Forex main education ki limit
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main education ki limit
    Forex main education ki koi limit nahi hoti ap ki taleem jitni bhi ho ap is main work kar sakte han but ap ki taleem itni ho k ap forex ko seh tarah considered kar saken ach posts kar saken is k rules ko samjh saken achi trading kar saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main education ki limit

    Forex main kisi education ki zarurat nehi just hamain sell aur buy kerna ata ho aur agar ham market ky technical analysis kerna seekh lain tou ham forex main kamyab trading ker sakty hain lekin agar ham better qualified hain tou hamain forex market main kamyabi asani sy hasil ho jati hai ky ham other tamam options ko bhi use ker lety hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex main education ki limit

      Traders ki education jetni zeyda ho gi ye us ki trading business key ley behtar ho sakta hay, es ki waja ye hay key market ko analysis karny aur news ko samjny key ley traders ka well educated hona bahot zarori hay, education agar kam ho gi to esy traders luck par aur blind trading hi kar sakty hey. jab key educated traders proper rules ko follow kar sakty hey.
      • #4 Collapse

        Re: Forex main education ki limit

        dear friend forex trading mn kam krnay k liay education ki koe limit naen ha k kitni education walay forex ko join kr sktay hn meray khial mn achhi education ka fayeda zroor ha lekin forex trading mn kam krnay k liay prhna likhna janana zroori ha
        • #5 Collapse

          Re: Forex main education ki limit

          Dear brother forex trading men education ki koi limit nhi hey iss men kam education k log kam kar rahey hen aur apni mehnat aur lagan se kam kar k achi earning hasil kar rahey hen lekin jin k pass achi education hoti hey woh jaldi learning aur knowledge hasil kar letey hen aur jaldi profit hasil karna shuru kar letey hen iss liay education ka advantage zaroor hota hey
          • #6 Collapse

            Re: Forex main education ki limit

            forex main taleem sirf itny ho message karnay aanay chayie or poste karny aany chayie phir wo forex b kar sakta hai agar english nai aaty phir usay ek professional trader ko friend bana laina chayie usay half profit de daina chayie trust banda phir wo aap ka account trade kare ga aap sirf poste hi karte rehna
            • #7 Collapse

              Re: Forex main education ki limit

              Dosto forex per education hona zarore hai lykin education ki limit nahi hai taleem hone sy ap ko bohat fida hoga ap behter tareky sy kam ko siranjam thy gy forex per posting kana hoty hain agar ap ki education achy hai to ap achy terhan sy karpahain gy.
              • #8 Collapse

                Re: Forex main education ki limit

                Dear members forex trading men education ki koi limit nhi hey iss men kam education k log kam kar rahey hen aur apni mehnat aur lagan se kam kar k achi earning hasil kar rahey he forex trading mn kam krnay k liay prhna likhna janana zroori h
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main education ki limit

                  g dear ap ne bilkul thek kaha forex men education ke koe limit ne yahan kam education waly log b kam kr rahy hain forex bahut he acha business hy jahan ap just mihnat kar k ache earning hasil kr sakty hain ap ko agar kise bat ke samajh ne aa rhe to ap demo account sy b sekh sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main education ki limit

                    Assalamu Alaikum Dosto aaj kal Hamare bahut Sare log berojgar hai KK unke Paas koi kaam Koi jawab nahin hai kya hua bahut hi Pareshan Nahin Kyon Kyunki chote chote bache Hain Nahin Hai Kyunki Woh isliye bahut Pareshan Rehte Hain unke Forex trading yaka tabhi Nisha how is business ko ghar mein bhi kar sakte hain koi bhi jagah par kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main education ki limit

                      education ki limit nai hoti forex ma but mara khyal sa matric tu zarooor honi chia itna tu ho profit lose trading ca tu pata hona chia na baki practical ma jo kam adn=mi sikhay wo books b nai sikhti insan ko knowledge phr b hasil karna chia chia wo parha likha ha k nai baki tu jitni b taleem ho forex ma insan kam kar skhta ha .
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main education ki limit

                        Forex trading business main kaam karnay kah liyay kisi khass education ki zaroorat nhi hota bulkay ap ki market ki analysis karnay ka pata hona chahiye to ap forex trading business main kamyab trading kar saktay hyn is main ap ki education ka koi khass amal dakhal nahi nahi hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main education ki limit

                          Asalmu Alaqum dear member of fore ap ki bat bikul dorost h forex m education ki koi limit ni hoti h or na koi requirement hoti h bus ap ko aik android phone or ous k sth net connection hona zorori h bs or ap ko forex k bry m knowledge ho
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main education ki limit

                            G han bilkul theyk kaha ap nay forex main education ki koi limit nahi hai forex aik behtareen business hai is main uneducated log bhi bahout achi earning kar rahy hain agar hm forex main kamyab hona cahty hain to is ky liyay hmaien education ki nahi balky mehnat ki zaroorat hai agar hm mehnat say kam karain gay to hi achi earning kar sakien gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main education ki limit

                              Forex business mai education kikli limit nahi hai. Es business mai jis key pass zada knowledge aur experince ho gy tou es kiearning bhe zada ho gy. Kyu k forex mai education aur experience ki madad sey hum es business mai kamyabi aur zada earning hasil kr sakty hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X