indicators se help lay kar apni trading ko asaan banaeya ja sakta ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators se help lay kar apni trading ko asaan banaeya ja sakta ha
    dear kuch traders seniors ki batainy sun kar indicators ka use nehi kartay hain or sirf price action trading karnay ki try kartay hain dear price action trading ap tub kar saktay hain jub ap kay pass knowledge or exprience ho ga or jin traders kay pass knowledge or exprience nehi ha wo achi price action trading nehi kar saktay hain un traders ko chahiey kay wo indicators se help lay kar trading karay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: indicators se help lay kar apni trading ko asaan banaeya ja sakta ha

    Bhai Mera personal experience hai indicator pe trading karna theek nahi hai indicator bohat he falls move dikhatay Hain trading ka sahi tariqa price action. He hai sir wohi best hai price ki movement main he sab much Nazar araha hota hai .
    • #3 Collapse

      Re: indicators se help lay kar apni trading ko asaan banaeya ja sakta ha

      Best karne ke bad Ki long time trading hoti hai aur Naam Se save kar rahi hai kya for long time ke liye hoti hai aap logo ko karne ke liye kya karna Hota Hai Koi Mushkil kaam Nahin Hai Isme aapne just apni selfie with national ID card ke send Karni Hoti Hai Jab aapke yahan par apni picture send kar de coc account
      • #4 Collapse

        Re: indicators se help lay kar apni trading ko asaan banaeya ja sakta ha

        hamy indicators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik acha business hain hum is mai live chat kar sakty hain hum is mai mahnet sy or lagan sy kam krna ho ga pher he hum pasia kam skay gy forex aik international business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: indicators se help lay kar apni trading ko asaan banaeya ja sakta ha

          jab hum forex market mai enter hony ky liye indicators ko use karty hain to hum kamyab ho jaty hain forex aik bahtren busines hain hamy is mai high capital invest karna ho ga pher he hum acha profit gain kar saky gy hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik acha business hain
          • #6 Collapse

            Re: indicators se help lay kar apni trading ko asaan banaeya ja sakta ha

            Forex trading plat form main both say achay aur aam indicators majood hain jis ka maksad trader ko har lahaz say help out kerna ta kay wo forex main kamyab ho saken. is liye ager ham aisay indicators ka use achi trah say seekh len to hamen forex main boht had tak asani ho jaye gi aur ham trading main achay aur accurate decision lay seken gay.
            • #7 Collapse

              Re: indicators se help lay kar apni trading ko asaan banaeya ja sakta ha

              yes off course ap nay bhot hi achi bat ki ha k forex main indicators ki bhot ehmaiat ha jes say humy market ko samjnay main bhot help b melti ha jesy k aik indicator ap ko bata raha hota ha k market ki ap kai movement ha jes say ap ko trade lagany main asani hoti ha aik bat yad rakhy k indicator's humesah pevrious tarend ka analysis ker k hi ap ko bata raha hota ha agy kia ho ga is ka ap nay khud analysis kerna hota ha.
              • #8 Collapse

                Re: indicators se help lay kar apni trading ko asaan banaeya ja sakta ha

                hamy expert banna ho ga hamy indicators ko use karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain forex jasa koi or business nahi hain is mai students be kam kar sakty hain hamy mahnet sy or lagan sy kam karna ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: indicators se help lay kar apni trading ko asaan banaeya ja sakta ha

                  ap ki bat belkul theak ha mery ager ap forex trading main kam yab hona cahty han to us k laiy ap ko sub say phaly to market ka analysis kerna ana cahiy us k liay ap difference tool use ker sakty han jan mian indicators b hoty han jo ap ko guid ker rahy hoty ap ko karket ki postion bata rahy hoty han jes say aik trade kerna bhot asan ho jata ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: indicators se help lay kar apni trading ko asaan banaeya ja sakta ha

                    hamy mahnet sy or tawajo sy kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik acha business hain hamy is mai indicators ko use karna ho ga hamy ahteyat sy kam karna ho ga forex mai forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala business hain yai aik amm business ke nisbat acha or unique buisness hain
                    • #11 Collapse

                      Re: indicators se help lay kar apni trading ko asaan banaeya ja sakta ha

                      G han ap ny sahi kaha hy ma apki bat sy mutafiq hun , trading karny sy phly humy market ko achi trah sy analysis kar lena chahiye , market ko hum indicator ki madat sy bhi analysis kar ky market ki movement ko samjh sakty hain aur trading ko asaan bana sakty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: indicators se help lay kar apni trading ko asaan banaeya ja sakta ha

                        bilkul hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab ho skty hain or forex best kaam hai hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry or forex mai agar risk tora kaam hu jey tu es sy best koi b acha kaam n hai hmy chahiyeh mehnat krty rhy orex forum trading agar
                        :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X