*Mistakes is not allowed* - PAKISTAN Forex Forum

 | 
رجسٹریشن
No announcement yet.

تمام موضوعات

*Mistakes is not allowed*

17-02-2015, 11:21 AM

hum logon ko real acc ma buhat dhiyan k sath kam krna cahhye or kisi strategy k sath kam karan cahehye kion k yehi hamaray liay forex am best rahta ha or isi k sath hum log buhat cah kam kar skatay hn is liay ma dhiyan k sath kam karat hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/en/?x=investsocial">InstaForex</a>

    10-03-2015, 08:23 PM

    smat

    smat

    جونیئر ممبر

    mistakes sy avoid kary aur new people is business ki taraf attract ho reh hain and is business mein learning bohat important hia aur demo par practice bi bohta important hai is liye aap ko yehi suggest karta hoon ky robot use na kiya kary manual trading kiya kary yeh better hai aur learning aap is forum sy bi kar saktay hain.
  • 10-03-2015, 08:35 PM

    ijlal

    ijlal

    جونیئر ممبر

    g belkul forex par mistak allowed nhe hai q k aksar ham jese new trader luck pe depend reh kar invest karte hai aur loss b kar dete hai esi liyeh hame apna experience acha karna chaeyeh forex me.
  • 11-03-2015, 02:14 PM

    lopp

    lopp

    جونیئر ممبر

    mistake not allowed but ap ko learn krna hoga and demo account say aap forex ko learn kar saktay hay is par practice kar kay aap ka knowledge mein izafa hoga yeh aik great business hay mein chata hon kay forex ko ziyada say ziyada learn karay takay mein future mein bhi aik good trader ban sakay gayn .
  • 11-03-2015, 02:43 PM

    g han bilkul forex me mistakes bilkul b allowed nahi hay kinu k agar ham mistakes karen gey to es se hamy loss ho sakta hay hamy apni mistakes ko control me rakna chaye
  • 11-03-2015, 02:47 PM

    g bilkul mistake is not allow kun k jab hum mistajke jerte h to hume buht nuksan ho jata hai or jab insan apne mistake ko chnge ni kerta to use nuksan hi ho jata h
  • 11-03-2015, 02:48 PM

    ahtashamdogar

    ahtashamdogar

    جونیئر ممبر

    اصل پيغام ارسال کردہ از: forexchamp پيغام ديکھيے

    Banned

    Hello everyone,As a traders Forex is not suitable for any individuals persons.Mistakes is common things for any business,But Forex is not allow the mistakes.you can tell about this

    ha g bilkul mistake forex may allowed nae ha kiyo ky jis na mistake ki wo fark ha is sy is may bht dyhan lagana parta haasy hi forex trade ni ho jta dyhan or mehnat sy krna parta ha sub jo dyhan or mehnat kr gya wo kam yab ho jaye gha or bht sy log kamyab b hio gy ha ahgr ap kamyab hna chata ha to dyhan or mehnat sy kam krna chaye phre ja ky ap pasia earn kry gy warmna nai
  • 11-03-2015, 02:50 PM

    Mistakes in forex can be very costly and most of the time it lead to loss, mistakes is not all that back because out of our mistakes we gain experience and so it is very important that we learn from our mistakes at every given point in time. there is hardly any room for mistakes and so we need to be very careful
  • 11-03-2015, 02:51 PM

    nco naseer

    nco naseer

    رکن

    yes Forex trading main aik chooti se bhe mistake ap koo baara nuqsaan day saakte hay ic liyaa ap jo bhe seakte kaaro toh again us mistake koo reapaat nahi karo our try kaaro keh trading main bounas achaa kaam kaar kay achaa tardar ban sakoo .
  • 11-03-2015, 02:59 PM

    Muhammad Raheel

    Muhammad Raheel

    جونیئر ممبر

    Baz auqat business me aik aisa stage a jata hai jaha py ghaltio ki koi gunjaish nai hoti zara c ghalti bhi boht bary loss ka sabab ban sakty hai Do or Die ki situation ban jati hai.
  • 11-03-2015, 03:04 PM

    g ahn daer hamen full koshish karnmi chahiay k hams e kabhi ghalti na ho lekin yahan kuch bhi ho skta hay hamen koshish zroor karni chahaiy k ham apni ghaltion se sekhen or unhain dobara na dohrayen to ham kamyab ho skte hain.
  • 11-03-2015, 03:27 PM

    agree that if you do mistake then you will fail in Forex my friend and that is the main point that we will work with our attention then we will do any think and in Forex mistake is harm full my friend
  • 11-03-2015, 03:30 PM

    mistake allowed to nahi hoti par aksar nahi pata chalta ap mistake kar bethty ho par us mistake se nuksan bhi ap hi ko hota hai jis se ap ko sabaq bhi hasil ho jata hai or hona bhi chahiye ta kay ap agy kay liye alert rahein.
  • 11-03-2015, 03:43 PM

    mere khyal main forex main mistake karna koi jurm nahi hai Q k mistake sy he banda seek jata hai aur agr aap ny forex seekni hai tou aap ko chahiye k aap mistake sy seeken.
  • loading_messages
    X