Significance of ""Bullish Harami Cross Candle Example"" in forex trading....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Significance of ""Bullish Harami Cross Candle Example"" in forex trading....
    Significance of ""Bullish Harami Cross Candle Example"" in forex trading....
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Show Assalamu Alaikum! Dear seniers and juniers, umeed ha k ap sab kheriat sa hon ga aur forex market sa standard routine per ak acha gain hasil ker raha hon ga. Dear forex Trading ak dangerous business ha is man vendors ko bhot adversities hota han is liye is ko acha sa seekh ker karen. Meaning of Light Models in forex trading: Forex Trading k doran trader cash matches aur items ki cost advancements ko smajhna k liye cost frame ko read kerta ha. Q k expense chart plans man changes, energy aur cost k example man change ko accuracy k sath perceive kerta ha. Flame Models cash matches aur products k expense chart man cost ki advancement ko track kerna k liye use hona wala most huge particular instrument ha. Vendors forex trading man kisi b cash pair ya item ko buy/sell kerna k liye candle plans per depend kerta han. Is liye aj man apka sath ak critical light plan per apna data apka sath share kerta hon. Rules Bullish Harami Cross model aik design reversal plan hai, is waja se qeematon ka pehle se minimal expense locale ya negative example me hona chaheye. Plan ki pehli light aik bari certifiable body wali dim fire honi chaheye. Plan ki dosri fire aik doji light honi chaheye (candle k open aur close position lazmi same hone chaheye) Plan ki second doji fire k high aur discouraged spot (mukamal shadow) dull light k veritable body se baher nahi hona chaheye. Plan pe Trading Bullish Harami Cross model banne se aksar costs bullish example reversal head badal jati hai, lekin ye plan zida strong uss waqat hota hai, jab bhi costs low area ya negative example essential major hon. Plan bullish example k leye buy k sign genrate karta hai, q k ye configuration minimal expense locale me banne ki waja se qeematon ko negative example se bullish example me reversal kar deta hai. Plan ki assertion k leye third white ya bullish light ka intezar karna chaheye, jis k baad market me buy ki area ki ja sakti hai. Stop disaster negative dull candle k lower side pe set hoga, jo k ziada mishaps se mehfoz banata hai. Bullish Harami cross candle: Dear forex people Meri aj ki post bullish Harami cross light standard Hy yh aik aisi candle Hy Jo k pessimistic example k down me banti Hy Jahan standard pessimistic candle khatam ho gi wahan standard bullish cross candle bany gi or yh fire market me Kisi bhi cash ya item k pessimistic example ko bullish example me change kr deta Hy.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Bullish Harami Cross Pattern
      Bullish harami cross candlestick pattern assets ki iss baat ki taraf ishara karti hai, k ab market main sellers ka control buyers k hathon muntaqil hone wala hai. Pattern main shamil candlestick aghaz main aik bari bearish candle hoti hai, jo k downtrend ki mazboti ki alamat hoti hai. Lekin dosri candle aik doji candle hoti hai, jo pehli candle k darmeyan main banne par ye prices ko mazeed downward jane main rukawat dalti hai. Pattern low price area main uss waqat banta hai, jahan par assets ki demand ziada ho chuki hoti hai aur supply kam increase howi hoti hai. Demand ki increasing ki waja se assets ki value main izzafa hota hai, jiss se prices bhi bharna shoro karti hai.
      Candles Formation
      Bullish harami cross candlestick pattern prices k bottom par banne ki waja se aik strong bullish trend ki indication deta hai, jo k do candle ka aik simple sa pattern hai. Pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai; 1. First Candle: Bullish harami cross candlestick pattern ki pehli candle aik strong real body wali bearish candle hoti hai, jiss ka color bhi bearish pattern k mutabiq black ya red hota hai. Ye candle prices k bottom ya low price main bearish trend ka mazeed izzafe ki koshash hoti hai. 2. Second Candle: Bullish harami cross candlestick pattern main shamil dosri candle bagher real body wali aik doji candle hoti hai, jiss ka open aur close same point par hota hai. Ye candle bagher color ki hoti hai. Jo k umoman aik doji star candle hoti hai. Pattern ki dosri doji candle pehli candle ki real body ki inside banti hai.
      Explanation
      Kisi bhi assets ki value bohut ziada low hone par aksar usko trend reversal ka samna karna parta hai, issi tarah same bullish harami cross candlestick pattern main bhi hota hai, jiss main prices low area ya bearish trend k baad bullish trend reversal main tabdeel hoti hai. Bullish harami cross candlestick pattern two days candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik strong bearish candle hoti hai, jiss k real body lazmi hoti hai aur iss candle ka open close se ooper hota hai. Pattern ki dosri candle aik doji candle hoti hai, jo k pehli candle k real body main banti hai, yanni iss candle ka open, close, high aur low sabhi points pehli candle k open close k darmeyan main hote hen.
      Trading
      Bullish harami cross candlestick pattern trading k leye aik moasar candlestick pattern hai, jiss par market main buy ki entry ki ja sakti hai. Trade k enter karne se pehle market ka low price area ya bearish trend main hona zarori hai, jab k doji candle k baad aik trend confirmation candle ka hona zarori hai. Confirmation candle ka bullish hona lazmi hai, jo dosri candle k top par close honi chaheye. Pattern ki confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value oversold zone main hona chaheye. Stop Loss pattern k sab se bottom position ya pehli bearish candle k low price se two pips below set karen.

      اب آن لائن

      Working...
      X