DeMarker indicator detail discussion...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    DeMarker indicator detail discussion...
    DeMarker indicator detail discussion...
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum dear ummid Karti Hoon ki aap sab khairiyat se honge dear Jab hum Forex trading business Mein kam karte hain to market ko analysis karne ke liye different types of indicators ka istemal Kiya Jata Hai yah indicator hamen market mein expected moment ke bare mein information provide karte hain aur inki madad se hamen is baat ki bhi indication milati hai ki market kis taraf move karegi aur Market mein kis waqt entry Lena hamare liye achcha sabit Hoga aur hamen kis waqt market se exit hona chahie yah tamam chijen ine indicators ki madad se Dekhi jaati Hai aaj Bhi Ham Ek aise hi indicator ke bare mein baat karenge.
    Demarker Indicator kia hai?
    Dear Demarker Indicator ik well known abriviation DeM ky naam sy jana jata hy ismein Kisi underlying asset ki current maximum aur minimum price ko previous periods ki price ke sath compare Kiya jata hai yeh kisi given time period ma market ki currect momentum indicator price ko average price sy compare karta hai. Es ki value above or below zero move karti rehti hai. Is ki value kbi positive area main movement krti hy hai or kbi negative area main move kr jati hai. Es indicator ki maximum value +100 or -100 ki range ma hoti hain. Lakin jb is indicator ki value range sy bahar nikal jata hai to eska matlab hota hai k market main weak trend hai. Es indicator k lae ye strategy use ki jati hai k jb eski value +100 sy above hai to trader buy ki trade open kary or jb es indicator ki value -100 sy nechy ho to trader ko sell ki trade open karna chahe. Es indicator ki help sy investor serf asy b karty hain k wo buy signal ko entery point k tor par use karty hain or sell signal ko exit signal k tor par use karty hain.
    Keys Takeaway:
    The marker indicator Ek aisa tool hai jo ki technical traders forex market Mein entry Aur exit point ko find out karne ke liye istemal karte Hain. Yeh ek aisa oscillator hai jo ke short term time frame Mein high aur lo price action keep prediction ke liye istemal Kiya jata hai. Demarcr indicator ke liye typical time frame 14 days Ka Hota Hai Lekin isko Kisi bhi time frame Mein long interval ke liye istemal Kiya jata hai. Recently markers strategies ke mutabik suggest Kiya jata hai ki yah strategies Is Tarah kaam nahi karti jitna yah advertise Karti Hain kam se kam commodities market mein.
    Trading Strategy:
    Dear DeM indicator average price level ke muqabla mein current price level ko istemal karta hai isko Ham bimar kar oscillator ka naam bhi dete Hain jiska matlab yah hota hai ki momentum indicator overbought aur iske sath sath oversold levels ko bhi identify karta hai. Ye market mein zero k above aur low par fluctuate karta ha, jb prices apnay average level sa zada hoti hai to Demarker indicator high ho ga aur jb prices apnay average level sa kam hoti hai to momentum indicator b low hoga, in ki percentage +100 aur -100 k darmian hoti ha aur is ka inhisar number of periods used par hota hai.
     
    • #3 Collapse

      DEMARKER INDICATOR FOREX KA MATLAB. DEMARKER Indicator Forex mein ek technical analysis tool hai jo traders aur investors ko market ki momentum aur reversal points ko samajhne mein madad karta hai. Yeh indicator ek specific price point ke upar aur niche crossover points ke jariye market trends aur price exhaustion levels ko identify karta hai.DeMarker Indicator ko istemal karke, traders ko market ke overbought (jab price bahut upar ja raha hai) aur oversold (jab price bahut niche ja raha hai) levels ko pehchanne mein madad milti hai. Yeh indicator traders ko ye batata hai ki market momentum kis had tak extend ho sakti hai aur kis had tak reversals hone ke chances hai. DEMARKER INDICATOR CALCULATION: DeMarker Indicator ki calculation trading period ke high aur low prices par based hoti hai. Calculation ke liye, DeMarker Indicator following steps par depend karta hai: 1. Close Price ki calculation: - Current period ka close price (CP) aur previous period ka close price (CP1) calculate kiya jata hai. 2. High Price ki calculation: - Current period ka high price (HP) aur previous period ka high price (HP1) calculate kiya jata hai. 3. Low Price ki calculation: - Current period ka low price (LP) aur previous period ka low price (LP1) calculate kiya jata hai. Agar CP > CP1 hai, to DeMax = CP - CP1, aur DeMin = 0. - Agar CP
      • #4 Collapse

        Demarker Indicator Forex Trading Mein: Demarker Indicator forex trading mein ek popular technical indicator hai jo traders ko price reversals aur overbought/oversold conditions ke baare mein jaankari pradaan karta hai. Is article mein hum Demarker Indicator ke bare mein Roman Urdu mein baat karenge aur iska upyog kaise kiya jata hai forex trading mein uske baare mein jankari pradaan karenge. 1. Introduction: Demarker Indicator, DeMarker Index ke naam se bhi jaana jaata hai. Ye indicator, Tom DeMark ke dwara develop kiya gaya hai. Is indicator ka upyog mainly price reversals aur market trend exhaustion ke detect karne ke liye kiya jata hai. Ye indicator 0 se 1 tak ke range mein hota hai. 2. Calculation Method: Demarker Indicator ka calculation method price ke highs aur lows par adharit hota hai. Iske liye niche diye gaye steps follow kiye jaate hain: a. Step 1: Price ke har period (usually 14) ke liye, Demarker Value calculate kiya jata hai. Ye value high aur low prices ke comparison par nirbhar karta hai. b. Step 2: Agar current period ka high price previous period ke high price se bada hai, to Demarker Value 1 hota hai. Agar current period ka low price previous period ke low price se bada hai, to Demarker Value 0 hota hai. c. Step 3: Demarker Value ke 14-period SMA (Simple Moving Average) calculate kiya jata hai. 3. Significance: Demarker Indicator ke upyog se traders ko price reversals aur overbought/oversold conditions ka pata lagane mein madad milti hai. Jab Demarker Indicator 0.7 se upar jata hai, to ye ek overbought condition indicate karta hai, aur jab ye 0.3 se neeche jata hai, to ye ek oversold condition indicate karta hai. Ye levels price reversals ke possibility ko darshate hain. 4. Useage: Demarker Indicator ka upyog karne ke liye, traders ko Demarker Indicator ki values aur overbought/oversold levels ko observe karna hota hai. Agar Demarker Indicator 0.7 se upar jata hai, to traders sell position lete hain, aur jab ye 0.3 se neeche jata hai, to traders buy position lete hain. Iske saath hi, traders ko bhi dusre technical indicators aur price patterns ka upyog karke trading decisions lena chahiye. 5. Limitation: Demarker Indicator ek powerful tool hai, lekin iska upyog karne se pehle market ke overall context aur aur dusre technical indicators ka bhi dhyaan dena chahiye. Is indicator ko isolate karke istemaal karna trading signals ki accuracy ko kam kar sakta hai. Ummid hai ki yeh article aapko Demarker Indicator ke baare mein sahi jaankari pradaan kiya hai aur aap iska forex trading mein sahi tarike se upyog kar payenge.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Aslamoalekum members kesay hain ap sab. Mujhay umed hay sah thek thak hon gay. Aj ka hamara disscussion ka jo topic hay wh deMarker indicator kay bary hain. Isy dekhty hain kay yeh kia hay r hamen kia information deta hay. DeMarker indicator Forex trading mein DeMarker Indicator ek technici tajziyati tool hai jo traders ko market ki momentum aur reversal points ke shankaht karne mein madad karta hai. DeMarker Indicator William DeMarker ne mutaruf kiya tha.DeMarker Indicator trading ke had ke andar price ki highs aur lows ka mawazna karke market ki waja sy bhe overbought bahut zyada kharida hua aur oversold bahut zyada becha hua conditions ko daryaft kaarta hai. Ye indicator 0 se 1 ke beech ke had mein hota hai.DeMarker Indicator ka calculation kafi sada sa hai. Iske liye aapko high aur low prices ki zaroorat hoti hai. Aap high price ko mojoda high price ke sath mawazna b karke DeMax values calculate kar sakte hain. Usi tarah, aap low price ko current low price ke sath mawazna karke deMin values calculate kar sakte hain. Explaination DeMax aur DeMin values ka average calculate karne se DeMarker value hasil hota hai. Agar DeMarker value 0.7 ya usse zyada hai, to market overbought condition mein hai aur aapko sell ki position ko gor karni chahiye. Agar DeMarker value 0.3 ya usse kam hai, to market oversold condition mein hai aur aapko buy ki position ko gor karni chahiye.DeMarker Indicator price reversals aur trend ke tawaquat points ke shankaht karne mein madad karta hai. Isse traders market ka simat main b samajh sakte hain aur tejarti feslay ko support karne ke liye istemal kar sakte hain. Jesay aik chez kay 2 pehlo hoty hain faiday or nuqsan wesy he isky bohat sary faiday bhe hain or nuqsanat bhe hain. Basis Jesay kay oper btaya gay hay yeah indicator bohat se am bato ke neshandahi karnay kay saty sath or bhe bohat hato ka btata hay. Is liye traders ko market main b kadam rakhnay say pehlay achay say market key trend ko samjhna chahiye . Agar woh esa nahi karta to uski zara se galati bhe nuqsan balkay bary nuqsan ka he sabab ban sakti hay js par pachtany kay elawa or koi hal nahi hay is liye waqat na guzary or apni trade ke sargarmio ko samjhen taky apko faida ho saky apny wsy waqat kay zeya ko bhe ap bcha kr apna waqat mehfooz kr saken. Is liye demarker indicator jo kay aik mazbot ishara hay isay samjhen ya ksi tajarba kar say isky bary main rehnumai haasil kren.

          اب آن لائن

          Working...
          X