ap k khyal ma trading krna muskil ha ya trading ko sekhna muskil ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    jnab mera khyal se trading aik boht hi mushkil aur asan kam hai mushkail is trha hai ka is main ap koi achi trha learn kar na hota hai is ka sath sath ap ko boht hard work krna hota hai aur asan kam is trha hai ka is main ap ko thori se investment krna hoti hai jis se ap apna freedom business start kar skty hai is trha ap acha profit gain kar skty hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      trtading to robot aor anarhi banda b kar sakta hy magar trial and error py, educated guess sirf aik experinced banda hi laga sakta hy, is lay learning muskil hy trading assn hi.
      • #573 Collapse

        maray khayal sa bhai agar hum trading ko sekhtay waqat puri twaja k sath sekhen ge to humay isay sekhnay ma koi mushkil ni ho ge or hum agar trading karna sekh ge to humay trading karnay ma koi mushkil ni ho ge keun k ye aasan kam hai
        • #574 Collapse

          trading karna mushkil hai kion ke har kam start mai mushkil hi hota hai lekin jab koi sekh jata hai to eassy kar sakta hai so trading sekhna asan hai aur direct trading karna mushkil
           
          • #575 Collapse

            kisi bhe field main enter honay sey pehlay wo kaam mushkil he lagta hey, koi bhe kaam insaan interest aur hard work ka saath seekhta hey to wo easy lagney lagta hey aur phir wo enjoy karney lagta hey. Beshak trading koi easy kaam nahi lekin agr puri lagan aur mehnat ka saath work karain to zaroor successful hon gey...
            • #576 Collapse

              muje tu forex trading bohat zayda easy lagti hai daikny main but is ke learning kerna kafi zayda complicated hai is waja sy bohat sy tarder learning per concentrate nahe kerte aur loss hota hai per un ko
              • #577 Collapse

                mara khayal sa hm kam ko khud muskil banta ha kch muskil ni ha aghar hm karna chaya ha to r hm ko samj ka trading karne chaya ha r tarding karna sekhna bhi muskil ni ha aghar hm dill sa kara to pala samjo r phir karo trading
                • #578 Collapse

                  Dear friend trading ko naa hi seekhna mushkil hai aur naa hi trading kerna mushkil hai ager aap forex trading mein ziyada time detay hein tou aap bohat jald seekh jaayenge kiyunke yeh aik bohat easy business hai.
                   
                  • #579 Collapse

                    Meray khayal mian forex trading ko seekna mushkil hai na keh trading karna q keh learning main humain market ki tecnique ko samajna chahia aur pir real account main hum easily trade kar saktay hain
                    • #580 Collapse

                      I think learning is simple then doing the trading but we can do the best trading if we have a great knowledge and experience about the live trading account, so demo is really useful to being us more perfect about the live trading account.
                       
                      • #581 Collapse

                        dear koi kam bi difficult ni hota hum isy khud bna daty hn isi tarha forex trading is not difficult .ya business boht hi easy or part time hn is m kam sy kam loss or zida sy zida profit gain kr skty hn or ya sirf or sirf ap ky experience pr depend krta hn
                         
                        • #582 Collapse

                          ni bro trading krna mushikil kam ni hn ya sirf or sirf ap pr depend krta hn kh ap is ko muskil bnty ho ya pir easy .is bat is hn kh ap ko hard working krni prti hn jo kisi bi business ky liye zarrori hn but is m ap apny ko market ky liyhaz sy bi update krty rhty ho
                           
                          • #583 Collapse

                            forex tarding mein trading ko krna asan hai ager ap ny es ko sekha howa hai ager ap ny es ko sekha howa nhi tu losse bhe uthao gy aur es ko rna bhe mushkal hai tu sab sy paily es ko learn kro es k bad es ka practical kro phair mery khial sy trade krna asan hai ager ap aisy he tarde krty ho tu ap ka losse he ho ga es liye losse sy bachny k liye hum ko sekhna he pary ga
                            • #584 Collapse

                              jo kam ham kerna chahty hain ager us ka knowledge hi na ho to ham us men kamyab nahi ho ekty hain is ley trading seekhna zyada mushkil hai kion k hamain koi bhi taecher nahi milta hai jis se ham guidence le seken.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                agr aap full interested ho kr forex ki foield main aty hain tu na he trading krna mushkil hai or na he iss ko learn krna mushkil hai forex ki learning main jitna time aap do gy itna he trading aap k liye asan hoti jaye gi
                                 
                                :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X