Dont lose your hope.!.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    jee sahi kaha apne apni himmat ko bharhao isme forex trading me chaoye just sabar mehant or sabse important himmat loss k baad log hope loss kadete hain hume aesa nai karna chaiye dear mahnat lazmi hai isme than dil laga kar kaam kro porfit apke hath me hoga dear koi problem nai isme....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      gee han janb hame kabhi bhi apni hope ko lose nahi karna chahie kun ke jab ham himmat har jate hain to is ki waja se hame bohat loss ho sakta hai
      • #33 Collapse

        g sir forex trading my hmy loos bi hota hay or profat bi is liay hmy chahiay ky hm markit ko deke kar smaj kar kry taky hmy loos na ho or hm is bzns sy bad zehn na ho ye iak acha biznas hay agr koee galti karte hay to hmy loos hota hay
        • #34 Collapse

          forex eak easi fom hai jis mn hmy apni umeed ko ni km hony dyna chaye jb hamay loss hota hay to hamay sabar say kam lena chahye and apni mistakes say lesson hasil karna chahye takay hum kamyab ho skay
          • #35 Collapse

            Han dear main bhi saloon se mehenat krraha hon lekin abhi tak mein ne bhi haar na mani hain na manonga kyun k main janta hon k forex main kamyabi milti hai lekin bus mera focus sahi krna hai is trading main baki cheezen khud hi sahi hojaengi.
            • #36 Collapse

              G bilkul hmy kbi b apni hopes ko lose nae hne dena chahye chahy jo b ho jay hmy hamesha hope full rhna chahye or khud p trust rkhna chahye.Zeada s zaeda hard work krna chahye,zeada knowledge hasil krna chahye ta'k jb hum kam kry to hum apni hopes,apne dreams ko pura kr sky na k unko loose kr dy.
              • #37 Collapse

                han ji forex trading ke business main ap ko itna zayda loss hota hai ke ap hope chor dete ho aur main samjhta hoon ke ap ka asal loss yehi hota hai ke ap hope ko chor dete hain humien hope ko nahi chorna chiya aur achi hope aur mehnat ke saath kaam karna chiya
                • #38 Collapse

                  umeed hum ko bhot kuch sikha deti hai aur hum ko kam karna me b maza a sakta hai is lye hum jb b koi kam kare to apni umeed ko na chore yaha pay hume kam karty rehna chahye aur sath me achi tarha say samjhna chahye.
                  • #39 Collapse

                    Yes my brother your right and i am agreeing with you on this don't loooooooooooooooooooooooooooose your hope because this the main thing which give u success in future and keep working harding

                    jo dar gaya samjo mar gaya Matlab agar umeed chor di tou wo nakam badna ho ga
                    • #40 Collapse

                      dear main aap ki baat sy mutafiq hun k humain kabi b umeed ka daman nai chorna chahiyeh kioun k umeed pr to dunya qaim hy isi trah aap ko chahiyeh k aap loss ki waja sy kabi b mayoos na hun balky mehnat krain aur is cheez ki umeed rakhain k aap achi trade k zariyeh sy achi earning kr sakain gy
                      • #41 Collapse

                        According my opinion , we should not lose our hope because forex is a challenging business . So we should keep try to get success and do our best then once we will get success in our life and it makes us rich quickly . Thank you .
                        • #42 Collapse

                          Yes bhai ap bilkul thek keh rhy ho k hope kbi ni chorni chiy q k jab insan hop chor deta hy to wo apni life main sub kuch kho deta hy is liy hope kbi ni khoni chaiy aur trading main to bilkul ni q k trading sirf chlti e apki hope sy hy agr hope ni to trading ni hoskti
                          • #43 Collapse

                            asslam o alikum my all friend g han bro ma tu ye chata hun ka muje forex trading ma muje har ak cheez ko samajny ma bhoat kuch saikha ha is liya ma hope karta hun
                            • #44 Collapse

                              brother aksar traders yeh phir yun kahoun k newbie traders isliya b hope lost kar jatey hain kyun key woh apney liya bohut barey aur unrealistic tarrget set karthey hain jo key achievable nahi hotey isliya un ka dil tot jata hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Maximum traders ko jab aik bar loss hota hy to woh disappoint ho kr forex ko chhor detay hain aur forex market ko blame krna shuroo kr detay hain. Aisi bat nahi hy, hamain apni mistakes ko control krna hy aur market ko blame nahi karna. Agar aap ney learning ki hy to aap kisi bhi condition main hon, profit earn kr saktey hain. Mistakes ko control krney sey loss kam ho jata hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X