Forex Trading me Lalach Ka Experience
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading me Lalach Ka Experience
    Dear all members jaisa k hum log apna experience share karte rehte he to me aaj apna lalach ka experience share karta ho jo k mere khud k sath huwa he: Me crude oil per trading karta ho ziada experience nahi he lekin 40$ per 45$ earn ker chuka ho or withdraw bhi ker chuka ho jo k issi month July ka he, Mujhe 40$ ka bonus mila tha us per mene profit lia he. Monday 29th july ko mene Crude oil per trading kerte huwe 9.5$ profit earn kia market ki samajh aa rahi thi profit lia, raat ko mene dekha k buht saare trader ki yahi suggestions thi k market down jaeigi to mene phir sell ka order laga dia achanak se market ne trend change kia or reverse nahi hui phir 30 July bhi guzar gaya market reverse nahi hui aaj 31st July he abhi bhi 20.10$ ka loss ho reha he ab agar me us din mazeed lalach na karta to 30 July ko me mazeed earning ker sakta tha lekin ab risk lia huwa he dekhte he kia hota he ya to account wash hoga ya phir apna capital/Bonus bachane me kamyabi ho sakti he. Is liye me sub ko mashwara deta ho k jab aapko 5$ per day profit ho jai to mazeed lalach nahi kerni chahiye thora profit behter he loss se.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading me Lalach Ka Experience

    Dear friend of name mistake Ki Hai Jab aap ki marksheet profit Mein ja rahi thi to aapko market closed Karde Ne chahi Thi Aur next day market ko analyses Karke achche entry Mazeed Laga Sakte the ISI liye bolte hain ke lalach Buri Bala Hai lalach nahi karni chahiye ab aapne risk liya hua hai to market ko Chalte Rehne De market ke rivers karne ka intezaar kare...
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading me Lalach Ka Experience

      Long time ke liye posting karte rehna chahiye aur Iske ke Samay aane par good level ka jo bonus Milta Hai. Main Market Mein invest kar ke yahan se properly earning karna chahi aur ek dusre ko call karna chahi Jante Hain Hone Wali news bahut jyada effect rakhti Hai market ke upar Ja Mere Kaun ko Vash Me karne deti hai tumhare paas working karne ke liye stability Hona last me hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading me Lalach Ka Experience

        forex me trading k duran jahan hm profit hasil krty hain to waha hmn kbhi kbhi loss bhi uthana prta hy jis ki sb sy bri wja lalch hy agr bnda is aik bar sabaq seekh ly to bhot achi bat hy aur dobara lalch na kry lekin jo lalch krta rehta hy loss hi uthata hy profit ni isi ly forex me lazmi hy lalch sy do rahein
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading me Lalach Ka Experience

          ap ny bohat acha kia hy k new logo k liay apna personal experience share kia hy es sy sb log sabaq seekh skty hain k greed is curse, es sy bach k kam karain ar apki bat bilkul thek hy k agar 5$ b profit hota hy to shukar karain mazeed ki lalich sy bachen
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading me Lalach Ka Experience

            Ap ne boht acha mashwra dea hare sath esa hi hota he k ham kahin bhe rukte hi nhn hen or trade krte hi jate hen.jis ka nuqsan ye hota he k ham sara profit bhe loss kr dete hen or us k sath sath apna real capital ya bonus bhe loss kar dete hen.mere sath bhe aksar yehi hota he.ham es tarah ki thinking se bachna chahiye.
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading me Lalach Ka Experience

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Daheri1984 پيغام ديکھيے
              Dear all members jaisa k hum log apna experience share karte rehte he to me aaj apna lalach ka experience share karta ho jo k mere khud k sath huwa he: Me crude oil per trading karta ho ziada experience nahi he lekin 40$ per 45$ earn ker chuka ho or withdraw bhi ker chuka ho jo k issi month July ka he, Mujhe 40$ ka bonus mila tha us per mene profit lia he. Monday 29th july ko mene Crude oil per trading kerte huwe 9.5$ profit earn kia market ki samajh aa rahi thi profit lia, raat ko mene dekha k buht saare trader ki yahi suggestions thi k market down jaeigi to mene phir sell ka order laga dia achanak se market ne trend change kia or reverse nahi hui phir 30 July bhi guzar gaya market reverse nahi hui aaj 31st July he abhi bhi 20.10$ ka loss ho reha he ab agar me us din mazeed lalach na karta to 30 July ko me mazeed earning ker sakta tha lekin ab risk lia huwa he dekhte he kia hota he ya to account wash hoga ya phir apna capital/Bonus bachane me kamyabi ho sakti he. Is liye me sub ko mashwara deta ho k jab aapko 5$ per day profit ho jai to mazeed lalach nahi kerni chahiye thora profit behter he loss se.
              Assalamu Alaikum ji bhaijaan Forex trading in hi Duniya ke har kisi Business mein Hamein laalach Hamesha anusar hi deta hai aur Mein To Yar kahunga Jis member ko ek baar Lal Akshara karne se experience ho chuka Ho use chahi ki Hua Doobara Forex trading main isko na Karen
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading me Lalach Ka Experience

                Dear forex user jais ak hum sub ko pta ha k forex trading agar hum lalach karty hain to hum just he ho gy q k jin user na b lalach kia un ka just loss ka he experiance ho ga soo forex ma jo kamyaab hona chahta ha usy cahheya k lalach sa door rhy.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading me Lalach Ka Experience

                  hamy lalachi nahi banana chahey hamy mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex aik legal business hain hum is mai jitna kam kary gy hamy utna he bonus mily ga forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading me Lalach Ka Experience

                    Dear my brother aapne bilkul right kaha hai Garam traded Mein achha profit Hasil karna chahte hain to Hame Apne trading co profit Mein small rate ko mind mein rakh kar track karna chahiye jisse Hum kam se kam profit Hustle karte rahenge aur Hamein mahine Mein achha Khasa profit Mil Jayega Jise Hum vedra kar sakte hain aur agar aap lalach Karoge To aapko Los Ke Siva Kuch nahi milega
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Trading me Lalach Ka Experience

                      G haan bhai jaan ap ki bat se main gree karta hon aor hamain is main greed kabhi be nhe krna cahiye q k lalach aik bary bury cheez hoti he aut lalchi log khaas tur par forex main kabhi be kaamyaaab nae hote is liye ham jab bi trading karain to hamain chahye ham greed free ho kar karain q k greed free aur jald baazi free aur risk free tradig hamain hamesha profit hi deta he thats why hamain har wkt honest aur sabar aur carefull ho kar trading karain agar ham is trah karainge to ham zyada se zyada profit earn kar akainge aur is puri dunya main lalachi people never gain success in his or her life therefore hamain chahiye k ham kabh be lalach na lain q k lalach buribala he and in english greed is a curse is liye ham kabhi be lalachi ban kar trading na karain aur agar ham lalach karain ge to ham kabhi be aamyaab nae ho skating aur ho skta he k hamara account buhat jld wash ho jae gaa

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X