Market ko daikhty rehna chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko daikhty rehna chaye
    Bahut Sare traders se Aise Bhi Honge Jinka account wash ho chuka Hoga Aise traders ko chahiye kya hua demo account mein apni trading ke practice Karen aur Market ke sath attach Rahe is Jab unke Paas bonus ayega toh unko trading karne mein Asani Hogi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ko daikhty rehna chaye

    اصل پيغام ارسال کردہ از: azam777 پيغام ديکھيے
    Bahut Sare traders se Aise Bhi Honge Jinka account wash ho chuka Hoga Aise traders ko chahiye kya hua demo account mein apni trading ke practice Karen aur Market ke sath attach Rahe is Jab unke Paas bonus ayega toh unko trading karne mein Asani Hogi
    Ye baat aap ki bilkul theek hai traders ko chahiye keva market ko watch Kaat rahe hain is share traders co trading karne mein Asani Hogi aur jab Unka bonus ayega tho vache trading kar Sakenge
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Market ko daikhty rehna chaye

      Belkul Bhai app sahe keh rahai Hain hamai belkul aisa he karna chaye agar hamara account wash be hojaye to hamai chaye ke market ke sath touch rahai demo pe apni paractice ko jari rakay kiun ke agar next month hamara bonus aa Jaye to ham oss Pai behtar trading Kar sakay.
      • #4 Collapse

        Re: Market ko daikhty rehna chaye

        G dear trading mai ye bat bhut aham hoti hai kay ager hum aik kamyab trade lagana hai tu us kaliye zaroori hai kay hum market pay zayda se zayda nazar rakhain ta kay hum us kay trend ko samjh skain
        • #5 Collapse

          Re: Market ko daikhty rehna chaye

          Gi bilkul accurate bat ki hy , forex trading market ky sath attach rehny se bhi learning main izafa hota rehta hy. Pairs ky bary main information milti hy aor jo seb se kamal baat hy woh hy news ki sorat main iska response dekhny aor samjhny ko milta hy. Daily ki trading range ki inforamtion milti hy. Almukhtaser jo bhi market se apna taluq jory rekhta hy uska yeh time zaya nhen hota.
          • #6 Collapse

            Re: Market ko daikhty rehna chaye

            Market ko dekhtay rehna chahiay k ab markete kahan ja rahi kis simat ja rahi ha up ja rahi ha ya down ya sideways. Trading ka sahi time bhi us waqat ha jab market upward ya down direction mn chal rahi ho.
            • #7 Collapse

              Re: Market ko daikhty rehna chaye

              agr ham logo ka account forex par zada loss ki waja sa wash ho jata ha to ham logo ko us waqt be market ko dekhta rahna chayia aur ham logo ko forum par mehnat karni chayia taya ka ham log acha bonus earn kar sakya aur ham logo ko bonus ka wait karna chayai aur ham logo is tyra sa dobr sa forex par koi be trade open karna ma easy feel karya ga
              • #8 Collapse

                Re: Market ko daikhty rehna chaye

                hum agar forex mai investment karna chatey hain ya hum ny market mai trade lagaye hain to hamy market ko watch karna chahey hamy is ke movement ko samj kar is mai kam karny ka risk lena chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko asane sy pura kar saky gy forex aik real business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Market ko daikhty rehna chaye

                  market ky sat tocuh rana bohat zarore hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota is mai hamara koi be boss nahi hain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ko daikhty rehna chaye

                    aapne bilkul theek kaha hai Hamein market ko Har Waqt dekh lena chahiye kya Hamein process ho raha hai tu Aman used clothes kar dena chahi is main Hamein mehnat karna chahiye aur isme koi bhi laparwahi nahin karna chahi please thanks for on my replay
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ko daikhty rehna chaye

                      Assalamu Alaikum dosto Ji Bhai ne bilkul sahi baat ki hai ki Hamein Forex trading ko Dekhte Rehna chahiye Kyunki Forex trading 5 rehti hai aur do din close aur jo do din close Rehti Hai Un Dinon mein bhi Hamen Forex trading car Jo Chahte Hain unko analyse karte rehna chahiye aur jo signal bante Hain UN signal Khoya unpaired ko likh Lena chahiye aur uske bad fur usko Jab market open ho to usme trade Karni chahi
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ko daikhty rehna chaye

                        assalamu alaikum bhai jaan aapne bilkul theek kaha hai ki Hamein Bar Bar market ko Dekhte Rehna chahiye Kyunki carbon market kahan mood kar jati hai aur kab kahan aur ho sakta hai tu ya Hamara account was so ja ja Mai bahut profit Mil Jaye isliye main Bar Bar market ko analyse Karte Rehana chahi
                        Visit My Profile
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ko daikhty rehna chaye

                          G Ap nai thk Bat k Market k sath atatch rehna chahya Hu skta Ha apka Loss waps a jae aur apko ju bonus milega ap us s mazeed trade kr skty han aur apne loss ko recover kr skty han is s yeh faida huga apka loss bhi waps a jaega aur ju ap nai time spend kia huga woh bhi zaya ni jaega

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X