern kaleedi support levels ya fabnoki retrasment level par bantaa hai, to yeh aur bhi ziyada ahem taizi ka ishara ho sakta hai. Bullish harami pattern ko dosray ulatnay walay pattern ke sath mil kar bhi istemaal kya ja sakta hai taakay rujhan ki tabdeeli ki tasdeeq ki ja sakay. misaal ke tor par, agar Bullish harami patteren aik barhay hue neechay ke rujhaan ke baad bantaa hai, aur blush engulfing candle stick pattern is ki pairwi karta hai, to yeh aur bhi mazboot taizi ka ishara hai . bullish harami pattern ka istemaal karte waqt, kuch ahem tahaffuzaat hain jinhein taajiron ko zehen mein rakhna chahiye. sab se pehlay, jab ke patteren qabil aetmaad hai, yeh durust nahi hai, aur traders ko tijarat mein daakhil honay se pehlay patteren ki tasdeeq dosray tjzyati tools se karni hogi. un mein moving average, trained lines, aur deegar takneeki isharay shaamil ho satke hain taakay ziyada mazboot khareed signal mil sakay . aik aur ahem ghhor yeh hai ke jab bullish harami pattern bantaa hai to taajiron ko tijarti hajam ko dekhna chahiye. ziyada volume qeematon ki ziyada ahem harkat ki nishandahi kar satke hain, jis se taajiron ko reversal pattern mein ziyada aetmaad milta hai. doosri taraf, kam hajam is baat ki nishandahi kar sakta hai ke ulat phair honay ka imkaan kam hai, aur taajiron ko lambi pozishnon mein daakhil honay ke baray mein mohtaat rehna chahiye . Bullish harami patteren ko dekhte waqt, taajiron ko is ke bearish hum mansab, bearish harami se bhi aagah hona chahiye. yeh patteren bhi do mom btyon par mushtamil hai, lekin ulat mein - aik barri taizi ki candle jis ke baad aik choti bearish candle hoti hai. bearish harami is ke bar aks ishara karta hai - ke reechh market par control haasil karna shuru kar rahay hain, aur taajiron ko mukhtasir position mein daakhil honay ki taraf dekhna chahiye . aakhir mein, bullish harami pattern aik taaqatwar tool hai jisay takneeki tajzia car market mein kharidari ke mawaqay ki nishandahi karne ke liye istemaal karte hain. pattern is waqt bantaa hai jab aik choti bullish candle barri bearish candle ki pairwi karti hai, jo bearish se taizi ki taraf rujhan ke ulat jane ki nishandahi karti hai. yeh zehen mein rakhna zaroori hai ke pattern durust nahi hai, aur taajiron ko ulat jane ki tasdeeq ke liye deegar takneeki tajzia ke ozaar istemaal karne chahiye. jab patteren bantaa hai to tijarti hajam ko dekhna bhi zaroori hai, taakay ulat jane ki taaqat ka andaza lagaya ja sakay . tajir bullish harami patteren ka istemaal dosray takneeki tajzia tools ke sath mil kar kaleedi dakhlay aur kharji sthon, jaisay ke support aur muzahmati sthon ki nishandahi karne ke liye kar satke hain. mazeed bar-aan, pattern time frame ki aik had ke liye mozoon hai aur usay intra day aur taweel mudti tijarti hikmat e amli dono mein istemaal kya ja sakta hai . majmoi tor par, bullish harami patteren aik taaqatwar tool hai jisay tajir market mein kharidari ke mawaqay ki nishandahi karne ke liye istemaal kar satke hain. agarchay yeh 100 % guarantee wala isharay nahi hai, phir bhi yeh aik qabil aetmaad aur wasee pemanay par istemaal honay wala namona hai jis se har satah ke taajiron ko waaqif hona chahiye. kisi bhi takneeki tajzia ke alay ki terhan, taajiron ko bakhabar tijarti faislay karne ke liye dosray tjzyati tools ke sath mil kar bullish harami pattern ka istemaal karna chahiye .
                      • #12 Collapse

                        pattern is waqt bantaa hai jab aik choti Bullish candle barri bearish candle ki pairwi karti hai, jis se zahir hota hai ke khredar market par control haasil kar rahay hain. is pattern ko takneeki tajzia car taweel pozishnon ke liye khareed entry points aur aygzt strategy ki shanakht ke liye barray pemanay par istemaal karte hain. blush harami pattern ko charts par talaash karna aasaan hai aur usay kisi bhi time frame par istemaal kya ja sakta hai - intra day se le kar mahana charts takBullish harami candlestick pattern ik bohut hi important pattern hy.Bullish Harami pattern Jab market button level per Hoti Hai To Uske bad market Mein Ek Aisi candlestick banti hai jo last bearish candle se 50% Badi hoti hai to aapko idea ho jata hai ya bullish Harami pattern ban raha hai Iske bad Aap Ko Intezar Karna chahie aur Jaise hi aapko conformational candlestick mil ki hai hai uske forun Bad aapko trade open kar leni chahie Kyunki market confirmation ke bad bahut jaldi se bullish trend Mein move kar sakti hai.Is pattern ke banne ke bad aap market mein bahut Achcha profit Hasil kar sakte hain aur aur date profit aur staff last ki limit bhi apni trade per set karte ho ya maximum profit Hasil kar sakte hain aur apni trading ko bilkul safety ke sath maintain kar sakte hain lekin is pattern ko properly utilise karne ke liye aapke pass uski complete knowledge aur information honi chahie Bullish harami candlestick pattern main kafi haad tak kamyabi mil jati hain jisne learning k sath kaam kiya makret main pratice ki makret main analysis kiya tu kamyabi easy hain forex main agar koib traders kaam kare ga tu us traders ko apni learning ko strong karna must hain jaaab tak learning he strong nhe hoti hain vo tradeer kamyabi nhe pata hain forex trading main pratice kare forex ki move ko samjhy forex main hard work kare regular pratice kare jaaab tak learning and hard work nhe hota hain tu loss ho jata hain loss and profit forfex trading ka hissa hota hain makret main pratice achi tara kare market main learning kare regular pratice kare kamyabi easy mil jygi
                        • #13 Collapse

                          t sath mein kharidna intihai risk sakta hai peso falls keath bahut se various profit points Hote Hain price Girne ke sath hi Ek short position Ke relative strength indicator I' m real sign Tarah Ki becomes trading Chal Ek spike hoti hai Jo price and movement Mein Upar Ja niche ki You move quickly to Hawala Children Hai bahut se Logon Ko confirmatifalling ki karta hai Jas ki value mein bahut short-term main Tezi ki Kami Waqia Hui Hi price Se Pahle nic aane ka wait Karen Jaise peso Tezi Se Wapas Laut sakti hai peso ko whipsaw ke naam se Jana jata hai yes security apni price OK Kho sakti hai run peso Ki Istalha se Pata Chalta Hai Ki bahut zyada nika ki momentum ka markeon ki Kisi Na Kisi shape ki need hoti hai Jaise ke moving average convergence positive divergence dikhata hai jisse falling knife to Kiya jata hai find traders interested Hote Hain Iske alava his tool Yes binance for NFT safe and secure pull out bechna kharidna and karna easy banin hain vah company Yes apni profit report Kids Hi Yes Aksar Volatility Ka Shikar Hoti Hain Estimate Financial ResKnife falls ki bahut jyada limits Hote Hain Jo support and resistance to my trade and important part Nahin Hota Hai Jo trader Iske Hote Hain aur active ki direction ki malomat Karte Hain Uske lost evil Bullish harami candlestick pattern men ten mother btean hote hen jnhen mahr mahren nay teze kay nshanat kay pinnacle pr smjha hay۔ sbh kay staray kay dhanchay atrte hoe'e smt ka taaqb krtay hen aor yh amode sfr kay aaghaz ko zahr krta hay۔ yh labyrinth ke lagt kay petrn men alt janay ka asharh hay۔ brokrz sbh kay staray ke nshoonma pr nzr rkhtay fowl aor as kay awful as bat ke tsdeq krtay fowl kh azafe markron ko astamal krtay hoe'ay bgher kse shk kay alta ho rha hay۔aopr ka khakh oazh peak pr phncha dea gea hay، phr bhe lal aor sbz mother bteon kay leay zeadh aam tsorat bn ge'ay chook۔ sbh kay staray kay baray folks no longer krnay oale ahm bat yh roughage kh mrkze mother bte ghre ya sfed (ea srkh ya sbz) hoskte roughage keonkh khredar aor delr metng folks aedjst hona shroa krdetay chooandle test youngster candle design hota hello jo keh forex commercial center mein nechay kay style kay nechay zahair hota hello yeh forex market mein bullish pattern inversion candle design hota hi es say pehlay unfamiliar trade market mein aik exposed bullish movement hote hello yeh forex market mein new up pattern ke base hota heyforex market mein merchant forex commercial center kay adam asar ko talash kartay hein jahan standard unfamiliar trade commercial center mein vendor stress kam hota hello or unfamiliar trade market kuch hmwar ho jate howdy or forex market kay ese stage kay bohut close to ho jate great day chonkeh unfamiliar trade commercial center mein aik he stage standard pen ya close ho sakte hi chonk
                          • #14 Collapse

                            Development of candles : Bullish harami candle design costs k base pr banny ke wja sy eik solid bullish pattern k sign dta hy, jo k really do flame ka eik straightforward sa design hy. Design primary candles ke arrangement Kuch es trha sy hoti hy. First light : Bullish harami candle design ke pehli light areas of strength for eik body wali negative flame hoti hy, jis ka variety b negative example k mutabiq dark ya red hota hy. Yeh flame costs k base ya low cost primary negative pattern k mazed izafey ke koshish hoti hy.or market up move krti hy. Second light : Bullish harami candle design fundamental shamil dusri light eik little genuine body wali hoti hy, jis ka open or close same point pr nai hona chaheay. Yeh candle eik bullish pattern wali banti hy, jis ka variety white ya green hota hy. Yeh light pehli flame k andr banti hy.or effectively hm daikh skty hain. Clarification of this example : Dear companions Bullish harami design serious areas of strength for eik pattern inversion design hy.jo k negative pattern primary bnta hy, jo heading ke changing k nishan-dahi krta hy. Yeh design two candles pr mushtamil hy, jis fundamental dusri light pehli candle k genuine body principal open or close hoti hy. Yeh design bgair affirmation aik solid bullish sign dta hy, k stomach muscle bullish pattern inversion sharpen wala hy. Design ke dusri candle pehli light sy size primary little hoti hy, jis sy market ka mojuda pattern frail standard jta hy. Merchants k market primary premium kam ho jati hy, jis sy market purchasers k control fundamental chla jta hy. Yeh design support zone k qareb zyada bnta hy,es mein daikh k exchange leni chaheay Exchanging procedure : Bullish harami candle design cost graph k base pr banney sy aik solid message milta hy, k stomach muscle market mazed down jany ke ho skta hy. Es wja sy yeh design hit b negative pattern ya low cost primary bnta hy, to ye bullish pattern inversion ka aik solid sign dta hy. Jis py bht achi section Le ja skti hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              defination of bullish pattron

                              Bullish pattern bhi Kaha Jata Hai 1,2 candleistick pattern hai Jo Ek up trend Mein paya jata hai aur iski khususiyat Ek lambi balance mombatti hai Jiske bad Ek Chhota Sa rich mombatti Hai Jo balance mombatti ke kareeb se upar khulata hai aur Upar band ho jata hai police mombatti ka mid point ek se ek Tej ka namuna Samjha Jata Hai Kyunki

                              iski Tahsil ke bad uptrend Jari rahata hai
                              trading ka tareeqa


                              Patron Ko Kisi bhi time frame Mein Dekha Ja sakta hai aur ismein teen samuh per muft Mein Hota Hai pahla kshma daal Lamba aur tej hai saaf Safai ya jo bhi balance Dang istemal Kiya Jata Hai Pahle Se maujud Ab friend ke mutabik dusra Samadhan Chhota aur tej hai yah pahle Samadhan ke upar khulata hai aur isase pahle Samadhan ke vastunukta se pahle band ho jata hai

                              deatail Bluesh pattern ki trading

                              bullish pattern Ek Tej tasal mombatti ka mat America Taur per istemal Kiya Ja sakta hai Jab pattern Ki Nishani Kisi izhase Mein ki Jaati Hai To dajar stock Siya security ka ek Tarika yah hai ki ek Jabardast mombatti Ki Unchi choti se upar kharidari ka order Diya Jaaye jismein Ek staff nuksan Ka Hukum tha jismein Sant Shri Khair mombatti ki Kami Ke Niche Rakha gaya tha yah break out hikmat Amli ke Taur per Jana Jata Hai Kyunki Ek Bar Jab stock company share mombatti ki unchai se upar Tut Jata Hai Ek Aur nukta Najar yah hai ki tabel position mein dakhil hone se pahle Jise pattern ki tasdik Ka Intezar Karen yah tasvir Amli ke Taur per Jana jata hai aur isase Chhote shahron ke Inka Anath ko kam karne mein madad mil sakti hai taaja taiyar karne se pahle pattern ke rojana aur takat ki Tadi ke liye technical technic ki Ishare Jaise Harkat aur Intex ke istemal per bhi Gaur kar sakte hain Gaur karne ka Ek Aur answer kam Dene Wale Se Jyada majbut Samjha jata hai
                              Last edited by ; 02-04-2024, 01:06 PM.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X