han bahi greed aik buhat hi khatarnak enimy hai trader k lya acha khasa trader consistancy sa profit kar rahay hotay hain k achanak greed ki waja sa loss kar jatay hain aur phir un ko loss hota hai greed sa bachna k lya target set karna chahia jo k poora ho jay tu trde off kar dani chahia.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим