jab app ko loss hota ha....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    loss aur profit to dono is forex trading business k hisy hy mind my to dono chizy rakh kar agar aap kam kary to phir loss par aap ko ghasa kam aiga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      Dear hume forex may jab loss hota hy hume gussa to ata hy lakin hume apne gusse ko control karna chahiye kiyu kay hume apne loss say knowledge hasil karna chahiye kay hume loss kiyu hova hy ap us ko follow kare ta kay ap ko dobara loss na ho.
      • #273 Collapse

        ab market sy bahir hoon. kiun k jab tak market main trade phansi rehti hai tb tak tension he rehti ahi. profit ho rha ho to katny ko dil ni krta . los ho raha ho to phr b kaatny ka mann ni karta umeed ki wjha sy. jb nikal aaye pata chal jata hai k itna los ya profit ho gya ahi to sakoon ho jata hai. jab loss hota hasy os ko accept karna mushkil hota hay banisbat profit kay lekin is loss say ik ye chex seeknay ko milti hay kay we find a way which leads to failure so we better avoid this next time
        • #274 Collapse

          dear muje jab loss hota hai to main us waqat bohat disheart ho jata hu kue k muje losss hasal karny ki adat nai hai or main mazeed kosis yahi karta hu k loss na hi hoo lakin hota wohi hai jo manzoorye khuda hota hai.
          • #275 Collapse

            dear zahri si baat hai jab hamara loss hota hai to hamein bohat dukh hota hai but i think k insan apni agaltion se hi seekhta hai..hamein gussay ki bajaye apni galtiyon ko dekhna chahye aur dobara unhe repeat nahi karna chahiye..:)
            • #276 Collapse

              jab mera forex mai loss hota hai to mera mood buht off ho jaya hai... but mai loss ko nhi dekhta mai yea dekhta ho k meri kahn galti thi jis ki wajha se mujhy loss howa take future mai yea galti dubara na ho :)
              • #277 Collapse

                bahi main abi new hon main nay abi business start nahi kia main mugha lagta hai agar loss ho aap ko tu aap us pa gussa karna k bajay us sa sikhon us sa samjo next time us galti sa bacho agar aap asa karon gay tu aap k experionce and knowledge main bhi izafa hoga aur aap next time us loss sa bach jao gay aur aap k confidance main bhi iafa hoga
                • #278 Collapse

                  hmmm Aap nay Acha Sawaal kiya hai...main Samajhtaa hon K aap ko loss ho Tou Ap ko ghussa karnay ki bajaye himaat or bardasht say Kaam lenaa Chahiyee orr wo waja talash karni Chahiye jis Waja Say loss hua hai kabhi kabhi Aap bilkul thek hotay hain tab bhi loss ho jata hai... Aisay main aap ko Ghussa Tou bilkul bhi nahin Karnaa Chahiyee thori Dair baad new trade lagayen May be purana loss Recover ho jaye
                  Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                  • #279 Collapse

                    that is the movement that i cannot explain if you will do the loss in the forex then do not worry the loss is the part of the forex business and you cannot get the success if you do not done the loss ,the loss is the basic part of the forex
                     
                    • #280 Collapse

                      gee mery bahi jaan jab bee forex mein ya ksi bee business mein loss hota hai to sab sy barhi felling ye hote hein kay mein sad feel karta hun lekan himat nae harta is leay humy forex mein loss par himat nae harni chahy blaky koshesh karni chaheay
                      • #281 Collapse

                        janab ye aik online bussnise hai is mein loss or profit dono shamil hain is liye mujhe jab loss hota hai to mein us loss se kuch seekhta hoon or sochta hoon ke mujhe se kahan pe esi ghalti hoi hai ke mujhe loss howa hai or us ghalti ko sudharta hoon.
                        • #282 Collapse

                          bhot gusa ata ha apne mistake mai baz dafa rona bhe a jata hai ka asa keyo howa keyo ka business mai loss ker na thek nahi hota jab app thek thak experince hasel ker chuka ho tu es leay kafe jada upset feel lagta hai.
                          Last edited by ; 27-01-2014, 07:57 PM.
                          • #283 Collapse

                            jab be loss hota hai na sirf forex mein aam zindagi mein be tu bohat gusa ata hai lekn ab apney emotion ko control karney ki adat ho gi hai aur apni galtiun ko thek karna chata hun
                            • #284 Collapse

                              yar ma ap ko ye batna chata ho k mainy tu abi tak forex trading business ma real trading nai or na he kabhi mjy forex trading business ma loss howa hai lakin ma ye bata he sakta ho loss bd gusa he ata hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                followings are the causes of losses in the forex business.
                                1. greed,
                                2. emotion,
                                3. lack of knowledge,
                                4. lack of experience.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X