Jald Bazi Nai karni Hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jald Bazi Nai karni Hy.

    Jab bhi koi kaam kia jai to us kaam me sabar karna chahiye or koi jald bazi nahi kerni chahiye jald bazi se hamesha nuqsan hota he, Forex Trading me bhi jab trade open kia jai to us me bhi sabar se kaam lena chahiye ya agar kissi trade me loss ho reha he to us trade ko close nahi kerna chahiye bal k wait kia jai ho sakta he k market revers ho is liye loss wali trade ko chalne dia jai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jald Bazi Nai karni Hy.

      G haan bhai jaan ham as main jald bazy se hamesha nakam hote hain as liy hamenchahiy hai kee ham as main jald bazy na kare as main hamen ache se kam kar kee as main kamyab hona ki kushsh karte rihna chahiy hai aor hamen as main mihnat bi karte rihna chahiy hai
      • #18 Collapse

        Re: Jald Bazi Nai karni Hy.

        Asslam o alaikum g haan BhAi Jaan apne bilkul sahee. Kaha he k hamain jldi baazi kabhi bi nae krna Chahiye q k agar ham jldi baazi krainge to ham apna account jldi loss krwa dainge
        Visit My Profile
        • #19 Collapse

          Re: Jald Bazi Nai karni Hy.

          G Han bilkul aisa he Hai ap ne sahi kaha Hai aisa he Hai jaldi ka kaam shetan ka hota Hai agar Forex men kamyabi hasil krni Hai to jald bazi se door rahen kyun KY jald bazi mein hmesha hum se koi na koi aisi mistakes ho jati hain Jin ki wajah se humen loss face krna par jata Hai is liye jald bazi ko avoid kren aur mehnat se kamyabi hasil krny ki koshish kren yehe humen aik kamyab trader bna sakti Hai.
          • #20 Collapse

            Re: Jald Bazi Nai karni Hy.

            G bhai jald bazi kr k account wash krwane sw acha hai sabar kr k ache waqat ka.intazar kr k trading ki jae ta k loss ko kam kiya ja sake aur ache earning ko possible bnaya ja sake aur ye sab tabhi possible ho sakta hai jab hum trading k doran intehai ehtiyaat kren ge aur is k ilawa jald bazi ko avoid kr k hum na siraf kamyab trader bn sakty hain balky is k saath saath hum, profitable earning bhi hasil kr sakty hainn.
            • #21 Collapse

              Re: Jald Bazi Nai karni Hy.

              g han hume forex trading business mai jald bazi se bilkul kaam nhi lena chahye kyun ke jald bazi hamesha hume nuksaan deti hai or hamare har kaam ko spoil kerti hai is liye hume cool mind se trading kerni chahye or trading kerte waqt kisi bhi tension ko apne mind mai nhi rakhna chahye ager ap thande dimag se kaam karen ge or jald bazi ka muzahira nhi karen ge tou ap zyada profit gain karen ge kyun ke aik jald baaz trader ko kbhi kuch hasil nhi hua
              • #22 Collapse

                Re: Jald Bazi Nai karni Hy.

                Achey mahnat ka sila milta ha par jald bazi na karo Forex men kamyabi hasil krni Hai to jald bazi se door rahen kyun KY jald bazi mein hmesha hum se koi na koi aisi mistakes ho jati hain Jin ki wajah se humen loss face krna par jata Hai is liye jald bazi ko avoid kren aur mehnat se kamyabi hasil krny ki koshish kren yehe humen aik kamyab trader bna sakti Ha
                 
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Jald Bazi Nai karni Hy.

                  ji bhai aap na sahi kaha ha k hamen har kaam ma jaldbazi nhi karni chahiye kyunki is ma hamara hi nuksan hoga or hamen apna har kaam sabar sy karna chahiye taki hm kamyab ho saken oraagy barh sakrn..thank you

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X