kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1966 Collapse

    mre khyal sy some time jb insan ksi chez k target kr lta h k mai n ye kam krna h or is thra sy krna hy or isy kr k rhan hy etc tu is ma mai smjhta hu k wo kabi fail nh hu skta but trading ma sb is k ospit h some time hm traget kr k los ma chly jty h
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1967 Collapse

      g bhai bilkul...agr apko waqai loss se bchna he tou apko km se km investment krni ho g ta k us km se km investment mein agr loss bhi ho tou km ho in this way you can earn profit and avoid loss
      • #1968 Collapse

        yar agar aap loss ka chance kam rakho gay to profit bhi kam ho ga, agar aap zayada risk lain gay to profit ka chance bhi zayada ho ga, har business ki tarah is main loss ho sakta hay, isi tarha profit bhi ho sakta hay, mera khayal agar thora thora zayada earn karain aur continuous karin to wo zayada acha hay,
        • #1969 Collapse

          Dear apne bhot acha sawal kiya hai.Forex trading par big loss ki big reason lalach hai.Agar ap kam target rakho ge to ap forex par loss sy bach sakta ho.
          • #1970 Collapse

            ji zaroor agar ap ny yh target rakha ho k mainy daily 30 say 50 pips ki movements say apn aprofit earn karna hai to yh to ppossible b hai laikin agar yh sochaijnk mujhy kam say kam b 100 pips daily markeet say uthany hain to yh aik trade main ap ko loss main loss main lay jian gy
            • #1971 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
              kia hmm kam target set kr k kud ko loss sa bacha sakta han
              shayad ye possible ho. but ager hamar target hi bra ho ga to zahir se bat ha ham ziyada trading kere ge or kahi pe bhol ker galti ker hi jai ge or wo hi loss ki wja banne gi to hame apna target short hi rkhna chahie.
              • #1972 Collapse

                g bilkul ap asa kar sakty hain ap jub kam target rakhy gy to risk b kam ho ha aur profit hony k zeayada chance ho gy .hamay zeyada ki lalach bilkul nahe karni chae ha choti choti trade karni chae ha
                   
                • #1973 Collapse

                  ji han aesa mumkin ho sakta hai ham ko target kam kar ke loss se bachne ka moqa asani se he mil jata hai bas mehnat ke sath kam karna hota hai is me phir yeh bohat asaan or easy hota chala jata hai bas start me eh mushkilaat ati hain .
                  • #1974 Collapse

                    dear ap ko forex me greed leave karna hoga jiss say ap loss say bach saktey hai or ek acha plan bana kar work karna hoga jiss par apko acha profit aye ga or ap life time forex me income earn kar saktey hain yani ager apney 100$ deposit kia hai to ap is par 0.10$ ki lot max use karein jiss say apko loss kam hoga or profit acha milay ga
                    • #1975 Collapse

                      g ahai hum bikul bi aisay h kar skat hai kyukay hu apnay target ko kum rakh kay hi is buisness mei aik boaht hi lambay arsay tak trdaig kar skat hai kyu kay is buinsess mei trdaing karna iak tuff kam hai hai
                      • #1976 Collapse

                        bhai mujhy nai lagta k ager hum apna target kaam rakhne se loss be kaam hota hai kun k ager hume target ka koi effect hota to phir hum to boht target ko be prefer kerte haan ager hum risk kaam rakhe to ho sekta hai k humara loss kam ho lakin target kaam rakhne se no chance dear :)
                        • #1977 Collapse

                          Target rakhna hi aik skill hy. Aap ko trading sey pehlay aik profit aur loss ka aik target rakhna hy aur phir trading start karna hy. Is key leye aap stop loss aur take profit ka use karain. Jab aap ka target complete ho jaye, chahey loss ho ya profit, aap lots close kar dain aur tension main wrong decision na lain. Target usually balance ko dekh kar rakha jata hy aur balance ko dekhtey hoi lots lagai jati hain.
                           
                          • #1978 Collapse

                            je han hum apna target agr kamm rkhty hain to hum loss say bach skty hain. jaisy kay agr hum low risk par profit earn karny ka target rkhty hain tois main loss bee ho to low hee hota hay par is main ziada tar profit hi hasil hota hay
                            • #1979 Collapse

                              aslamualekum dear :) ap ne bilkul theek kaha k agar ham ne loss se bachan ha to us k liye hamen lalach nia karni hogi ap ye dekhe k apki koi investment nia ha agar ap forum se trading kar rahy han to jitna kam ho ya jitni apko zarurat ho utni trade kare
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1980 Collapse

                                g bhai jaan humay daily basis per waisay planing say jo chalte ha humay dehaan say take profit use karna chaiey is mai hum waisay agr real earning mai apna target ko kam he use kare tw humare liye theak hoga kiu k ziyada k chakkr mai aik tw hum lalach b kar jate hai and risky b hota ha humare liye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X