Damage aor loss main farq jab hum forex trading ker rehy hon

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Damage aor loss main farq jab hum forex trading ker rehy hon
    Forex market mein trade kerty huey hamein loss hota rehy tou no problem loss recover ho jata ha lekin hamari mistake ki waja sy agar hamara achy balance ky sath account hi ban ho jaey tou yeh damage non recoverable hota hai phir loss hota rehy to problem nehi lekin damage sy bachna chahiey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Damage aor loss main farq jab hum forex trading ker rehy hon

    G dear ap ki bat theka hai humara big account esi waja se tu wash ho jata hai kay hum us mai jub bhi loss hota hai tu wo recover ni kar saktye hain tu humain majboorain usye wash karna parta hai tu es waja se kafi demage hota hai waisye humain kosesh karni chaye kay loss ko recover kiya jaye
    • #3 Collapse

      Re: Damage aor loss main farq jab hum forex trading ker rehy hon

      Bohat he ache baat ki hai ap ne aisa he hai losses aur damage men bohat difference hai losses ko hum apni mehnat aur apni working se easily recover kr sakty hain lekin damage na to recover ho sakta hai aur na he hmare pas kuch baqi rehta hai is liye forex men intehai ehtiyaat se kaam kren ta ky ap apny account ko safe rakh saken aur ap ko kisi bhi qisam ky damage ko face n krna pare.
      • #4 Collapse

        Re: Damage aor loss main farq jab hum forex trading ker rehy hon

        Asslam o alikum Ji haan bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek hi kahan Hai main Sirf itna kehna Chahun Ga ke agar ham Forex main Kamyab Hona Chahty Hain Tou Hamen as main Mehnaat Karna Hota Hai agar ham as main Mehnaat Nhi Karen ge to ham Phr pak Forex main Kabhi Bhi Kamyab Nhi Honge agar Forex main Mehnaat Nhi Karen ge Mehnaat lazmi Karna Chahiye agar Aap as main Kamyab Hona Chahty Hain Tou agar Kamyabi Chahiye to Aapko as main Mehnaat Karna Hoga Phr Ja Kar Aap as main Kamyab Honge agar Mehnaat Nhi Karo ge to Aap as main Kabhi Bhi Kamyab Nhi Honge
        • #5 Collapse

          Re: Damage aor loss main farq jab hum forex trading ker rehy hon

          pak forex trading aik best online successful business ha is jasa koi business nhi ha humary pory pakistan me is bsuiness kay boht hi zayda faidy ha hum is business say boht hi kuch learning karty ha or eraning bhi karty ha me ye khna chahta hu kay agr ap ka damag pak forex trading me kam karty hoy frsh ho ga or ap relx ho kar kam kary gay or apny damag me loss ka dar nhi lao gay to forex trading me acha kam kar sakho gay
          • #6 Collapse

            Re: Damage aor loss main farq jab hum forex trading ker rehy hon

            Damage jab aik dafa ho jata hai tou phir hamain kam sy kam two month required hoty hain ky ham new account bana ker aur forum main posting bhi ker ky bonus hasil kerain tou trade ker ky profit hasil kerna shoru ker lain lekin loss tou usi time bhi recover ho jata hai agar account wash bhi ho jaey tou next month phir bonus ata hai tou trade continue Ho jati hai
            • #7 Collapse

              Re: Damage aor loss main farq jab hum forex trading ker rehy hon

              اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
              Forex market mein trade kerty huey hamein loss hota rehy tou no problem loss recover ho jata ha lekin hamari mistake ki waja sy agar hamara achy balance ky sath account hi ban ho jaey tou yeh damage non recoverable hota hai phir loss hota rehy to problem nehi lekin damage sy bachna chahiey
              Assalamu Alaikum forex market me trade karte hue Agar Hamein loss hota Rahe 2 no problem loss recover ho jata hai lekin Hamari mistake ki wajah se Agar Hum Hamara acche balance ke bawjud account Band Ho Jaaye to ya damage hai Jo nonrecoverable Hota Hai FIR Agar loss Ho Jaye to koi problem Nahin Kyunki loss recover Ho Jata Hai Hamein account band hone se bachna chahi Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: Damage aor loss main farq jab hum forex trading ker rehy hon

                Assalamu Alaikum dear Forex number Apne bilkul theek kaha hai lekin main aapko apna batana Chahta Hoon Ki losses aur damage men bohat difference hai losses ko hum apni mehnat aur apni working se easily recover kr sakty hain lekin damage na to recover ho sakta hai aur na he hmare pas kuch baqi rehta hai is liye forex men intehai ehtiyaat se kaam kren
                Visit My Profile
                • #9 Collapse

                  Re: Damage aor loss main farq jab hum forex trading ker rehy hon

                  hamein loss hota rehy tou no problem loss recover ho jata ha lekin hamari mistake ki waja sy agar hamara achy balance ky sath account hi ban ho jaey tou yeh damage non recoverable hota hai phir loss hota rehy to problem nehi Ga ke agar ham Forex main Kamyab Hona Chahty Hain Tou Hamen as main Mehnaat Karna Hota Hai agar ham as main Mehnaat Nhi Karen ge to ham Phr pak Forex main Kabhi Bhi Kamyab Nhi Honge agar Forex main Mehnaat Nhi Karen ge Mehnaat lazmi Karna Chahiye agar Aap as main Kamyab Hona Chahty Hain Tou agar Kamyabi Chahiye to Aapko as main Mehnaat Karna Hoga Phr Ja Kar Aap as main Kamyab Honge agar
                  Click On Name And Visit My Journal
                  Naseer953 Trading Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: Damage aor loss main farq jab hum forex trading ker rehy hon

                    Hame Ek acche traded ki thread aur post ko Jarur padhna chahiye Kyunki Jo expert trader hota hai vah informative thread lagata hai aur uski thread Mein Koi Na Koi information Hoti Hai Jisko padh ke hum fayda Hasil kar sakte hain is wajah se kaha jata hai ki expert trader ki thread ko Jarur read Karen aur fayda haseel karein
                    • #11 Collapse

                      Re: Damage aor loss main farq jab hum forex trading ker rehy hon

                      G Han dear damage aur loss do alag alag cheezen hain jo humen apni kam aqli ki wajah se trading men face krna parta Hai wo loss hota hai aur jo hmare galat step ki wajah se hmara account ban ho jata hai wo damage hai dekhen dear loss to hum recover kr he sakty hain lekin damage na to recover Kiya ja sakta Hai na he is ka koi aur solution hai is liye intehai ehtiyaat se kaam krna he hmare liye behter ho GA.
                      • #12 Collapse

                        Re: Damage aor loss main farq jab hum forex trading ker rehy hon

                        hum sub ko trading karte time apna mind bilkul fresh rakhna chahiye or loss ki soch se pak rakhna chahiye ta k hum profit earn kar sake ku k trading me positive soch ka bi bohat gehra asar parta hai so agar hum trading k time positive soch rakh kar kam kare gey to hume profit k chances bohat zayada hon gey or agar hum trading k time loss ka hi soch kar kam kare gey to phir hume loss hi ho ga so hume positive thinking k sath kam karna chahiye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Damage aor loss main farq jab hum forex trading ker rehy hon

                          Ji Agar Hum Bhi is business mein nuksan ho jaaye to Hamein nuksan ko recover karna chahie Nick nuksan ko recover karna bahut zaroori hai waise bhi agar aapne trailer gai hai aur aap ko nuksan ho gaya hai uske baad aapko profit Hona shuru ho gaya hai to pahle aap ko Apna loss recover karna hoga uske baad aapka profit Shuru Hoga is wajah se apne nuksan ko recover Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Damage aor loss main farq jab hum forex trading ker rehy hon

                            asalm o alikum my dear friends kesy ho umeed ha ap sab theek hi ho gay me apny dosto ko ye batna chahta hu kay jab pak forex trading me kam kar rahy hoty ha to ap ka damag frash hona chahy or ap ko is business me soch samjh kar kam karna chyahy or hum jab kam kar rahy hoty ha to humry damag me loss ka hargiz nhi hona chahy achi soch rakhni chay hu ko
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Damage aor loss main farq jab hum forex trading ker rehy hon

                              agar ap easy way se trading karna chahte hain to ap ko chahiye k ap jub bi trade open kare to stop loss or take profit ka use zarur kare ta k ap tension free ho kar trading kar sake or ap ko chahiye k ap lot size bi kam se kam rakhe ta k ap big loss se bach sake or ap ko chahiye k ap jub bi take profit lagay to us ko bi hisab ka lagay ta k ap ko jald se jald profit earn ho sake.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X