Mistakes ki importance
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes ki importance
    Expert aur new traders mistakes trading me zaror karty hey magar expert traders apny mistakes me learning be karty hey aur esy mature traders bar bar same mistakes ko kabi be per se test karny ki ghalti nahi karty magar new traders me ye zajba bilkul be nahi hota, jo mistakes new traders kar lety hey un ki trading ka agar jaiza leya jaye to wo ye mistakes bar bar hi karty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistakes ki importance

    Jee ye baat bilkul theek hay kaha jata hay kay insan apni ghaltiyu sey seekhta hay so forex main bhi essi tarah mistakes bahot important hati hain oar ham log in mistakes say bahot kuchh sabak haasil karty hain, jab koi insaan apni mistakes sey lessons leta hay wo hamaisha kamyaab hota hay
    • #3 Collapse

      Re: Mistakes ki importance

      Ji brother aap ne thik kaha hai trading ke dauran har trader mistakes Karta Hai Magar Dekha Jaye to yah mistakes bhi Hamen Sabak Sekha Kar Jati hain aur jo trader Sabak hasel kar leta hai woh future Mein Kamyab trader ban jata hai aur jo en mistakes ko repeat Karta rehta hai woh nakaam ho jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Mistakes ki importance

        Dear friends forex mein har koi ghalti karta hai or ghalti insan se ho hi jati hai or acha trader wo hai jo en ghaltiyon se sabaq seekhen or dubara enko na duhrayen, or mistakes ka Bara faida yeh hai k es se apko sabaq milta hai or ap active jo jatay hain or dubara wo Kam nahi kartay
        • #5 Collapse

          Re: Mistakes ki importance

          G han dear ap ki bat thek hy...ghltiun sy hm boht kuch seekh skty hn agr koshish krin to q k koe expert ho ya professional ghlti.agr hoti hy to wo usy smjhty hn apni strategy change krtty hn jis ki wja sy loss hua hota hy kr 2bara kbhi b wo repeat ni krty hm b agr aisa krin to.achy trader bn skty hn
          • #6 Collapse

            Re: Mistakes ki importance

            Assalamu Alaikum ji sir aapne bilkul sahi kaha hai main aap ki baat manta hoon hamein chahiye kya mistake Na Kare Agar missed mistake karte rahenge to Fir Kabhi Kamyab Nahin Honge Kyunki Jo forest Mein Galti karte hain woh Kabhi Kamyab nahi hote Habitat loss hi Karte Rehte Hain Agar Jisko Kamyab Hona chahte hain toh unko district nahin karna chahiye aur jaldbazi nahin karna chahiye FIR jakar aapas Mein Kamyab Honge
            • #7 Collapse

              Re: Mistakes ki importance

              Forex trading business main mistakes ki koi place nahi hai. Mistakes have great impacts on the trading. Choti choti mistakes hi bary bary loss ka cause ban jati hai aur account wash bhi ho jaty hain oftenly. So mistakes has no place in forex trading business. Lakin phir bhi mistakes ho jay to apni mistakes ko bholna nahi chahiya balky un sy lesson gain karna chahiya aur mistakes ay bacnhy ki koshish karni chahiya....
              • #8 Collapse

                Re: Mistakes ki importance

                forex trdaing main har mamber koi na koi galti karta hai jis se os ko loss ka samna hota hai or aghr yahi galtiun ko hum sodharen tu hmain apni galtiun ki wjah se he foeex ko zyda leran karny ka moka milta hai q k har trador aik galti jub krta hai or osy loss hota hai tu wo os galti ko khtm karny ki kosoish krta hai forex par pahly se zyda dehan deta hai jis se oski trading ability mazzed barh jati hai es liye har trador ko chahye k apni galtiun se sikhen ta k wo achi eraning hasil kars kaen
                • #9 Collapse

                  Re: Mistakes ki importance

                  dear frieds forex main mistakes bhi hamry leay bohut achy lesson chor kar jati hai jiss say ham kafi kcuh sekh paty hain kyon k aik chez app jab sekhty hain tu jab usy practical karty hain tu app say lazmi pehli daa mistake hoti hai aur mistake k bad app ko pata chalta hai ik iss ki working kesy correct karni hai iss leay yeh bhi business ka aik hissa hota hai iss leay hamain apni mistakes say learn karna chaheay aur isy bar bar repeat nahi karna chaheay kyon k iss say ziada ap ko loss hota hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistakes ki importance

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                    Expert aur new traders mistakes trading me zaror karty hey magar expert traders apny mistakes me learning be karty hey aur esy mature traders bar bar same mistakes ko kabi be per se test karny ki ghalti nahi karty magar new traders me ye zajba bilkul be nahi hota, jo mistakes new traders kar lety hey un ki trading ka agar jaiza leya jaye to wo ye mistakes bar bar hi karty hey.
                    Assalamu Alaikum Mere Khayal Mein mistake ki sirf Yahi importance Hoti Hai keva Hamein next time use galti se bacha Leti Hai Jiski wajah se hamm loss Ka Shikar hue the is Se Jyada aur koi importance nahi hai Hamare se mistake hone ki apni mistake or right Karke rakhne se aapko Hamesha Yaad rehta hai ki aapne Kaha mistake ki aur aap next time is mistake se bajate Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistakes ki importance

                      As-Salaam-Alaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading mein trading ke. Duran Humse bahut zyada mistake ho jati Hain mistake se hum Sabak hasel Karte Hain unke Jo Galti Humne ki hoti hai aur Jis galti ki vajah se Humne Loss hu Hai Hamein koshish Karni chahi ki Hua Galti Dobara na Karen usko ignore kar Kabhi Kabhi mistake bhi bahut importance Ho Jaati Hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistakes ki importance

                        Sir agar hum as mie aa ker aik bar mistake kerty hien tu wo hum ko samjh aa sakti hai magr jab hum as mien aa ker bar bar aik he mistake kerty hien tu hum as mien aa ker earning hasil nahi ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa ker khud k lye earning hasil karna hota hai or hamain as mien apni life ko set karna hota hai or khoob hard work karna hota hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X