Dear members agr forex ma account kisi ka block ho jata hai forex ka rules na follow krna ki waja s tu jub new bonus account banaya ga member tu kia new email address bi banana para ga ya porana wala hi email address use ho jaya ga is bara mai muj s kisi na pocha hai muja maloom nahi is lia seniors ki raya ki zarorat hai