Kbhi bhi stoploss ko ziada krny ki ghalti na Krean
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kbhi bhi stoploss ko ziada krny ki ghalti na Krean
    Jb aik dafa trade laga Di jaye us ka stop-loss aur take profit proper point per place kr diya jaye tu us k bad ap agr ap ki trade minus mein jati bhi ha aur ap k stoploss ko hit krny k qareeb hoti bhi ha tu ap kbhi bhi ye ghalti na krean k us stop-loss ka size na berha en q k market jb aik flow se move kr rahi hoti ha tu wo ap ne Jo stoploss berha ya hoga us ko bhi hit kr sakti ha jis se ap ko ziada nuqsan ho sakta ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kbhi bhi stoploss ko ziada krny ki ghalti na Krean

    Dear jab ap ne ais market mai aik dafa anlaysis kar liay hai aor aus mai ap ne trade bana li hai aor aus par ap ne take profit aor stop loss laga lia hai to ap ko ais mai bar bar apni trade ka stop loss change ni karna chaye ais market mai agar ap ki trade loss mai ja rahe hai to ap ko ais mai bar bar stop loss change ni karna chaye jaha par aik dafa stop loss laga dia hai waha se change ni karna chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Kbhi bhi stoploss ko ziada krny ki ghalti na Krean

      Jab ap stop loss nikaal lo aur usko laga detay ho apni trading mei tou wait karna chahiye analysis kay mutaik jo stop loss lagaya jata hay wohi correct hota hay so hamesha apnay stop oss ko change na karain change karnay mei he risk aye ga hamesha trade mei risk reward deakh he stop loss lagana chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Kbhi bhi stoploss ko ziada krny ki ghalti na Krean

        Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain kbhi bhi stop loss zayada nahi lagana chahiye hamain stop loss zaroor lagana chahiye laikin aik hadd Tak jisay ham agar loss ho tou easily recover Kar sakain issi mein hamari kaamyaabi hai
        • #5 Collapse

          Re: Kbhi bhi stoploss ko ziada krny ki ghalti na Krean

          Forex main agar hmara account balance zyada hai to hmaien stop loss zaroor use karna cahiyay us say hmara account wash hony say bach sakta hai aur hmaien acha profit mil sakta hai is liyay stop loss zaroor use karain and i thing stop loss ham sab ke liy aik zarory chez hai
          • #6 Collapse

            Re: Kbhi bhi stoploss ko ziada krny ki ghalti na Krean

            Jaipur trader 1 trade open karte hain aur uska stoploss Soch Samajh Kar set kar dete Hain market opposite Jane Lagti Hai stop loss hit hone Lagta Hai Tu sochte Hain ki agar stop liss next level par kar diya jaye Tu Shayad market Yahan Se Wapas aa jaye aur bus stop loss aur bara kar dete Hain aur Market Usi Taraf jati hai aur stoploss hit Karke Jada nuksan kar deti hai isliye stop-loss Jab Laga Diya to usko change na Karen.
            • #7 Collapse

              Re: Kbhi bhi stoploss ko ziada krny ki ghalti na Krean

              bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum jab be koye trade open kartaa ha to per hum ko stop loss or take profit ka use karnaa hoga q ka ager hum es ka use kartaa ha to per hum ko ak limit ma loss or profit hotaa ha ..........
              • #8 Collapse

                Re: Kbhi bhi stoploss ko ziada krny ki ghalti na Krean

                Seniors traders ka bhi Yahi kehna hai ki Jab stop lossdiya jaye to usko change mat Karen analysis camera mic drop effect stop loss use karte hain Wohi stop loss use Karen aur Apna stop loss change mat Karen tar ke aap Kisi risk Mein Shamil Na Ho Hamesha proper trading analysis ke Mata b Ki Beta hota hai ki aap up 1 district stop loss Laga
                • #9 Collapse

                  Re: Kbhi bhi stoploss ko ziada krny ki ghalti na Krean

                  Ji haan dear aapne bilkul theek kaha hai Mein To Yar kahunga ke Apna stoplos na bahut kaam Rakhe na bahut hi jyada Agar bahut jyada stop-loss lagayenge to Jyada loss bhi ho sakta hai agar kam stop loss of Lagate Hain To foren market stoploss ko hit kar Jayegi aur aapki trade close ho jayegi iska Bhi Koi fayda Nahi Hai...
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Kbhi bhi stoploss ko ziada krny ki ghalti na Krean

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                    Jb aik dafa trade laga Di jaye us ka stop-loss aur take profit proper point per place kr diya jaye tu us k bad ap agr ap ki trade minus mein jati bhi ha aur ap k stoploss ko hit krny k qareeb hoti bhi ha tu ap kbhi bhi ye ghalti na krean k us stop-loss ka size na berha en q k market jb aik flow se move kr rahi hoti ha tu wo ap ne Jo stoploss berha ya hoga us ko bhi hit kr sakti ha jis se ap ko ziada nuqsan ho sakta ha.
                    G han akshar traders dabao me aa kr stop loss ko barha daity hen k market wapes aa jaey gi to hamra loss cover ho jaey ga. mgr market aik dam mazeed loss me jati hai to hmara stop loss b hit kr hi day gi. is ley ye trkia thek nai hai k stop loss ko barhaty rehen blky ye jyada thek trika hai k aik Bar hi market ko sahi indaz me analysis kr k TP and SL set kr k chor den. bar bar SL ya TP ko modify na kren.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X