H4 time frame ki trade ki details
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    H4 time frame ki trade ki details
    Dear agar ap ne ais market mai trade karni hai to ais mai sab se acha time frame h4 hai jis par ap agar koi trade lagaty hai to ap ki trade ka take profit ho 200 pips se 300 pips tak hota hai aor ais mai ap ki trade ka stop loss 100 pips tak hota hai ais se zayda stop loss ni hota, aisy hi agar ap ne ais mai koi trade lagai hai to ap ki trade 3,4 din mai take profit hit kar jati hai ais liay agar ap ne ais mai koi trade lagani hai to h4 par stop loss aor take profit laga k chaor dey jab tak market target tak ni jati.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: H4 time frame ki trade ki details

    Je haan agar hum H4 ya D1 time frame pe perfect trade lagayen tou hum asani sey 200 pips 300 pips bhi ley saktay hain sab depend karta hay hamari achi try pe achay analysis pe so barray time frame pe trade long time milti hay aur strong trade milti hay trade kay profit mei janay kay chances zyada hotay hain.
    • #3 Collapse

      Re: H4 time frame ki trade ki details

      H4 time frame use krty huy apko starting ma strategies ky sath trade leni chye qchi trade ky leay apko candlestick ki type ka maloom hona chye pin bar agr bullish bn jay to apko forex trading market ma is candlestick ko avail kr lena chye keun ky yeh perfect candle hoti hai kabi kabar dokha bhi dati hai lkn aksar acha response hota hai lkn management ki strategy to zarori hai wo to ma ny apko pehly he bta dia hai ky knowledge aor experience ky sath kam kren stoploss lazmi use kren
      • #4 Collapse

        Re: H4 time frame ki trade ki details

        H4 time frame best time frame is came public bahut hi acchi trading Hoti Hai Kyunki Iske mutabik Jo analyses Kiye Jate Hain Unka result bahut hi accha nikalta hai isliye koshish Karon ke apne Anas H4 time same ke mutabik hi Karenge 1 bus time frame hai bahut jyada trading time frame ke according ki jati hai aur ISI ke mutabik maximin analyses Kiye Jate Hain Jo koshish Karenge aap bhi H4 timeframe ko Pasand Karen
        • #5 Collapse

          Re: H4 time frame ki trade ki details

          forex ke karobar mein jab hum h4 time frame ki trade ki detail ko trading market ke best time mein lagaty hein pher market mein achy profit any ke wait mein chor dety hein forex aik aam karobar ke nesbat acha karoabr he jis mein hum achi learning ke earning kerty hein is mein hum east or west dono bena pe trading kerty hein forex aik bohat bara earning ka source be he
          • #6 Collapse

            Re: H4 time frame ki trade ki details

            hamy h4 time frame ko istmal karny sy pahly acha expeirence ko best bana kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama saky gy forex aik unique busienss hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex mai hum part time ya full time kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: H4 time frame ki trade ki details

              forex aik big business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik bohat bara busienss hain hamy is mai expert ban ky h4 ko use kar ky market mai amount invest karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy
              • #8 Collapse

                Re: H4 time frame ki trade ki details

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
                Dear agar ap ne ais market mai trade karni hai to ais mai sab se acha time frame h4 hai jis par ap agar koi trade lagaty hai to ap ki trade ka take profit ho 200 pips se 300 pips tak hota hai aor ais mai ap ki trade ka stop loss 100 pips tak hota hai ais se zayda stop loss ni hota, aisy hi agar ap ne ais mai koi trade lagai hai to ap ki trade 3,4 din mai take profit hit kar jati hai ais liay agar ap ne ais mai koi trade lagani hai to h4 par stop loss aor take profit laga k chaor dey jab tak market target tak ni jati.
                Char ghante wale timeframe padh reading karna sabse Jyada best hota hai ya time friend trading mein bahut useful hai bahut saare trading karne ke liye traders isi time frame ko use karte hain Chaar ghante wala timeframe best rehta hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: H4 time frame ki trade ki details

                  H4 jasa koi or time frame nahi hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum pasia kama saky gy forex mai time frames ke bohat value hain hamy inhy kabe be ignore nahi karna chahey H4 time frame ko ignore karny waly traders kabe be kamyabe nahi hoty forex mai hum raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: H4 time frame ki trade ki details

                    Me nay almost bahut say time frames try keay hain aur mujhay jo acha time frame lag raha ha wo ha wo ha H1 aur H4 ic mn agr analysis krain to acha profit hasil kea ja skta ha. Jb tak hum exact time frame slect kr k sahe trades nai lgatay tb tak acha acha nfa hasil krna aik bahut he mushkil amal ha.lehaza hmain ic. Field mn mehnat krna ho gi aur H4 pay trades lga k TP hit honay ka wait krna ho ga .
                    Kinza789 Trading Journal
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: H4 time frame ki trade ki details

                      forex aik wasee business hain hamy is mai h4 time frame ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy forex aik bohat bara busines hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex ko samjna aik din ka kam nahi hain hamy analysis ko use kar ky is mai kam karna ho ga

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X