day trading kia hota ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1351 Collapse

    day trading aisi trading jo day time main ho usko kehty hay wesy to hum trading kisi bhi time kar sakty hay bs humay market main theak say analysis karnay kay baad he enter hona chahiey tabhi kamyab ho sakty hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1352 Collapse

      Day trading aik asi trading ha jo din me karty hain lakin hm is business me jb chahye tb trading kr skaty hain or is business se hm jitna chahye utna earn b kr skaty hain isi liye ye best business ha or is business se hm apni life ko b asani se hi hm bana skaty hain
      • #1353 Collapse

        day trade wo hai kay jis ko subah kay waqt trade karnay ko kaha jata hai day ki trade mere khayal say night ki trade say bohat hi best hai agar ap is ko kartay hai
        • #1354 Collapse

          Bhai g forex trading mai day trade wo hoti hy jis ko log din mai lagaty hy or rat ko close ker daity hy is mai profit k zaida chance hoty hy is ko day trading ka nam diya jata hy
          • #1355 Collapse

            day trading jaisy kay name say lag raha hay day time ki jany wali trading ko kehty hay so hum agar theak say day time trading karen gay to market main bohat acha profit earn kar sakty hay
            • #1356 Collapse

              jo trading hum day main karty hay day trading kehlwata hay aur trading to hum kisis bhi time kar sakty hay but humay jab bhi chance milay acha earn karnay ka tab trade karni chahiey
              • #1357 Collapse

                day trading aisi trading hoti hay keh hum market main trade sirf da time main he karty hay so agar hum esmain kamyab earning karna chahty hay to humay esmain theak say time daina chahiey
                • #1358 Collapse

                  day trading se murad ye hai k wo trade jis m ap ko limit hota ha day time ka q k bahot se paiir ki timing hoti haj mRket wise .like gold ki timing hai
                  • #1359 Collapse

                    trading day ki ho ya night ki is men koi itna khas fark to ni hota , bus day ko london session and new york k khulnay k bad thori c tezi aa jati ha market men jisy overlaping bi kehty han 4 ghanty ki.
                    • #1360 Collapse

                      Is main umkisi bi waqt trafe kar sakty hain aur is main bs hamain 2chotiyan hoti hain Sunday aur Saturday in dino mai trade Nai hoti hai aur is main him hafy main 5din kam karty hain
                      • #1361 Collapse

                        Pakistan ma day trading sa MATLAB din ma pak time k according trading 2 session opened hoty aisa session and tokia session is ko day trading Kathy or his time 2no session together open hoty hain 2 hours k leya is time ko overlap khty. Hain is time profit b zaida hota hy or risrisk b
                        • #1362 Collapse

                          day trade aik aisa trade ka name hai kaay jis ko ap subah kay waqt kar sakaty hai day trade kaarnaa bi aik achi bat hai jis trader ko jo bi time raas a jaiy us ko is time pe hi apni trade ko karna chaiy
                          • #1363 Collapse

                            trading day ya night ho is se koi fark nhe parta market same rehti ha bus thora boht market ki volatality ka fark a jata ha din ko dopehr k bad market ki volatality ziada ho jati ha aur raat ko amoman kam hoti ha day trading night k muqably men profitable ha.
                            • #1364 Collapse

                              day trading man trader pakistan time k mutabiq din ku trades open kerta hai ic man japan china or asian session on hotay hain. or baaz loog nite trading kerty hain jis man baki sessions bhi chal perty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1365 Collapse

                                Mrre hisab se to day treding ka matlab hy kah hum ko cahye kah hum day min hi treding karyn matlab kah din min tredung karna hota hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X