*Mobile trading is good than a computer trading or laptop*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    janab forex trading business me apko kamyab hone ke lye is business ki ziada se ziada experience or market knowledge honi chahiye phir ye ap par depend karta hai ke ap mobile par kam karen ya computer or laptop par .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      no dear meri nesbat trading computer aur laptop pe zyada best ha waise mobile pe wo bst kr skta ha jis ko mobile ki achi knowledge ho forex me ham tb hi sucess hon ge jab haen bhot practise ho gi bhot experience ho ga tb
      • #93 Collapse

        well my dear friend, jesa kay hum sub he jantay hain kay forex trading aik online business hai jiss ki wajay say hum iss ko kabhi bhi aur kahin say bhi internet ki availability kay through access kar saktay hain aur iss mein working kar saktay hain, issi leay hum isko apnay computer aur laptop kay elawa apnay mobile phones kay through bhi use kar saktay hain...
        • #94 Collapse

          Although Mobile is good to have in Trading but the facilitation which is accorded with desktop or laptop can not be achieved. Therefore the Mobile should be only used in chilling time or for updation and quotes or when PC is not available.
          • #95 Collapse

            Ye sab apki comfort pe depend kerta ha aur use to honay ki baat ha kai log mobile ki nisbat pc ya laptops pe trade kerna ziada better samajty hain lekin kai log aisy b hain jo her waqt pc laptop k agay nae beth sktay to wo chalty phirty b mobile pe apny kam pe nazar rakh saktay hain
            • #96 Collapse

              assalam o aliakum dear i like mobile trading beacuse mobile p loadsheding ka koi bi kam ni hai yaa every time on hota hai or is p ham kabi bi trading kar sakty hai agr ham kahi gy b ho too yaa tension ni hoti k gher jaa k compter p trading bi karni hai ap mobile ko apny sat lay ja k waha p b apna kam start kar sakty hai,
               
              • #97 Collapse

                g nahe main nhe smjhta k mobile behtar hai kyun k jitna easily hum yahan par kam kar sktey hain utna hum achey se earning kar sktey hain aur hum khush hain
                • #98 Collapse

                  i think laptop and mobile is the best for the trading , in maa yaa hai k light naa bi ho tab bi ap apna kam kar sakty ha light ka wait ni karna parta , jab k compter p agr light chali jaye too hamy light k wait karna parta hai thanks.,
                   
                  • #99 Collapse

                    dono ways se hi ham trading kar skate hen dono se hamko loss bhe ho skata he or profit bhe lakin agar ham kahen ke kisme hamko achi samaj aa sakti he toh woh he ke ham pc se hi trading karen or us par hi market ka analysis karen baki mahnat ka hi phal milta he hamko
                    • #100 Collapse

                      bhai computer per aap ko market sahi se nazar ati hai or is business me market ko aap analyze kare bina trading nahi kar sakty hain is lye mind ko aik jagah per stable rakh kar pc ke samny dehan laga kar trading kar ke aap kama sakty hain is lye mere lehaz se forex me oc se trading zyada best rahe gi
                      • #101 Collapse

                        Iss kaam koo mobile parr kaarny saay insaan boor hoo jaata haa yee kaam loog zeeyada taar computer parr yaa leeptoop paar kaarty haan iss kaam koo karrny kaa zeyada maza leeptoop paar ataa haa meabee yeekaam zeyada tarr leeptoop pay kaarta hu que kaay iss parr mugy bohat hee acha feel hoota haa ore thakan bee mahsoos naei hote
                        • #102 Collapse

                          Bro main tu Mobile Per trading karta hu q k her waqt meray pass hota hai or main market ko her waqt Dekhta rehta hu, mujhy tu mobile per trading karny k bohat hi maza ata hai but PC or Laptop per bhi Kafi achi Trading ki Jati hai, mobile per kabhi kabhi Networking k bhi masla ho jata hai .....
                          I Neend Good friends............ :confused:
                          • #103 Collapse

                            Dear mere kheal se mobile trading se best ha k hm computer ya laptop par trading karen kyun k wahan par trading karny se hmen zyada khuch sekhny ko milta haa or hmen experince bhi acha hasil hota ha is liye laptop ya computer par hmen trading karni chahey...
                            • #104 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: forexchamp پيغام ديکھيے
                              i mostly likes mobile trading , i used it too for trading , many times i used my mobile for watching market and doing trades so in simple words i keeps my business in my pocket ..
                              It seems hard to sit behind a computer or laptop for trading , what's your view about that?
                              i think ham jo kam computer ya laptop per kar sktay hain wo mobile per nahii hoo ga hamay pc per zyada achy sy samjh ati hai or kam be acha hota hai...........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                forex ko people is liye choose kartay hain ky yeh acha aur best business hai aur is business mein aap achi money bana letay ho aur is business mein aap aik expert trader bi ban saktay hai aur yeh humara future ho ga aur yehi acha business hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X