Kaya News Bohat zaruri hain..??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kaya News Bohat zaruri hain..??
    Bohat si websites hain jo news ubdates daitay hain... Kaya ham inko zarur daikhain. Or kaya hamain eral main iss say fayedsaho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jo log news per trading krty hain un k leyh toh news bohat zarori hain or news say woh bohat acha profit earn kr layty hain per main nay aj tak news per trading nhe ke.
    Forex strategies for beginner click here .... :)
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: muhblal پيغام ديکھيے
      Bohat si websites hain jo news ubdates daitay hain... Kaya ham inko zarur daikhain. Or kaya hamain eral main iss say fayedsaho ga.
      bhai jan news is mn bohat hi eham kirdar ada karti hn q k is ki base py markeet up aur down hoti hy
      is liye news ki bohat ehmiat hy
      • #4 Collapse

        forex ke business me trading plan kerny ke liye 2 tarha ke analysis hoty hen aik to technical analysis or dosra fundamental analysis hota hy or is me news khas ker effect hoti hen or jab market news ati hen us time technical fail ho jaty hen
        • #5 Collapse

          g hann trading kanry k liye news bohat zaroori hain agar ap news ko follow naheen karo gay to market trend ko follow naheen kar pao gay jiski waja say apko loss hony k chances barh jaeen gay so news bohat zaroori hain takky apko market trend ka pata chal saky
          • #6 Collapse

            yes news forex trade mian bohat important hain news ko forex trade main zaroor follow karo news ki help sa hum ko acha earn ho sakta hain main news trade ko bohat like karta ho is sa market per bohat asar parta hain
            • #7 Collapse

              trading krty hain un k leyh toh news bohat zarori hain or news say woh bohat important hain news ko forex trade main zaroor follow karo
              • #8 Collapse

                G haan news bht he important hai kiu k agr hum news ko follow kar k trading Karen gy to humy market k bary mein information mil jati hai k market up ho rahi hai ya down es tra hum loss se Bach Skaty hain.
                • #9 Collapse

                  g bhai kabhi kabhi hume news mai sai bhi pta chalta hai k is waqt market mai kya up hai aur kya down hai kyu k ine news ki madad sai hum apne trading kar sakty hain aur is news sai humy bht faida hota hai
                  • #10 Collapse

                    sometimes yeh hota hai kuch news hmien trading ma help karty hain jin sse hmien bohat ziada faida ho jata hai but sirf or sirf tab jab wo kisi authentic source se hoon.
                    • #11 Collapse

                      yes dear news bot important hyn forex may kun ky bot ziada movement news py he hti hy market ke aor ziada tar log es sy bot faida uthaty hyn agr ap ko news ke smj aa jaye to ap easily bot ziada profit earn kr skty hyn aik din may
                      • #12 Collapse

                        yes dear i agree with you app ne sahe kaha hai forex main news ke bohot important hai agar hum news ko foloow karain ge tu hum ko forex main bohot faida hoga kyun kai news kai ana kai bad market move hote hai
                        • #13 Collapse

                          gee ha bilkul trading ke liye news bohut xarri hai q ke news se hi hum trading ka aghaz karte hai or news ke ups and down se bhi hamara trade bohut effect hots hao or profit or loss hota hai
                          • #14 Collapse

                            forex business amin news ka bohot hi ziada importance hota hey aur forex ki totally market news par hi depend karti hey aur hum is business main jitna ziada news dekhtey ahin is main utna hi ziada successful ho saktey hain.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jo experienced log hen wo zada tar news time men he trading karty hen or unko kaafi faida hota news time men he , lykin news time men trading karna kaafi risky bhe hota hy islye bht ehtiat kiaa karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X