G dear fellows mai ye khaina cha rha hun kay ALLAH kay fazal se es ramzan mai kafi sarye member ki trading bhut achi rhi ho gaye kiyu kay ramzan ka month bhut babarkat wala din hota hai aur jin members nay acha profit liya hai mai unhain mubarakbad daita hun aur umeed karta hun kay next month bhi achi earning ho jaye gaye ager luxk nay sath diya tu bus humain zaroorat hotaye hai acha trade laganaye ki