how to manage our loss and capital?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    dost g apna loss dear brotherbacjaney k liye choti trades aur kam sey kam trades karey aur oipen kar k na chorey , unko close zaror kar diya karey aur agar ho sakey tou stop loss istamal kia karey wrna loss bohat ho sakta hai...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      Bht achi learning aur adequate knowledge hasil kar k hum apne capital ko loss se bacha sakte hain....jb hamare pas bht achi knowledge hogi.... hamara experience aur skills sufficient hnge hamari plannings strong hngi tu hum profit earn kar saken he aur loss se bach sakenge.....
      • #693 Collapse

        trader ko chaiye ke wo jab bhi trade kare market ke news ko follow kare aur jald bazi na kare aur nahi koi overconfident me trade kare to wo achcha prpfit hasil kar sakta hai.
        • #694 Collapse

          hum apny loss ko buhat sary tarekun sy bucha skty hain jis mai main tareka ye hai ky hum apni trade ko us wakt lagaye jab humy market ki mukammal news hu ur pta hu ky loss ky chance buhat kam hain ub profit he mly ga.
          • #695 Collapse

            Hum apna loss is tarah manage aur recover karsaktay hai k sahi time pr sahi money pair par money sell aur buy ka tag lagaye jab market ki value uper jarahi issay apko ziada say ziada profit hoga without any loss k
            • #696 Collapse

              to manage our loss in forex trading business we need a good experience and skill. money management play a very important role to reduce the risk of loss in forex trading business.
              • #697 Collapse

                bhai jan hum apne ap ko loss se us waqat bacha sakty hen jis waqt humare pass practice ati ho humare pass trader ke liye ewxperince ho tab hum loss se bach sakty hen
                • #698 Collapse

                  mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader ko loss hota hai or baz ko nahi hota hai.
                   
                  • #699 Collapse

                    ji ha bhi ji hamary eaperienc ekia andr yae bi sikhna chaye kai jub aik trade loss mia jaty hai hum us ko kaisy proft mia tabdil kr skty hai hr kam kia liy hum ko aik time chahye ho ga
                    • #700 Collapse

                      dear loss se bachny ka 1 hi tareeka hay wo ye k agar ham planing k sath trading karty hey or forex market news ko daily read karty hey to hamy trading me loss k chances kam hi hon gey.
                      • #701 Collapse

                        bhai jan forex ak risky buisness hai jis man haman pehle he risk management kar leni chahiye aur agar ham loss sy bachna chahte hen to haman chahiye k ham stop loss ko use karen aur is k sath ham apni learning ko strong karen to phir he ham kamyab ho saken gay...
                        • #702 Collapse

                          forex main management bohat important hai,,,always manage the time and your capital and loss and profit,,,and is k liye ap ko knowledge and experience hona chaye so always learn forex......
                          • #703 Collapse

                            I think we should look at capital and managing capital is a very important and all will be fine with a focus and we have to be focused and we should always remain patient and we manage it well then the results will be very good.
                            :(
                            • #704 Collapse

                              dear ager aik trader kisi mistaks ke waja se loss karta hai to use chaheyai ke himmat nahi hare balke apne mistakes ke correction kre aur dobara zyada hard working kare aur trading start kare to loss ke chances buhat had tak kam ho ge or zyda hard work krke loss se bachna chaheye is tarha hamein profit zyda hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                hame market ke sath attach reh kar or market ko analysis kar ke hi apne capital ko invest karna chahie or is tara ham apne capital ko loss se bacha sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X