loss in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Profit and loss are part of this business, is market mein aap sirf profit nahi kama sakta, is mein baz dafa naksaan bi athana parta hai us ko bi madenazar rakhna chahia, profit earn karna ka lia aap ko eik proper strategy ki zarorat hoti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      loss trading mein hota hai aur forex aik risky business hai aur is business mein aap ko risk ly kar profit make karna hota hia aur, aap aik successful trader ban saktay hain robots use na kiya kary aur greedy,na kiya kary yeh aap ky liye acha hai aur ,knowwedge ko increase kary.
      • #123 Collapse

        salam member bahut acha sawaal poocha hai dekhaiin karwanay ka scene sirf ussi waqt bunta hai jub aap ke forex mein real invest ment ho yaani jo bonus aap ko forum se milta hai aap usko withdraw nahi karwa sakte hain jub ap ka profit ho aik trade mein woh aap ki earning hoti hai aur us waqt he ap withdraw karwa sakte hain
        • #124 Collapse

          loss tu hotaw he , per woe k mistakes ki tarhan he , well, ap jitni galtiyan karte ho utnaw hi sekhte ho, q ke koi bhi shakhs jawb tak girtaw nahin he tu wo uthnaw nahin sekh pataw , isi liye chahiye k ap apni galtiun se apne ap ko nikharo or ek galti bar bar repeat karne k bajae ap us se kuch sekh k age barho , or kamiyab ho ... ;) :)
          • #125 Collapse

            if you learn from you loss then you will earn more income my friend that is the truth my friend if you will be practice you will think that this time i will not be greed then you will earn my friend that is the truth
            • #126 Collapse

              Dear hmen trading business me loss tb hi hota ha jb hm is business me greed se kam karty hain isi liye hmenchahye k hm kabhi bhi is business me greed se kam nah karen agr hmen is business me achi tarah se success hona ha tu...
              • #127 Collapse

                salam, no dear jo aap ka bonus wash ho gia hai wo count nahi ho ga , jo next month aap new bonus hasil krain gay wo he count ho ga, aap os se jitna uper jaen gay wo cash out krwa saktey hain
                • #128 Collapse

                  yes dear forex me loss bhi hota ha aur bhot hard work krne pe profit bhi milta ha forex me loss sirf lalach ki waja se hota ha aur loss bhi business ka aik part ha forex me ham tb hi sucess ho skte hain
                  • #129 Collapse

                    agar achi planing nahi he or ham ne apna targt bara rakh lia he toh phir hamko loss hone ka hi risk rahta he is lie forex me kamyaab hone ke lie apne knowledge or apni skills ko hi follow karen is se hi ham apne knowledge ko promote karte hen is se hamko loss kam hota he or skills barti hen
                    • #130 Collapse

                      forex ak business ha or business main profit or loss lazmii hota ha.forex me lekin profit k chance ziada hota hai losses k chance kam hota hai
                      • #131 Collapse

                        jee bhai aesa bhi hota hai lekin mere khayal main agar apko zayada loss ho rha hai toh phir apko chahye kay aik break le kay phir thoray arsay baed trading kaain takay apko problem na ho.
                        • #132 Collapse

                          loss tu trading mein hota hia aur aap forex mein success ho saktay hay just aap ko chayie hoga kay forex ko demo account par practice karay takay aapf forex ko understand kar sakay yeh aik bahot acha business hay aap is say achi earning kar saktay hay aur unlimited kar saktay hay .
                          • #133 Collapse

                            trading mein loss is waja se ho jata hai ku kay baz logo ko trading ka tajarba nahi hota to kuch baz log jazbat ya tension waly mind kay sath trading karty hai jis ki waja se unhy nuksan ka samna karna par jata hai.
                            • #134 Collapse

                              Assalam - u - alaikum bhai jaan jee aap ne bilkul sahi kaha hai ager hum trading me loss me jaate hai to wo bs hamari hi galti hai or hame dobaara bhi trading kee koshish kerni chahye thanks for question
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                yes dear loss onhe ziyada hota hai forex me jin k pas boht knowledge kam hoti hai esi liyeh agr ham pahle learn kare forex ko phr trading start kare to kam time me b apni trading mukammal kar sakte hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X