money management
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    money management
    money management ke sath trading karne wale aj tak nahi fail howe jo log money management ko nahi jante wo aj se hi is ko seekhy ya bohat zarori hai trading karne ke liye agr hum profitable trading karna chhte hai tu is ko seekhna ho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: money management

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bilkul thek kha hai dear mery kheyal me trading me risk maganement money magnagement kay sath sath over trading sy bhi kheyal rakhna chahye jahan hamen money managemnet sy loss ya account wash hota hai whan over trading sy bhi account wash hony ka khatar hota hai
    • #3 Collapse

      Re: money management

      Money management yeh ham ky ham apni invested money per is terha trade kerain gy hamari equity per koi farq na pery ham withdrawal bhi lety rehain lekin hamara balance kabhi bhi deposit amount sy kam na ho aur loss agar ho bhi jata hai tou itna hi ho saky ky jis ko ham easily recover bhi ker sakain tou ham achi trade ker sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: money management

        ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur Main Aap Ki Baat Ko manta hoon Agar Hamare Paas Money Measurement bahut hi jyada hai tu hamesha hi kya mai Pakistan Forex main Phir Bhi Soch Samajh Kar trading Karni chahiye Kyunki bade se Bada account bhi Pakistan forex market Mein Awaz ho sakta hai isiliye Hamein Har Waqt market collage Karke trading Karni Hogi thanks
        • #5 Collapse

          Re: money management

          Belkul brother app sahe kh rahai Hain forex Mai money management he wo Cheez hai Jo apple account ko wash honay say bachate hai aur appko profitable banna sakte hai agar ham money management ke sath trade karaingay to yaqenan profit Kama saktay Hain.
          • #6 Collapse

            Re: money management

            G Han dear ap ne bohat ache baat ki Hai aisa he Hai money management he forex trading men kamyabi ka aik acha rasta Hai is k ilawa account safe rakhny ka bi ye aik acha zariya Hai is liye koshish kren k pehle money management ko seekhen us k baad trading krny ki koshish kren ta k account bi safe rahe aur is k sath sath ache earning ko bi possible bnaya ja sake money management SEEKHNY k liye different videos se help Lyn ya phir apny seniors se help Lyn.
            • #7 Collapse

              Re: money management

              g han ap sahi kah rhy ha forex par ham logoi ko trading karta waqt money managment ko sath laiya kar chalna chayia aur ham logo ko chayia ka ham logo ko koi be trade open karna sa pehla apna baqi ka balance ko be achi tyra sa manage kar laiya aur ham logo ko is khal rakhna chayia
              • #8 Collapse

                Re: money management

                forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain hamy money management kar ky market ky rules ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky acha bonus earn kar saky gy forex aik bohat bara business hain hm is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: money management

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: HELP_ME پيغام ديکھيے
                  money management ke sath trading karne wale aj tak nahi fail howe jo log money management ko nahi jante wo aj se hi is ko seekhy ya bohat zarori hai trading karne ke liye agr hum profitable trading karna chhte hai tu is ko seekhna ho ga.
                  Acchi trading karne ke liye money management bahut important role play karti hai agar traders co money management karna aata hai tu Hua Forex trading Mein Hai kaafi achchhi trading kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: money management

                    yes dear hum forex me success money management ko follow kartay huey hi ho saktay hain is kay begair hamari trading discipine kay sath nehi ho gi or hmaray loss kay chances zada hotay hain or profit kay bohat zada kam money management ko follow kartay huey ap apnay loss ko ko b recover kar saktay hain is kay ilawa money management ap kay profit ko loss honay se b bachata ha or money management me ap ka account wash nehi hota ha
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: money management

                      hamy money managment kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik legal business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex kabe be band na hony wala real busienss hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X