how to manage our loss and capital?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    agar ap chatin hain kai ap apni paisy ko manage kar kai istmil karin to is kai lai zarori hai ap sab sai phali demo account par khob partice karin. is kai sat sat pa ko trading ka illam bai hona chayia. jb ap demo account par kob partice kar lain to pir ap ko live account banana chayia. capital bachany kai lai zarori hai kai ap cool mind kai sat trading karin.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      bhai ap ko bas aik advise hai agar ap ke pas knowledge aur experience hai to bas greed se kabhi trading nahi karna warna ziada ke chakar mein loss ho jae ga.
      • #63 Collapse

        sub se zarori ke app ka target kia hai , mera to mission hai 5000 $ ka laykin meri amount to bohat hi kam hai,information ho our us k bad ap is full cool mind say kam karo
        • #64 Collapse

          Well according to my experience, manging loss and our capital is the hard task for all the traders, we can not easily handel our loss and our trade are in constantly in loss, we must need to using stop loss strategy for saving our capital as well.
          • #65 Collapse

            is k liy ya hi hy k aap lot size kam sy kam rakhin han is trha aap ko profit to slow ho gi but is trha sy aap ko loss nai ho ga han agr ho ga b to boht kam ho ga. is k sath sath agr aap capital bara rakhin gy tab b aap ko loss kam hi ho ga
            • #66 Collapse

              proper market analysis,or Apnay experience k sath Hum forex Trading Main apnay nuksanaat ko Control Kar Saktay hain Magar inhain Mukamaal toor par khatam nahin Kar Saktay... buisness main nafa bhi hota hai or nuksaan bhi... We can Control our losses From several Tools in MT4
              Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
              • #67 Collapse

                jb hmra capital bara ho ga r hmre emotion control mein hon gy other wise hm na tou apne loss ko beache sakte hain r na he capital ko loss say is kay lay ham ko bohat zida knowlage gain karna hy or exprince two year hasil karna hy taky ham is qabil ho jay kay ham loss ko control kar saky dear...
                • #68 Collapse

                  hum ik he tarah apne loss or capital ko manage kar sakte hain or wo hai practice q k practice se hum apne experience gain karte hain jo k humay trading mai helpout kar ta hai isliye mere khayal mai experience is more important thing.
                  • #69 Collapse

                    dear i think hamein kam risk lena chahiye to hamein loss or profit bhi kam ho ga..lekin agar hum achi trah forex ko learn krein or experience lein to i think hum loss se bach sakte hein or ek achi trading bi kr sakte hein..
                    • #70 Collapse

                      is ka taraqa yah ha ky ap ko chahay ky har ak trade ky sath take profit aur stop loss zaroor istamal karna chahey q ky is sy loss kam ho ga aur profit bhe zeyada aur agar is ka loss hota ha to wo bhe kam he hota ha na pori money loss hony sy to acha ha na
                      • #71 Collapse

                        bahi loss sa bachna ka lya tu aap ko apna aap k andar confidance lana hog main samjhta hon k ap ziada sa ziada practice karo experience lo aur agar newbie ho tu choti lot par kam karo aur kam profit target rakho jab tak k aap khud experienced na ho jao is k alawa aap risk ko kam sa kam karo aur apni money managemnt ko maintain rakhna k lya jasa k main nay pahla bhi kaha choti lot pa kam karo
                        • #72 Collapse

                          Forex mai loss ko avoid karny k leye sub se important trader ki strategy hoti hai k woh kis strategy ki base pay earning karta hai.Successful trader humesha greed,emotion & less patience ko avoid karty hain jo un k loss ki basic reason banty hain.Woh aik proper way se trading ko continue rahkty hain or apny target k mutabiq earning karty hain.Analysis,strategy ka proper use or apni knowledge and experience ki madad se achi trade karty hain or aisi circumstances ko avoid karty hain jo un ko loss ki taraf lay jaty hain.Woh apni common mistake ko fully avoid karty hain or koshish karty hain k woh apni trade ko over trading ki taraf na lay k jain.
                          Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                          • #73 Collapse

                            Account ko manage tum good money ko manage krkry karty ho. yane greediness ko control krky small ya moqy k mutabiq lot size lena and market ko samajr kr sure hokar trading krna.
                             
                            • #74 Collapse

                              yar dekho ham us soorat mein apnay aap ko baray loss say bacha saktay hain jab ham forex ki proper education hasil karein mehnat aur lagan say,baqi aisa to naho ho sakta kay ham kabhi bhi bagair loss kiye forex mein earning kartay rahen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                g haan jnab hum is main loss sai is tarha bach sakty hain is main acha knowledge and experience hasil kar k is main loss sai bach sakty hain and is main loss sai bach k ik achy trader ban sakty hain and is main income hasil kar sakty hain and is main hum apny dream sk pora kar sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X