indicators ka istmal
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators ka istmal
    hamy knolwedge ko best bana kar mahnet sy kam karna chaehy hamy indicators ko use kar ky market mai amount ivnest karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama saky gy forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain hum is mai mahnet kary gy to he hum paisa kama saky gy forex mai hum 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: indicators ka istmal

    Indicators k ilava or bhi kfi options hain jo utilize kr k or phir ap behtreen treeqay say work kr skty hain wo is trha k ap senior members ki help bhi lay skty hain or phir dosto sy discussion bhi kr skty hain
    • #3 Collapse

      Re: indicators ka istmal

      Dear friend indicators ka use karna chahiye lekin Mukammal Taur par indicators par believe nahi karna chahi indicators kuch percent Bata deta hai ki market is Taraf Ja sakti hai Baki Apne experience for knowledge SEBI market ko analysis kar lena chahiye FIR trade open Karni chahi...
      • #4 Collapse

        Re: indicators ka istmal

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Role پيغام ديکھيے
        hamy knolwedge ko best bana kar mahnet sy kam karna chaehy hamy indicators ko use kar ky market mai amount ivnest karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama saky gy forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain hum is mai mahnet kary gy to he hum paisa kama saky gy forex mai hum 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam sakty hain
        Trading main indicators bahut jyada useful hote hain lekin ek baat Apne mind Mein Rakhe ke indicators par kabhi bhi fully depend na Karen aapko indicated Se Koi use Karke bhi loss ho sakta hai Inko sirf Apne planning Mein istemal Karen
        • #5 Collapse

          Re: indicators ka istmal

          Aslam O Alaikum Dear Friends indicators ko kabhi bhi use nahi karna chahye indicators ka use 100% loss hoga apko hum sab ASHRAF ULL MAKHLOO KAAT hen ALLAH PAK NE hume zehen dia hai apni mehnat karke apne damagh se soch kar trade karen trade humaei lagane wale hum profit loss humara to hum kisi or indicators ke chakar me apna nuksaan ku karen friends meri advise hai indicators se door raho apne ap par yakeen rakho INSHA ALLAH success hai
          • #6 Collapse

            Re: indicators ka istmal

            forex aik online business hain hamy market ko achy sy samaj kar achy indicators ko use kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain is main hamara koi be boss nahi hain
            • #7 Collapse

              Re: indicators ka istmal

              indicators hamy market main enter hony main madad daty hain hamy hamy indicator ko hamy use kar ky kam karna chehay hum forex main 24 ganty main kese be wakt kam kar sakty hain hum is main gar bat kar kam kar sakty hain is main kam karny ky liey hamy office jany ke zarorat nahe hote yai aik international or kabe be band na hony wala business hain
              • #8 Collapse

                Re: indicators ka istmal

                forex aik aam business ki nisbat bohat hi acha business hain hamy is main indicator ko use kar ky is main kam karna ho ga ham is main apni marzi sy time table bana kar 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain yai pori dunya ky bary bary mumalik main tezi sy phel raha hain or pakistan main main aik legal business ban cuka hain
                • #9 Collapse

                  Re: indicators ka istmal

                  forex ke akrobar mein indicators ka istemal kerna bohat zarori ge is se hum loss ko khatam ker ke profit ko hasil kerty hein forex aik part time job he jis ko hum full time bi kerty hein forex puri dunyan mein famous hoa he jis ke waja se hum is mein unlimited earning kerty hein forex aik online karobar he jis mein hum achi plannning ke kam kea jata he or acha profit gain hot ahe
                  • #10 Collapse

                    Re: indicators ka istmal

                    forex main indicator ka use hmaiin bohut ziada help daita ha aur forex market ki next direction kapata btata hai k ab market yahn say buy ya sell ho sakti hai mager uss indicators ko samjhny aur un ko successfull bnany main app ki practice karna aur unn k pechy knowledge ko samjhna bohut he zrori hai phir he ap ko wo indicator help day sakty hain otherwise ap ju bhi trade karain gay wo loss main jay gee ess lea pehly achi tara say samjhain phir real trade karain.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: indicators ka istmal

                      hamy indicators ko use kar ky kam karna muskil hota hain hamy expert ban ky kam karna ho ga pher he hum pasaia kama saky gy or hum apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik acha busness hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X