Introduction of harmonic price pattern.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Introduction of harmonic price pattern.
    Introduction of harmonic price pattern.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ds,harmonic price chart pattern beginner traders ke liye bahut benefits provide kar sakti hai.Hamein ismein chart pattern aur candlestick pattern ko follow karna hota hai aur Hamen choty time frame ke andar analysis karna hota hai is market ke andar Hamen trend ke against kabhi bhi trade Nahin Lagana chahie aur is market ke andar Hamen pattern ko follow karte hue trade Lagana chahie Hamen kabhi bhi is market mein agar acchi entry na mil rahi ho To Hamen jaldbaji Nahin Karni chahie Hamen Jab acchi entry Mile Ham ose Waqt hi trade leni chahie .Harmonic pattern combine karta hai pattern ko or math ko trading method ma or ye khud ko repeat karny ki base par chalta hai. Jo es method ka root hota hai wo primary ratio hoti hai. Yeh primary ratio har kisam k structure mein available hoti hai. DESCRIPTION HARMONIC PRICE PATTERN. My friends,Harmonic pattern ke andar two bottoms form hote Hain, ya pher Two top form hote Hain.harmonic price chart pattern bullish bhi ho sakta hai aur Barish bhi ho sakta hai agar yeh Bearish hai to Iske top ke upar two support banti hai aur pher vahan se market uper move ka jati Hai . Aur Agar yeh bar bullish price chart pattern hai to ismein two resistance ooper Banti hain aur fir market os se nichy ki taraf move Karte Hain .Harmonic trading fabonacci numbers par depend karti hai. Jin ko technical indicator k lae further use kiya jata hai.Jb harmonic reversal points ko isolate karny k lae use hoty hain to trader ko waha ye problem hoti hai k trader reversal area ko hasil kar leta hai or pattern fail ho jata hai. Jb asa hota hai to trader khud ko asi position ma pata hai jb trend usky against he chalta jata hai or end ma uska account he wash ho jata hai. KEY POINTS IN TRADING. Forex business mein jab hum harmonic price chart pattern ko understand kery ki koshish karte hain aur is ky method py kam krty hain to aapko sabse pahla step yeh Lena Hota Hai vah price ke bare mein Lena hota hai ki Hamein candlestick ki help sy market price ko observe kerty Hue potential difference dekhna padta hai, price level ke difference ko bhi judge kar lete hain to Uske bad baki step ko follow karna Hamare liye bahut easy ho jata hai.second step main Hamein market ki price ko judge karte hue potential measures karna hota hai Jitna acche se Ham potential measuring karte hain price ki utna hi Hamein acche tarike se market ki movement ka Andaza ho jata hai.jis ky bad hum easily market ki trade mein entry ly sakty hein aur achi positive trading sy benefit ly sakte hein.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X